Logon Ki Khataaon Par Main Nazar Nahi Rakhta,. {NM}

by Jaanasheen on April 25, 2011, 08:59:50 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2017 times)
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #15 on: April 28, 2011, 10:25:35 AM »
Reply with quote
Very good...Raqeeb Lucknowi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bare logon se milne main hamesha fasla rekhna by the_gladiator in Ghazals
Nazar main na basa k..... by bulbul in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
*Nazar Hi Nahi* by Roja in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
wo hum say koyi rabta nahi rakhta by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
ghazal: Dil main rakhta hai na palkon main bithata hai by R.M. Dixit in Ghazals « 1 2  All »
Yaash
Guest
«Reply #16 on: April 29, 2011, 06:08:54 PM »
Reply with quote
Bohat Badhiya Sharing Janab
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: May 07, 2011, 01:30:12 AM »
Reply with quote
bro……
aapko yakeen nai hoga jab bhi rahim dost ko parhu aur dekhu yahan…
ek naam yaad aata aor wo naam hai ‘ azeem ’
mai jhut nai kahta
dil se duayen nikalti hain bhai aap dono ke lie.
bas khus rahiye

Shukriya Bhai Duaaein Mein Yaad Rakhne Ke Liye,.
Ye Waqt Hamaare Liye Imtehaan Ka Hai, Dua Karna Ke Hum Kamyaab rahe, Aur Mehfooz Rahe,.

Rab Khair Kare,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 07, 2011, 01:31:39 AM »
Reply with quote
KillBill dost, apne bahaut dil choo ne wali baat kehdi mager kahan main aur kahan Azeem bhaijan..Mere kalam apko Azeem ki yaad dilate hai toh yeh mere liye bahaut bada compliment hua..
Mager Azeem bhai toh bahaut unche shayar hai..!
Apki mohobaton ka teh dil se shukriya..
Khush rahiye..!

Rahim Bhai, Yaar Aisa Na Kaho,Koi Ooncha Koi Neecha Nahi Hota,.

Duaa Karna Bhai, Hamaare Liye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 07, 2011, 01:33:03 AM »
Reply with quote
Bahaut bahaut achi sharing hai bhai..
Aur haan, Yahan kay members nahin, Yo ki yeh mehfil apko miss karti hai..
Khush rahiye..!

Hmmm Shukriya Bhai,.

Duaa Karna Ke Mehfilein Aabaad Rahein, Sooni Mehfilein Achchi Nahi Lagti,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 07, 2011, 01:35:17 AM »
Reply with quote
So Jata Hun Be Khof Jahan Chahun Main Jis Waqt
K Bnda-e-Mazdoor Hun, Zar Main Nahi Rakhta

Dil Tor K Hansanay Ka Agr Naam Hunar Hai
Main Khush Hun K Phir Aisa Hunar Main Nahi Rakhta

Karta Hun Tumharay Sabi Jazbon Ki Qadar Main
Haq Tujh Pe Meri Jaan Magr Main Nahi Rakhta

azeem ji kya kahu apki is ada ko........
bahot khoob sahab bahot hi khoob........ye chand lines to esa laga ki aapne muje hi dekh kar likhi he.sach maniye dil me tofaan aa gaya apka ye kalaam pad kar....just behatreen........umda..........wonderful poetry ........


Shukriya Brother, Shayari To Dil See Nikle Ehsaas Ka Naam Hai, Aur Dilon Tak Pahooncha Dilon Ko Choona Hi Uska Maqsad Hai,.

Duaaon Ki Darkhwast Hai Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: May 07, 2011, 01:35:59 AM »
Reply with quote
kya baat hai... bahut khub kaha hai azeemji... dil tak...
khub

 Applause Applause Applause

Shukriya Majum Ji,.

Duaaon Ki Darkhwast
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 12:05:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer