Mera Bharat Mahan

by NETRAPAL on December 05, 2006, 11:12:31 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 6643 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: February 19, 2007, 12:36:53 PM »
Nice One Again Netra Bhai,,.,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MERA BHARAT MAHAN!!! by Suhas in General Stories « 1 2  All »
Mera Bharat Mahan ... by NewYorker in SMS , mobile & JOKES
MERA BHARAT MAHAN by chahat in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Mera BHARAT Mahan by soudagar in Shairy-E-Watan
mera bharat mahan ? by pritam tripathi in Shairi - E - Zindagi
NETRAPAL
Guest
«Reply #31 on: February 20, 2007, 07:19:59 AM »
samjhote se  chalee samjhota....
jodne do toote  dilo ko
bichde huo ko milane kee tamann liye
kabhee is desh to kabhi us desh.

bade armaan the dil me sab ke
do sharhado ko ek karne ke..

dekha nahi gya kafiro se
ooda diya samjhote ko dhamke se

mach gayee cheekh poorar sab taraf
bechain ho gaye hukmaran dono taraf

iljam par iljam hee lagate ja rahe hai
par kyaa lee kiseene lage hue jakhmo kee khabar
l
lot kar nahi ayenge asamay hee jane wale
kya kuch laakh rupye basa payenge oonka ghar

sawal hai bhoot sare kya jawab koi de paya
ek khel khatm hota doosra shuroo ho jata hai samjhote ka..


netra....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #32 on: February 27, 2007, 05:15:53 AM »
ye manjar mot  ka sadaa hee chala ayaa hai
bhook se martee the kal bhee is desh me
hajaro aaj mee marte hai begarat ho kar
jis gulamee ko gulamee kaha tha kabhee hamne
ajaadee kahee ghinoni najar atee hai usse hamko
hajaro saheed hue the pahale bhee is desh par
hote hai kurbaan lakho bina kisee yudh ke hee
do gaj jamee mil jatee thee dafan hon ke liye
aaj kafan bhee nahi milta hai lash dhakne ke liye
kya the angrej jinhe bhagaya tha kabhe is desh se
kya payaa hai hamne bine unke is desh me
nayay ke ghar me bhee nyay nahi hai is desh me
bechte hai kanoon sare aam kanoon ke rakhwale
loote hai bajarr, insaan, sare aam loor rahee hai
lsare baajar abroo insayaaniya t kee aaj bhee is desh me

netra.......


netra...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #33 on: March 06, 2007, 09:43:56 AM »
SADIYO SE JALTEE AA RHEE INSANIYAT IS DESH ME
BAIGARAT HOKAR BHEE JEE RAHA  INSAAN IS DESH ME

KHOOSHAALEE KEE BAT KARTE RAHE RAHNOOMA HAMARE
BHOOK SE LOOTEE RAHEE IN GAIRAT SADA IS DESH ME

BADSHAHAT THEE TAB BHEE LUTE THE BAHAR WALO SE
BADSHAHAT HEE BIK RAHEE SAREE AAM IS DESH ME

KYA HOGA IS DESH KA BHAVISHY KON CHAHTA HAI JANNA
AAJ WE RAJ KAR RHE HAI KAL KOI RAJ KAREGA IS DESH ME

ASHEEKSHA THEE AGAYNTAA KE ANDHERE ME LUTE THE HAM
GYAAN KEE ROSHNEE BHOOT HAA FIR BHEE LUTE HAI IS DESH ME.
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #34 on: March 09, 2007, 09:56:41 AM »
aah dil se nikaltee hai oodas hota hai man mera
lootte oohe dekh rahaa hoo is desh ko bebas hokar
lahara kar bhee jhook gayaa hai dekho tiranga mera
hajaro kurbaan hooe the desh par kargil me
balidano ko bhee bech kar khaa gaya rahnooma mera.

netra...[/img]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: March 13, 2007, 02:46:51 PM »
bahoot khoob Netra ji
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #36 on: March 14, 2007, 01:03:29 PM »
kha rahe bhagat singh, aajaad or subahs bhee
kho gaye gumnam andhero me jo bhee kabhee
yad atee hai onkee hme ham gulam hai abhi bhee...

netra..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: March 14, 2007, 01:13:31 PM »
sahi kaha netra ji apne...  bahoot acha likhte hai app aor bahoot ache subjects per likhte hai...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #38 on: March 15, 2007, 04:35:01 AM »
Quote from: "Pooja"
sahi kaha netra ji apne...  bahoot acha likhte hai app aor bahoot ache subjects per likhte hai...


pooja ji ye to badappan hai aap logo ka maine yaha aap kee or sabhee logo kee rachnaye padhee hai aap sab log wastav me bhoot achaa likhte hai or aap logo se bhoot kuch seekh raha hoo or bhoot kuch seekhna hai. Maine sabse pahle yahee likha tha yahee se maine thoda bhoo seekha hai or jis tarah se cooperation mujhe mila waha sarah niye hai.

netra....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #39 on: March 17, 2007, 07:16:16 AM »
ajaad hind me jame hai ham, ajaadee me sans lee hamne
kya hotee hai gulamee kee janjeere nahi ahasaas huma hame
nahi yad koi gandhi , subash  yad bhagat singh nahi hame
hamne pyee hai ajdadee mila har sukh har chain hame


netra....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #40 on: March 20, 2007, 01:10:09 PM »
Nice Netra ji!!
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #41 on: May 01, 2007, 11:06:42 AM »
Quote from: "Pooja"
Nice Netra ji!!


thanks pooja jee,

netra.....
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 05:35:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer