baddua...........

by Ninaah on February 12, 2005, 09:16:45 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11
ReplyPrint
Author  (Read 14505 times)
Ninaah
Guest
«Reply #105 on: June 27, 2005, 11:33:53 AM »
Reply with quote
bewafayee mein jeena muhaal hota hai,
jo padd jaaye iss chakar mein uska bura haal hota hai...



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
GUM TO ZINDAGI KA SAATHI HOTA HAI,
YE KAHAN ZINDAGI SE JUDA HUVA HAI,
HAATH THAM LE GUR KOI TO WO WAFA HAI,
SAATH CHOD DE, WO BEWAFA HUVA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
In nzaroon mein buhat hain rang chupay huway
hum bhi aba rehte hain in mein gumay huwe


Bewafai kia hai khud hum ko bhi maloom nahin hai
Hum Hain Pare yahan kuch hum ko bhi yeh maloom nahin
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #106 on: June 27, 2005, 02:04:12 PM »
Reply with quote
Haal tu Humra Bhi Bura Ho gya hai
Jane Kis Ko yeh Pta Chal gya hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #107 on: June 28, 2005, 11:32:38 AM »
Reply with quote
bahot chaha kisi ko,
pur iska hume ab gila na raha,
gila to iss baat ka hai,
ki ab pyar ka wo silsila na raha....


Quote from: "fakharenaveed"
Haal tu Humra Bhi Bura Ho gya hai
Jane Kis Ko yeh Pta Chal gya hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #108 on: June 29, 2005, 08:07:35 AM »
Reply with quote
firte hain veeron mein,
teri yaadon ke sahare,
ab jee rahe hain zindagi,
tere vaadon ke sahare....
Logged
Aapka_Sahil
Guest
«Reply #109 on: June 29, 2005, 12:36:56 PM »
Reply with quote
Jo mera hokar bhi mera na hua...Kisi aur ka bhi hoga...Umeed kam hai...
Mujhe ek bhi shikatayat nahi usse...koi mujhe batayega...Mujhe kya gham hai...
------------------------------------------------------------
Zindagi jahan bewafa hoti hai...
Wahin par ishq ki subah hoti hai...
Mujhe nazar nahi aati uski bewafaai...
Meri nazaron main to uski wafa hoti hai..
Logged
Aapka_Sahil
Guest
«Reply #110 on: June 29, 2005, 12:42:00 PM »
Reply with quote
Ninnah ji.........

Maanta hoon ki zindagi hamesha suhaani nahi hoti...
Jise padh kar dil jhoom uthe woh kahani nahi hoti..
Yaado aur Vaado se kat ti nahi yeh bereham...
Har roj nayee hoti hai..yeh shay kabhi puraani nahi hoti
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #111 on: June 30, 2005, 06:00:31 AM »
Reply with quote
sahil ji...........

har shikwa, har gum hum hans kar seh lenge,
gur ye yaadein na purani ho,
pur yaadein aur vaadon ko jo bhul chuke,
to hum kya shikwa karein, jiske liye ye yaadein ik kahani ho....





Quote from: "Aapka_Sahil"
Ninnah ji.........

Maanta hoon ki zindagi hamesha suhaani nahi hoti...
Jise padh kar dil jhoom uthe woh kahani nahi hoti..
Yaado aur Vaado se kat ti nahi yeh bereham...
Har roj nayee hoti hai..yeh shay kabhi puraani nahi hoti
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #112 on: June 30, 2005, 06:02:32 AM »
Reply with quote
zindagi khoobsurat lagti hai,
gur koi hamsafar saath ho,
dil mein dard uthta hai,
gur bewafaon ki baat ho...

.

Quote from: "Aapka_Sahil"
Jo mera hokar bhi mera na hua...Kisi aur ka bhi hoga...Umeed kam hai...
Mujhe ek bhi shikatayat nahi usse...koi mujhe batayega...Mujhe kya gham hai...
------------------------------------------------------------
Zindagi jahan bewafa hoti hai...
Wahin par ishq ki subah hoti hai...
Mujhe nazar nahi aati uski bewafaai...
Meri nazaron main to uski wafa hoti hai..
Logged
Aapka_Sahil
Guest
«Reply #113 on: June 30, 2005, 09:21:19 AM »
Reply with quote
par yeh to sochiye....

Gar shikwa karne se hi koi bewafa wafadaar ban jaata...
To har insaan aaj mohabbat ka hqdaar ban jaata...
------------------------------------------------------------
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #114 on: June 30, 2005, 10:28:36 AM »
Reply with quote
BILKUL SAHI KAHA AAPNE SAHIL.....

gar shikwa karne se koi bewafa se wafadaar ban jaata,
to shayad har insaan aaj mohabbat ka haqdaar ban jaata,
accha hua hum roye aur khud he ponch liye apne ashq,
gur gidgidate kisi ke aage, to humara he daman daagdaar ban jaata....




Quote from: "Aapka_Sahil"
par yeh to sochiye....

Gar shikwa karne se hi koi bewafa wafadaar ban jaata...
To har insaan aaj mohabbat ka hqdaar ban jaata...
------------------------------------------------------------
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #115 on: July 02, 2005, 02:46:37 PM »
Reply with quote
Sahil Ki Talash Mein ,Hum Tu Samundar Bhi Bhool Gaye
Chaha Tha Jis Ko Humney ,Uski Deewangi Mein Sab Kuch Bhool Gaye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #116 on: July 04, 2005, 10:14:20 AM »
Reply with quote
ISS DEEWANGI KI HADD TAK NA JA,
KI KHUD KO BHOOL JAAYEIN,
AWAAZ LAGAY ZAMANA HUMEIN,
AUR HUM KHUD KO NA PEHCHAAN PAAYEIN....



Quote from: "fakharenaveed"
Sahil Ki Talash Mein ,Hum Tu Samundar Bhi Bhool Gaye
Chaha Tha Jis Ko Humney ,Uski Deewangi Mein Sab Kuch Bhool Gaye
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #117 on: July 04, 2005, 05:09:13 PM »
Reply with quote
chand lameh sang ser-e-bazm guzaar kay,
sunaya usnay haal-e-dil gamon se haar kay.
ulfat main seeye hont, woh samjhey zubaan nahi
daage dil pe daag, usnay jaan nisaar kay.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #118 on: July 04, 2005, 10:35:04 PM »
Reply with quote
gam yeh hasratein aam se jal jaate hain,
hum charaaghon ki tarah shaam se jal jaate hain ...
shama jis aag me jalti hai numaaish ke liye,
hum usi aag me gumnaam se jal jaate hain ...
jab bhi aata hai tera naam mere naam ke saath,
jaane kyon log mere naam se jal jaate hain ...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #119 on: July 06, 2005, 07:16:59 AM »
Reply with quote
good one harsh......

jo hont see le,
wo yahan bewafa kehlata hai,
aur jo bewafayee kar jaaye pyar mein,
wohi pyar ka khuda kehlata hai.....




Quote from: "harashmahajan"
chand lameh sang ser-e-bazm guzaar kay,
sunaya usnay haal-e-dil gamon se haar kay.
ulfat main seeye hont, woh samjhey zubaan nahi
daage dil pe daag, usnay jaan nisaar kay.
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 12:10:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer