KASAK

by saahill on December 14, 2010, 09:58:32 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 3117 times)
dead heart
Guest
«Reply #15 on: December 14, 2010, 08:46:21 PM »
Reply with quote
Kasak ki kasak he reh jaaye ki tere dil mai
Un tak pahunchne ki manzil mumkin nahi hai...

Tammana ko laga seene se bas khada reh tu line mai bus ki
Ye baat hai dil lagaane ki,nahi ye koi bus Dehli jaane ki
Haayeeeee kya baat kahi hai di..
Uffffff maza agaya..!

Yeh meri hi badkismati ka ek misal hai Rahim,
Line main wafa liye lagte hai toh bhi sabse akhri main moka ata hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kasak by tarav in Shairi - E - Zindagi
ik kasak si dil by ALIBUTT in Shayri for Khumar -e- Ishq
ek kasak... by upma in Shayeri for Dard -e- Bewafai
******KASAK****** by baadal102 in Shairi - E - Zindagi
kasak dil ki by Rahi2001 in Shayri for Khumar -e- Ishq
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #16 on: December 15, 2010, 05:17:35 AM »
Reply with quote
apki zaranawahsi ka ehtraam karta hoon
dil se ap sab ko salaam karta hoon
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #17 on: December 15, 2010, 05:52:46 AM »
Reply with quote
dil se jo lag jaye woh dillagi ki kya baat hai
chandani se jo raushnayee us raat ki kya baat hai
tanhayee mein bhi jo mehfil sajaaye ter hi woh sath hai
na sochna ke hum to kar rahe hain bas kuch dillagi
hothon se nahin yeh to dil se nikli har baat hai
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #18 on: December 15, 2010, 06:04:41 AM »
Reply with quote
bahut badhiya likha he saahil ji..

anu ji mast to aap waise h ho..

koyaliya ..is bar b golmol par achha laga padhkar..

likhte rahiye..

sabhi ke liye dher saari daad~
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #19 on: December 15, 2010, 09:51:04 AM »
Reply with quote
gham hai itna ke seene mein chupaa leta hooon
dard jab saha nahin jaata to lafzon mein sazaa leta hoon
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #20 on: December 15, 2010, 11:39:36 AM »
Reply with quote
Kya hai capacity kitna Gham seene me chhupa lete ho
Overflow hota hai,tab he kya kaagaz pe uttar dete ho
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #21 on: December 15, 2010, 11:41:45 AM »
Reply with quote
gham ka samndhar mere seene mein samaaya hai
jise milta hai dard wohi samjh payaa hai
zakham hote nahin iske gehrey dekhne mein
jise lagti hai chot mohaabt mein wohi jaan paaya hai
to kya hua humpar hasti hai dunya
deewano ko kya koi aaj tak samjh paaya hai
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #22 on: December 15, 2010, 11:48:35 AM »
Reply with quote
hahahaha----
Koyal gazab ka response..Winking
***
ghamo ko andar hi rahne do
bahar naa aane do
            kahin dariya na ban jaye bahar aakr
             baha na le jaye hume saath doobakar lekar
iii behtar hai seene ki dam me qaid rakho bha iii
***
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #23 on: December 15, 2010, 12:22:35 PM »
Reply with quote
Gham ka samunder kyu tune seene me chhupaya hai
Ab tak kyu nahi tu usse kaagaz pe uttar paaya hai

O-Deewaane Naa rakh tu itna bojh apne seene mai
Maana Dil lutta chuka hai tu hassino-kamseeno mai

Mohaabbat kay khel mai chot khana ye tou aam si baat hai
Kisi casino se kam nahi ishq ka khel,jeetna-haarna kismat hai



gham ka samndhar mere seene mein samaaya hai
jise milta hai dard wohi samjh payaa hai
zakham hote nahin iske gehrey dekhne mein
jise lagti hai chot mohaabt mein wohi jaan paaya hai
to kya hua humpar hasti hai dunya
deewano ko kya koi aaj tak samjh paaya hai
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #24 on: December 15, 2010, 12:40:01 PM »
Reply with quote
kya hoga seene me dafn ghamo ko kagaz pe utar
                ke
kya kaam ayega ye kisi bichde apne yaar
                ke
hasega wo bhi jisne itne gham diye zamaane ke sang mil
                ke
             *****
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #25 on: December 16, 2010, 11:31:51 AM »
Reply with quote
tera gham bhi itna haseen hai ke bhulaaya nahin jaata
zakham jo diya hai seene par mitaaya nahin jaata
sookh na jaye zakham mera aisa kuch karta hoon
yaad karke sitam tere zakham ko hara karta hoon
thi kasak dil mein aisi ke ab kya main batlaaoun
bhool gaye hain chahe mujhe woh mujhse to bhulaaya nahin jaata
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #26 on: December 16, 2010, 11:38:04 AM »
Reply with quote
tera gham bhi itna haseen hai ke bhulaaya nahin jaata
zakham jo diya hai seene par mitaaya nahin jaata
sookh na jaye zakham mera aisa kuch karta hoon
yaad karke sitam tere zakham ko hara karta hoon
thi kasak dil mein aisi ke ab kya main batlaaoun
bhool gaye hain chahe mujhe woh mujhse to bhulaaya nahin jaata

badhiya haiii
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #27 on: December 17, 2010, 08:40:40 AM »
Reply with quote
pyar kya hai pyaar ijhaar kya hai izhaar
intzaar kya hai intzaar ikraaar kya hai ikraar
bekraar kya hai bekraar khumaar kya hai khumaar
agar pata chal jaye to bata dena
kya yahi hai pyaar
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #28 on: December 17, 2010, 08:53:05 AM »
Reply with quote
ye kya kya uljhan bhara keh gaye aap
na mujhe kuch samajh aaya sarkaar
kya hai ikraar ayr kya hai pyaar
mujhe to chahiye bas sath ho mera yaar
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #29 on: December 17, 2010, 08:58:05 AM »
Reply with quote
Shabdon k chakkar mai buri tarah fass gaya wo
Naam hai Saahill par bhawar mai atak gaya hai
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 05:51:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 27 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer