Eak Mahobbath Ki Daastaan !!

by abdulqadeer on January 29, 2009, 04:46:00 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2000 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: January 29, 2009, 12:46:14 PM »
Reply with quote
qadeer sahab aapki ghazal...balki Nazm kahun to behtar hoga..padh-kar ek sher yaad aaya..arz hai..
in shabdon ko padhna mere yaaron sambhal ke,
mahfil me rakh diya hai kaleja nikaal ke,

bahoot hi sunder likha....aapne..

Wah Mere Bhai, Kya Khoob Line Share Ki Hai,.

Sach Mein Bohat Pyaari Hai,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Daastaan-e-gham by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Daastaan-e-Zindagi...! by sharmaarunkumar in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
DARD KI DAASTAAN.... by khwahish in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 10 11 »
Teri Mahobbath Me Sari Haden............ by abdulqadeer in Ghazals
---daastaan--- by killbill in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: January 29, 2009, 01:13:23 PM »
Reply with quote
Bewafaa Mujhe Kehkar Sare Aam Zalil Na Karo Tum,.
Kis Kadar Maine Wafaa Nibhaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Kehte Ho Mujhse, Tumne Mera Dil Jalaaya Hai "Azeem,.
Magar Tumhari Khushi Ki Khateer,.
Kitne Dilon Mein Aag Lagaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Kehte Ho Maine Tumhe Chorda, Tumhaare Dil Ko Torda,.
Us Ek Pal Ki Zindagi Maine Kaise Bitaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Kehte Ho Ki Maine Tumhaare Khwaabon Ko Qatal Kiya,.
Kis Tarah Maine Khwaabon Ki Mayyat Uthaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Main Bewafa Nahi Sanam, Bas Majboor Tha Haalaat Se,.
Kis Tarah Maine Rabse Apni Bebasi Sunaai, Ye Bas Mera Khudaa Jaanta Hai,.

Main Bewafaa Nahi,.
Bas Majboor Tha, Teri Hi Khushi Ke Liye,.
Tujhse Door Hua, Teri Zindagi Ke Liye,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #17 on: January 31, 2009, 03:35:23 AM »
Reply with quote
Bewafaa Mujhe Kehkar Sare Aam Zalil Na Karo Tum,.
Kis Kadar Maine Wafaa Nibhaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Kehte Ho Mujhse, Tumne Mera Dil Jalaaya Hai "Azeem,.
Magar Tumhari Khushi Ki Khateer,.
Kitne Dilon Mein Aag Lagaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Kehte Ho Maine Tumhe Chorda, Tumhaare Dil Ko Torda,.
Us Ek Pal Ki Zindagi Maine Kaise Bitaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Kehte Ho Ki Maine Tumhaare Khwaabon Ko Qatal Kiya,.
Kis Tarah Maine Khwaabon Ki Mayyat Uthaai Ye Khudaa Jaanta Hai,.

Main Bewafa Nahi Sanam, Bas Majboor Tha Haalaat Se,.
Kis Tarah Maine Rabse Apni Bebasi Sunaai, Ye Bas Mera Khudaa Jaanta Hai,.

Main Bewafaa Nahi,.
Bas Majboor Tha, Teri Hi Khushi Ke Liye,.
Tujhse Door Hua, Teri Zindagi Ke Liye,.

____________________________________-Jaanasheen-


Subhan Allah , SUbhan Allah , Azeem kya likha hai mere bhai !!

Allah tumhe Khush rakhe Azeem bahoth qoob nazam nazar ki hai tumne !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: February 01, 2009, 09:01:48 PM »
Reply with quote
Shukriya Bade Bhaiya, Hausla Afzaai Ke Liye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: February 02, 2009, 10:04:46 AM »
Reply with quote
Bohat Hi Umda Qadeer Bhai Kya Andaan.e.Bayaan Hai...

Iss Se Badkar Ab Aur Kya Saza.e.Mohabbat Hogi.
Jaa Aey Bewafaa Maine Tujhe Maaf Kar Diya Hai


Waah Majid Bhai Kya Ashaar Kahe Hain,.
Nice Lines,.

Tujhe Bewafaai Ka Ilzaam Main Kaise Doon,.
Jab Meri Hi Kismat Me Wafa Ka Naam Na Tha,.

______________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: February 03, 2009, 08:43:10 AM »
Reply with quote
Wah Wah Bhai Kya Khoob Farmaaya Hai Bohat Khoob..

Aankhein Kholo To Kuch Toote Hue Khwaab Mujhe Nazar Aate Hai
Kya Karu Tere Sehar Ke Chehre Mujhe Bewafa Se Nazar Aate Hai


Great Lines Yaar,.
Bohat Achche,.

Door Se Mujhe Wo Wafaaon Ka Shehar Nazar Aata Tha "Azeem,.
Aaj Pachtaa Raha Hoon, Main Is Shehar Mein Ghar Banaakar,.

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #21 on: February 03, 2009, 08:52:31 AM »
Reply with quote
Great Lines Yaar,.
Bohat Achche,.

Door Se Mujhe Wo Wafaaon Ka Shehar Nazar Aata Tha "Azeem,.
Aaj Pachtaa Raha Hoon, Main Is Shehar Mein Ghar Banaakar,.

_______________________________________-Jaanasheen-


Sbuhan Allah Subhan Allah , kya gaheri baath kahe hai azeem dil se daad qubool karenjanab !! Allah tumhe khush rakhe yaar kya kalam likha hai !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #22 on: February 03, 2009, 08:53:46 AM »
Reply with quote
Wah Wah Bhai Kya Khoob Farmaaya Hai Bohat Khoob..

Aankhein Kholo To Kuch Toote Hue Khwaab Mujhe Nazar Aate Hai
Kya Karu Tere Sehar Ke Chehre Mujhe Us Bewafa Ki Yaad Dilate Hai


Wah Wah Shihab sahab apki shayari ka to jawab hi nahi !! bahoth hi umda baten kahe jaate ho app apne ashar me !! allah apke kalamon ko miyar izzath bakshe sahab !!

Qadeer Toopchi
Logged
salma786
Guest
«Reply #23 on: February 03, 2009, 09:17:45 AM »
Reply with quote
Kuch istarah se dilko behlaya tha,
Hume daag diye apna daman bachaya tha,
Hum tadap rahe the bewafaai me,
Usne or tadpaya tha,
Ab Yakin na aye Khudaai pe,
Wo hashar hamara banaya tha,
Kisiki yadon me humne bhi
Mohabbat ka Ashiyaa sajaya tha!




Logged
salma786
Guest
«Reply #24 on: February 03, 2009, 09:19:40 AM »
Reply with quote
Bahoot khub abdul ji,Azeem ji, shihab ji Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #25 on: February 03, 2009, 09:22:18 AM »
Reply with quote
Aashiyana banana mera kam tha
Koi bijli giraye to main kya karu

Mere khamosh rehne se parda nashee
Tujhpe ilzaam aaye to main kya karu

                  -NM-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: February 03, 2009, 09:48:42 AM »
Reply with quote
Wah Bhai Wah Aap Ke Aage Hum Kya
Bohat Khoob Likha Hai KLee It Up..

Bohat Bohat Shukariya...

Sitam.e.Gardishan Aur Seh Loon Zara
Aa Tere Sehar Mein Aur Reh Loon Zara.


Shukriya Bhai, And Nice One,.

Rehna Sakega Ek Pal Bhi, Tu Is Shehar Mein "Majid",.
Ye Wohi Shehar Hai, Jahaan Tere Khwaabon Ko Kuchla Gaya,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: February 03, 2009, 09:51:42 AM »
Reply with quote
Shukriya,.
Abdul Qadeer Bhaiya, And Thank U Salma Ji,.
And Nice One, Salma Begum,,.
Nice One Sajid Bhai, May Allah Bless You Too,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #28 on: February 04, 2009, 07:36:28 AM »
Reply with quote
Jo labzo se bayaan na kiya to kya?
Meri khamoshi bhi kayi sawal karte hai,
Parwa nahi mujhe tere ilzamo ki,
Tere zakhm bhi ab kayi kamal karte hai!
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 01:10:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer