Kisi Se Pyar Na Karna...

by Aryaan on April 25, 2006, 03:02:03 AM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 7291 times)
Aryaan
Guest
«Reply #45 on: June 10, 2006, 03:29:19 AM »
Reply with quote
NaQsha teri judai ka zakhm-e-jigar mein hai
Dil mein hai tera gham, teri soorat nazar mein hai
Aayi na raas mujhko yeh be-chain zindagi
Thukra chuki hai mjhuko zamaane ki harr khushi
Deewaar harr Qadam pe meri rehguzar mein hai
Aaya labon pe naam tera, dil machal gaya
Tadpa jo dil tau dard ke saanche mein dhal gaya
Toofaan hasraton ka meri chashm-e-tarr mein hai
Logged
angel4u
Guest
«Reply #46 on: June 10, 2006, 05:08:29 AM »
Reply with quote
Bahut hi bahut hi bahut hi zyada achha hai aryaan...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #47 on: June 10, 2006, 11:47:01 PM »
Reply with quote
Bohat hi shukriya Angel... Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #48 on: June 10, 2006, 11:49:56 PM »
Reply with quote

Ajeeb daur hai yeh zindagi saza hai yahaan
Silah wafaa ka nahi jurm ka hisaab nahi
Tabah kar ke jo ghar mehfilein sajaate hain
Elaahi unke liye kya koyi azaab nahi...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: June 13, 2006, 07:38:09 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Aryan Bhai,..
Aur Sabne bahoot Acha Likha Hai,..

Kisi Se Tum Na Pyaar Karna,..
Hojaaye To Inkar Na Karna,..
Milte Hain Zakham Mohabbat Mein Dost,..
Sehkar Sitam Bewafaai Ke Jeena Dushwaar Na Karna,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #50 on: June 14, 2006, 01:10:23 PM »
Reply with quote
Thanks Azeem & Nice Reply...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: June 14, 2006, 01:14:00 PM »
Reply with quote
Shukriya Aryaan Bhai,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #52 on: August 25, 2006, 06:51:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"

Ajeeb daur hai yeh zindagi saza hai yahaan
Silah wafaa ka nahi jurm ka hisaab nahi
Tabah kar ke jo ghar mehfilein sajaate hain
Elaahi unke liye kya koyi azaab nahi...


wah kaya baat hai Aryaan ji, bahoot khoob aor bahoot sahi likha apne..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #53 on: August 25, 2006, 06:52:31 AM »
Reply with quote
good job lil bro......

ho sake to payaar na karna
ho jaaye to izhaar karna
dil ki dil mai hi na rah jaaye
ghut ghut kar zindagi na rah jaaye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: August 27, 2006, 12:48:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
good job lil bro......

ho sake to payaar na karna
ho jaaye to izhaar karna
dil ki dil mai hi na rah jaaye
ghut ghut kar zindagi na rah jaaye


Bahoot Khoob Didi,..

Mohabbat Humne Maana Zindagi Barbaad Karti Hai,..
Ye Kya Kam Hai Ke Marjaane Se Duniyaa Yaad Karti Hai,..

__________________________________-Shakeel Badayuni,.
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 11:22:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer