!!CHUPAAYA!!

by amrita on June 11, 2005, 04:57:55 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2221 times)
amrita
Guest
«Reply #15 on: June 14, 2005, 12:29:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ricky"
Kashish hai uss koshish mein jo humney kee mohabbat pane mein !
Yeh wahi Kashish hai jo kare humey majboor pyar nibhane mein !!
Humey yakin tha k tum doge saath humara is raah per,
Lekin tum toh bade hee khudgarz nikle vada-e-ishq nibhane mein !!



bahut khoob ricky!!!

majboori thi kuch jo pyaar nahi nibha payi
judaai ko ek naaya naam mein de aayi
khudgarzi ka khitaab
unse mein le aayi...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
!!!!! Muddaton Jisko Chupaaya Tha Maine !!!! by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Chupaaya Hoga...(NM) by maya01 in Shayri-E-Dard
Chupaaya Jaye.. by satish-Aman in Ghazals
fakharenaveed
Guest
«Reply #16 on: June 14, 2005, 09:48:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "fakharenaveed"
Diljala hoon bahut main saari duniya jaalaadoon
Uski raahaon ki saari roshni bhi bujha doon
Mujhko chahe zamana aur use yeh dil chahe
Mujhko thukra ke kaise chain se woh rah paayi
Mujhko tanhayee dase, mujhpe duniya yeh hanse
Pyaar ki hai ruswai
Yaad sau baar kiya tha par woh na aayi
Thoda saa pyaar kiya tha ab bhi hai baaqi



meri zindagi mein roshni laoge tum
iss umeed mein baithe hum gumsum
apna adhura pyaar pura karne kab aaoge tum
iss umeed mein baithe hain hamdam...



No Comments am frightened

















zindagi ki har shaam main tumhari yaad aati hai

pukaarte hain tumhein dil -o-jaan se tumhari yaad aati hai

jane kis ki lagan kis ki dhun main magan ja rahi thi

hum morke dekha nahi hum ne aawaz par tum ko aawaz di

tum yeh kehti ho hum ne pukaara nahin tujhe

bholayein kaise ke teri yaad har pal tarpathi hai

mar ke bhi bhool nahin paate tujhe teri yaad itna roolati hai
Logged
amrita
Guest
«Reply #17 on: June 15, 2005, 05:43:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "amrita"
Quote from: "fakharenaveed"
Diljala hoon bahut main saari duniya jaalaadoon
Uski raahaon ki saari roshni bhi bujha doon
Mujhko chahe zamana aur use yeh dil chahe
Mujhko thukra ke kaise chain se woh rah paayi
Mujhko tanhayee dase, mujhpe duniya yeh hanse
Pyaar ki hai ruswai
Yaad sau baar kiya tha par woh na aayi
Thoda saa pyaar kiya tha ab bhi hai baaqi



meri zindagi mein roshni laoge tum
iss umeed mein baithe hum gumsum
apna adhura pyaar pura karne kab aaoge tum
iss umeed mein baithe hain hamdam...



No Comments am frightened

















zindagi ki har shaam main tumhari yaad aati hai

pukaarte hain tumhein dil -o-jaan se tumhari yaad aati hai

jane kis ki lagan kis ki dhun main magan ja rahi thi

hum morke dekha nahi hum ne aawaz par tum ko aawaz di

tum yeh kehti ho hum ne pukaara nahin tujhe

bholayein kaise ke teri yaad har pal tarpathi hai

mar ke bhi bhool nahin paate tujhe teri yaad itna roolati hai


tumhare saare aasun pee jayenge
tumhari yaad mein saaari zindagi jii jaayenge
humein bhul jao aisa koi kaam kar jayenge
tumein apni yaad mein tadapta nahi chod jayenge...
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #18 on: June 15, 2005, 05:54:41 PM »
Reply with quote
NIce work u all...................really AMAZING!!!!!!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #19 on: June 16, 2005, 01:06:56 AM »
Reply with quote
Aap un jo chood jaoo gay
zindgi hum s le jaoo gay
muskaan meri cheen kr tum
ansoon mujhay hi de jaoo gay
Logged
amrita
Guest
«Reply #20 on: June 16, 2005, 05:28:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Aap un jo chood jaoo gay
zindgi hum s le jaoo gay
muskaan meri cheen kr tum
ansoon mujhay hi de jaoo gay


hasti hum unki mitayenge
jo tumhari muskaan cheen jayenge
tumhari zindagi mein aaye hain toh hasakar hi jayenge
ulfat ki nishaani tumhare chehre pe chod jayenge...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #21 on: June 16, 2005, 07:38:22 PM »
Reply with quote
Teri har baat kiun hum ko trpane lagi hai
teri chahat hum ko yunhi stane lagi hai
Logged
amrita
Guest
«Reply #22 on: June 16, 2005, 08:22:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Teri har baat kiun hum ko trpane lagi hai
teri chahat hum ko yunhi stane lagi hai



hum chahne aur paane mein farak samjho
humare beech mushkilo ko samjho

waade bhale hi kar jayenge
chahkar bhi ek nahi ho payenge

teri yaad mein apne aapse liptey sulagtey hain
kya bataye tumhein
tumhari chahat mein kitna tadapte hain..

hope the quality of my poetry has improved
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #23 on: June 16, 2005, 08:34:05 PM »
Reply with quote
Oh!!!!!


I think some one idiot is here who said you that ur poetry quality is lower

,,,,,,,,,,,,,,,,who is that person let me know?

agar Aarzuu e dil ho tu sabhi kuch mil jata hai
dhoondne waley ko tu khuda bhi mil jata hai
Logged
amrita
Guest
«Reply #24 on: June 17, 2005, 03:11:51 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Oh!!!!!


I think some one idiot is here who said you that ur poetry quality is lower

,,,,,,,,,,,,,,,,who is that person let me know?

agar Aarzuu e dil ho tu sabhi kuch mil jata hai
dhoondne waley ko tu khuda bhi mil jata hai


tumhein toh hum dhoodh hi lenge
ek ho kar kya kabhi khushi se rehanenge...?
in sawaal ka jawaab tum jantey hi ho
ishq mein padne ki galti dobaara mat karo..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #25 on: June 17, 2005, 08:13:40 PM »
Reply with quote
mere humnawa aao k mere dil mein sma jaoo
mere ho tu mere dil mein dhdkan ban jaoo
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #26 on: June 17, 2005, 10:26:37 PM »
Reply with quote
BaKi KuCh Na RaHa Ab Is ZaMaNe MeIn,
JaWaNi GuZaR rAhI mAiKhAnE mEiN.
Ab To KaR lE mErE dOsTi pE yAkEeN zAlIm,
VaRnA zInDaGi BeEt JaYeNgI aZmAnE mEiN.
Logged
amrita
Guest
«Reply #27 on: June 18, 2005, 08:46:12 PM »
Reply with quote
dil ko mere aaram tab milta hai
jab humara dil nashe mein dubaa rehta hai

nahi milta sukoon apne aashiane mein
chaaen milta hai toh saaqi ke maikhane mein

unko humare pyaar par yakeen hota
iss tarah humein aazmaya nahi hota..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #28 on: June 18, 2005, 09:24:07 PM »
Reply with quote
teri chahat teri ulfat pe hum ko yakeen tha
tu nahin tha qsam s is dil mein na koi mkeen  tha
Logged
amrita
Guest
«Reply #29 on: August 01, 2005, 08:22:30 PM »
Reply with quote
aye bewafa aaj itni bewafaai kar
tere alawa koi bewafaa na lage..

tu de aaj mujhe itna dard
ke dard k samjh naa aaye woh kahan se uthe..
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 10:39:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer