Hathon Mein Mehandi Mere Lahoo Ki,..

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:27:58 AM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 6964 times)
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #45 on: June 18, 2006, 11:25:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Kismat Bhai,..
Lage Raho,..

Us Bewafaa Ki Zaat Se Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sunkar Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,..

_____________________________-Jaanasheen-


Shukriya Jaan Bhai-
And Nice One-

Bewafaa Ko De Rahe Ho Tum Duaa-
Jisne Di Hai Har Pal Tujhe Bad Duaa-
Kaise Khushiaan Paa Sakegi Wo 'Jaanasheen'
Jisne Gham Diya Hai Tujhe Sadaa-

-Kismat-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere lahoo mein ab woh rawanee nahi rahi by Alam Qazi in Shairi - E - Zindagi
MERE HATHON MEIN JAAM DE GAYA KOI by rajrishi in Shayri-E-Dard
Mere Lahoo Ke Daag by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
mere hathon se by soudagar in Miscellaneous Shayri
MERE HATHON KI MEHNDI.....K@HIN@@R by Kohinoor in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pankhuri2
Guest
«Reply #46 on: June 18, 2006, 11:30:34 AM »
Reply with quote
gum kitna bhi ho. badua nahi atti
jakahm kitna bhi ho, koi dawa asar nahi kar paati
payaar kar ke akela chor jaane walo ko
khud hi, khuda se hai saja mil jaati
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #47 on: June 18, 2006, 12:27:24 PM »
Reply with quote
Nice one Kismat Bhai And pankhuri sis,..

Mohabbat Ki Keemat Adaa Hum Kareinge,..
Jafaaein Karo Tum Wafaa Hum Kareinge,..

Duaa Jab Ke Dete Hain Hum Dushmaano Ko,..
Kyun Tere Liye Bad Duaa Hum Kareinge,..

Kami Nafraton Mein Naa aaye Tumhaari,..
Yahi Bas Khudaa Se Duaa Hum Kareinge,..

Tu Jee Bhar Ke Barbaad Kar Mujhko Zaleem,..
Naa Tujhse Koi Gilaa Hum Kareinge,..

Ghaane Zindagi ke Andheron Mein Yun Hi,..
Chiraagon Ki Tarah Jalaa Hum Kareinge,..

Nahi Ghulte Ye Zakham Ashkon Se Ishrat,..
Phir Beete Zamaane Mein Kya Hum Kareinge,..

___________________________-Ata Ullah Khan-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #48 on: June 18, 2006, 12:29:44 PM »
Reply with quote
wah wah wah.. kamal ka likha hai... dil ko chu gaya Lil bro.... bahoot khoob... thanks for sharing here.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: June 18, 2006, 12:45:17 PM »
Reply with quote
shukriya Didi,..

Ye Kismat Meri Ke Mili Mujhe Bewafaa Taqdeer Yaaron,..
Jab Jaa Rahi thi Wo Rok Na Saka Main,Paon Mein Thi Zanjeer Yaaron,..

Dil Ke Daag Ab Bharne Ka Naam Nahi Lete Mere,..
Hoti Hai Ab Bekhaari Dekhta Hoon Jab Uski Tasweer Yaaron,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: June 20, 2006, 08:04:04 AM »
Reply with quote
Jo Tune Bakhshaa Hai Wo Gham Kahan Nahi Hota,..
Ye Sholaa Aisa Hai Jiska Dhuaan Nahi Hota,..
Talab Hai Tujhko Khushi Ki Janam Se Aye " Jaanasheen"
Bataa Kyun Tera Mukkaddar Jawaan Nahi Hota,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #51 on: June 29, 2006, 08:46:38 AM »
Reply with quote
Nice One Jaan Bhai-
bahoot sundar Likha Hai-
Keep It Up-

Mera Haal Dekhkar Sab Ro Rahe The-
Kabar Jab Pahoonchi Unke Paas-
To Wo Muskuraane Lage-

Chaha Tha Bahoot Maine Us Bewafaa Ko-
Ke Uske Liye Zamaane Se Takraaya-
Aur Wo Hain Ke Hume Azmaane Lage-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: June 30, 2006, 05:10:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Kismat ke Maare"
Nice One Jaan Bhai-
bahoot sundar Likha Hai-
Keep It Up-

Mera Haal Dekhkar Sab Ro Rahe The-
Kabar Jab Pahoonchi Unke Paas-
To Wo Muskuraane Lage-

Chaha Tha Bahoot Maine Us Bewafaa Ko-
Ke Uske Liye Zamaane Se Takraaya-
Aur Wo Hain Ke Hume Azmaane Lage-


Shukriya Kismat Bahoot Badiya Likha hai,..
Lage Raho,..

Muskuraana Hamari Adat Nahi Gham Choopaane Ke Liye Muskuraa Rahe Hain,..
Aur Aap Hain Ki Hamari Is Adaa Se Bhi Nafrat Karne Lage Hain,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: July 01, 2006, 06:53:18 AM »
Reply with quote
Dil Tujhe Diya Tha Rakhne Ko,.
Tune Dil Ko Jalaa ke Rakh Diya,..
Kismat Ne De ke Pyaar Mujhe,..
Mera Dil Tardpaa Ke Rakh Diya,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: July 02, 2006, 06:52:54 AM »
Reply with quote
Gham Ye Nahi Ke Tune Dil Tord Diya Mera,..
Gham To Is Baat Ka Hai Ke Tu Mere Mukhaddar Mein Nahi...

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: July 08, 2006, 07:43:04 AM »
Reply with quote
Har Waqt Kehta Tha Jo Mujhse Saath Nibhaane Ka,..
Aaj Wohi Baith Gaya Doli Mein Gair Mera Saath Chordkar,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: September 26, 2006, 10:21:28 AM »
Reply with quote
Sitam Mohabbat Ka Inaam Samajhkar Seh Jaaoonga,..
Kahin Isi Baat Ko Lekar Tum Umar Bhar Sitam Na Karna,.


________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: October 09, 2006, 05:09:30 PM »
Reply with quote
Sab Ke Hothon Par tabbassum Tha Mere Marne Ke Baad,..
Jaane Kya Soch Kar Rota Raha Kateel Mera,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: December 16, 2008, 03:43:02 PM »
Reply with quote
Ye Ishq Nahi Aasaan,.
Bas Itna Samajh Liye,.
Ek Aag Ka Dariya Hai,.
Aur Doobke Jaana Hai,.

Nm,.
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 05:23:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.19 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer