Dua mangti hu..!!!

by Sadia Raja on December 05, 2008, 03:13:49 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2706 times)
Prateek Mardia
Guest
«Reply #15 on: December 18, 2008, 05:18:39 PM »
Reply with quote
bahut khoob sadia ji.umda.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mangti hai ? by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
mangti hu.........(ambu) by ambalika sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mangti Ho Ma Tujhe .. by FARE in Shayari -e- Husn
Main Or Kuch Nahi Mangti (Fare) by FARE in Shayari -e- Husn
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 19, 2008, 12:51:09 PM »
Reply with quote
Ya Rab Meri Har Duaa Ko Kabool Karna,.
Pareshaaniyon Ko Mujhse Door Rakhna,.

Kabhi Na Roothna Mujhse, Main Naadan Hoon,.
Meri Har Adaa Ko "Khudaaya" Tu Manzoor Rakhna,.

Aaameen

__________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: December 20, 2008, 04:08:22 PM »
Reply with quote
Ya Rab Meri Har Duaa Ko Kabool Karna,.
Pareshaaniyon Ko Mujhse Door Rakhna,.

Kabhi Na Roothna Mujhse, Main Naadan Hoon,.
Meri Har Adaa Ko "Khudaaya" Tu Manzoor Rakhna,.

Aaameen

__________________________-Jaanasheen-

WAH WAH WAH... bahut khoobsurat dua maangi aap neh


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: December 21, 2008, 10:36:35 AM »
Reply with quote
WAH WAH WAH... bahut khoobsurat dua maangi aap neh


Jasbir Singh
Shukriya Bhaijaan,.

Duaaein To Maangi Hain Hazaar Maine,.
Bas Chahta Hoon, Duaaon Mein Asar Aa Jaaye,.

Mujhe Duniya Waalon Se Kuch Lena Dena Nahi,.
Bas Chahta Hoon, Mera Rab Mera Haal Jaan Jaaye,.


Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #19 on: December 22, 2008, 06:09:54 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.

Duaaein To Maangi Hain Hazaar Maine,.
Bas Chahta Hoon, Duaaon Mein Asar Aa Jaaye,.

Mujhe Duniya Waalon Se Kuch Lena Dena Nahi,.
Bas Chahta Hoon, Mera Rab Mera Haal Jaan Jaaye,.




bahut badiya Jahanasheen


DUA KABOOL TAB HOTI HAI
JAB YEH DIL SEY BAYAAN HOTI HAI
RABB BHI TAB MAJBOOR HO JATA HAI
AISEY DIL MEH, RABB BHI TAB BASS JATA HAI


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: December 22, 2008, 12:03:50 PM »
Reply with quote
bahut badiya Jahanasheen


DUA KABOOL TAB HOTI HAI
JAB YEH DIL SEY BAYAAN HOTI HAI
RABB BHI TAB MAJBOOR HO JATA HAI
AISEY DIL MEH, RABB BHI TAB BADD JATA HAI


JASBIR SINGH


Nice One Bhai..

Har Duaa Meri, Asar Laayegi Ek Din,.
Zindagi Mein Meri Khushi Aayegi Ek Din,.

Hai Yakeen Mujhe Apne RAB Se "Doston,.
Rab Ki Rehmat Mere Ghar Pe Chaayegi Ek Din,.

Khudaa Aazmaata Bhi Hai, Rulaata Bhi Hai,.
Thokaar Dekar, Sambhal Kar Hauslaa Dilaata Bhi Hai,.

Wo Jaanta Hai Bande Ke Dil Haal Mere "Dost,.
Kabhi Us Se Na Mayoos Na Hona,.
Bando Ki Duaaein, Kabool Jaayegi Ek Din,.

________________________-Jaanasheen-



Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #21 on: December 22, 2008, 02:44:38 PM »
Reply with quote
Nice One Bhai..

Har Duaa Meri, Asar Laayegi Ek Din,.
Zindagi Mein Meri Khushi Aayegi Ek Din,.

Hai Yakeen Mujhe Apne RAB Se "Doston,.
Rab Ki Rehmat Mere Ghar Pe Chaayegi Ek Din,.

Khudaa Aazmaata Bhi Hai, Rulaata Bhi Hai,.
Thokaar Dekar, Sambhal Kar Hauslaa Dilaata Bhi Hai,.

Wo Jaanta Hai Bande Ke Dil Haal Mere "Dost,.
Kabhi Us Se Na Mayoos Na Hona,.
Bando Ki Duaaein, Kabool Jaayegi Ek Din,.

________________________-Jaanasheen-





Thanks & Very nice lines from you too Jahanasheen


HAR DUA RANG LAYEGI
RANG HAR TASVIR DIKHAYEGI
DIL SEY KARO DUA MERE DOSTOH
YEH JINDAGI BHI MUSKURAYEGI


JASBIR SINGHH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 22, 2008, 04:29:33 PM »
Reply with quote
Thanks & Very nice lines from you too Jahanasheen


HAR DUA RANG LAYEGI
RANG HAR TASVIR DIKHAYEGI
DIL SEY KARO DUA MERE DOSTOH
YEH JINDAGI BHI MUSKURAYEGI


JASBIR SINGHH

Shukriya Bhaijaan,.
And Nice One,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #23 on: December 22, 2008, 05:12:43 PM »
Reply with quote
Nice One Bhai..

Har Duaa Meri, Asar Laayegi Ek Din,.
Zindagi Mein Meri Khushi Aayegi Ek Din,.

Hai Yakeen Mujhe Apne RAB Se "Doston,.
Rab Ki Rehmat Mere Ghar Pe Chaayegi Ek Din,.

Khudaa Aazmaata Bhi Hai, Rulaata Bhi Hai,.
Thokaar Dekar, Sambhal Kar Hauslaa Dilaata Bhi Hai,.

Wo Jaanta Hai Bande Ke Dil Haal Mere "Dost,.
Kabhi Us Se Na Mayoos Na Hona,.
Bando Ki Duaaein, Kabool Jaayegi Ek Din,.

________________________-Jaanasheen-

Nice Jaanasheen Bhai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: December 23, 2008, 03:38:20 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.
And Nice One,.

thanks jahanasheen

jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: December 30, 2008, 10:05:22 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh Bhai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: December 30, 2008, 10:05:52 PM »
Reply with quote
good work lil bro
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #27 on: April 08, 2009, 04:38:44 AM »
Reply with quote
Raato ko uth kar, Khayalo me kho kar,
tumhe kya khabar hai me apne Khuda se kya mangti hu

Veerano me ja kar, Dhukre suna kar
Daman phela kar Ansu baha kar

Tumhe kya khabar hai me apne Khuda se kya mangti hu
Tum to kaho ge Sanam mangti hu, Janam mangti hu, Zar mangti hu

Tum to kaho ge k ham ko khabar hai k raato ko uth kar,
yaadon me kho kar, ankhein bhigo kar apne sanam ki dilnasheen ki Wafa mangti hu

Yeh bi galat hai woh bi galat hai jo bhi hai socha so woh b galat hai na sanam na zar mangti hu aur na hi apne sanam ki dilnasheen ki wafa mangti hu

Me to sirf apne Khuda se Aadam k bete ki ankhon se jati Haya mangti hu
Me Hawa ki beti ki, Sar se utarti Ridaa mangti hu

Bas apne Khuda se yehi ik Dua mangti hu..!!!


----------Sadia Raja-----------

Subhan Allah_Subhan Allah_Subhan Allah_Subhan Allah
Duaein To Maangi Gayi Hai Sadiya Yahaan.,
Par aap K Lafzon Mein Jo Husn o Akhlaq Ka Noor Zalaqq Raha Hai Wo Noor Kisi Mein Na Paya Gaya Hai...
Yehi To Farq Hai Ik Taleem Yaafta Insaan Mein..Woh Jo Soch Samaz Rakhta Hai Wo Kisi aur Mein Nahi paayi Jaati...

Wallah Muslim Mumaleeq ki Khatoonein Kya Hi Badhiya Ilm Rakhti Hai Koi aapse Sikhein..aap Mein Dekhein..
Aap Ki Ye dua Padh k Dil aaj bahot bahot Khush Ho gaya....
aap Ki Harr Dua par Meri Amin Shamil Hai..
Allah Sadiya K Ilm Mein Izafa Kare...Aur Uski Tamannaein Saari Puri Farmayein Aamin Summa Aamin...
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 10:38:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.395 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer