~~LEKIN...AAJ HAM MAJBOOR HAI~~

by ANJALI33 on October 07, 2006, 04:38:19 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 4203 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: January 24, 2007, 10:22:07 AM »
Reply with quote
Main Gham Ke Ghar Mein kaid Hoon, Beghar Nahi Hoon Main...
Thokar Na Yun Lagaa Mujhe, Pathar Nahi Hoon Main,..

Khush Ho Ke Kyun Dekhte Ho Meri Tabaahi Ko,..
koi Suhaani Shaam ka, Manzar nahi Hoon Main
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
waqt ke haathon majboor ek shaksh hoon mein, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
majboor by neerajB in Shayri for Dard -e- Judai
Majboor by sunilastin in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*Majboor Nahi Hai Hum*~ by honeyrose in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
sonal
Guest
«Reply #31 on: January 24, 2007, 01:23:09 PM »
Reply with quote
kya bhath hai,its too good ,sab ki shayari
"sahi lika waday sachay nahi hotay"
Logged
ANJALI33
Guest
«Reply #32 on: January 26, 2007, 09:39:46 AM »
Reply with quote
SHUKRIYA FRIENDS Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: January 26, 2007, 11:45:14 AM »
Reply with quote
Sanam Ke Karam Hain Ya Sitam Zamaane ke Hain,...
Koun Karta Hai Pyaar Kisi Se Ye To Sab Dikhaane Ke Hain,..

Humne Unko Dil-o-Jaan Se Chaha Tha "Jaanasheen",..
Ab To Tanhaa Hain Mehfil Mein Bhi,..
Ye Tohfe To bas Dil Lagaane Ke Hain,...

__________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #34 on: February 01, 2007, 02:30:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "ANJALI33"
I JUST LOVE YOUR WORDS JAANASHEEN........JUST TOO GOOD Usual Smile
AND GUMNAM APNE BHI BOHOT KHOOBSOORAT LIKHA HAI Usual Smile


LAKEERON KO KINARE SE PYAR THA
PAR UNKA NAAM JUD GAYA SAGAR SE.
AAJ BHI KINARE KI PREET LAKEERON KO KHEENCH LAATI HAI
PAR BADNAAM NA HO MOHABBAT UNKI,
ISLIYE LAKEEREIN CHUP CHAP WAPAS LAUT JAATI HAI
BAHUT KHUB LIKHA HAI AAPNE...

KINARO KA LEHRO SE KOI VAASTA NAHI,
EK JAATI HAI,TO DUJI AATI HAI...
IN LEHRO KO MAGAR KAUN SAMAJHAYE,
KI AAJ BHI YE SAAHIL SE TAKARAATI HAI...
Logged
paani
Guest
«Reply #35 on: February 02, 2007, 04:42:21 AM »
Reply with quote
Nice anjali
Logged
ANJALI33
Guest
«Reply #36 on: February 05, 2007, 07:51:01 AM »
Reply with quote
THANKS PAANI........WAITING TO HEAR FROM YOU Usual Smile
AND GUMNAM JI...BOHOT KHOOB!!! Usual Smile
Logged
gumnam
Guest
«Reply #37 on: March 07, 2007, 02:07:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "ANJALI33"
THANKS PAANI........WAITING TO HEAR FROM YOU Usual Smile
AND GUMNAM JI...BOHOT KHOOB!!! Usual Smile
SHUKRIYA ANJALI JI....AAPNE KUCHH LIKHA NAHI...

NA JAANE SAAHIL NE MAUJO SE KYA KAH DALA,
KI MAUJE AAJ BHI SAAHIL PE SIR PATAKTI HAI.
TOOT JAANE KA KOI DARR NAHI,
WO BIKHARNE KO HI SAWARTI HAIN...
Logged
BoredMan
Guest
«Reply #38 on: May 27, 2012, 11:13:01 AM »
Reply with quote
Kuch waade kiye the hamse
woh jo nibha na paaye kabhi
gila nahi hai unse koi hame
waade to jhoothe hote hai sabhi

lekin waade toot jaane se
rishta nahi toot jata
aise pal mein pyaar ka
daaman toh nahi choot jata

phir kyu woh door chal diye
bikhar kar sapne mere
aisa laga pehli baar ham
aise apni kismat se haare

jo hua so hua, jee lenge ham
beeti yaadon ke sahare
yeh sochke naya mod le aaye ham
is sooni zindagi mein hamere

lekin kismat ne aisa khel khela
ke phir badal dii yeh duniya
jeena toh ham bhool chuke the
chain se marne bhi na diya

har pal is gam mein rote the
ke kyu woh hamse door hai
aaj phir laut aaye woh paas hamare
lekin aaj ham majboor hai !!!

             ~ANJALI~

Nice Usual Smile
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 02:44:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer