Samjha na tha humne!

by salma786 on February 19, 2009, 06:36:57 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1696 times)
salma786
Guest
«Reply #15 on: February 19, 2009, 02:28:55 PM »
Reply with quote
very nice..............

qatra qatra bikhra koi
lamha lamha simta koi
bas dono ke roop alg thay
bani radha aru mera koi

Radha sang Shaam ka,
Prem ka nata hoye,
Meera bhaye abhagaan,
Tabhu Shaam ki jogan hoye!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
NA SOCHA NA SAMJHA by masud in Shayri for Khumar -e- Ishq
Humne Pyar Ko Pooja Samjha Aur Aapne Khel by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
samjha kiya!!! by romiAhmed in SMS , mobile & JOKES
Humne Pyar Ko Pooja Samjha ::::::::::::::----- by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
humne samjha by sanchit in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
jasbirsingh
Guest
«Reply #16 on: February 19, 2009, 02:35:22 PM »
Reply with quote
Kabhi samjha na tha humne,
Khuda se aisa naseeb likhwaenge,
Zindegi ko pane ki hasrat me,
Maut ke itne kareeb ajaenge!

Khamsoh dil ke kone me,
Khwaab naye sajaenge,
Kisi ki madhosh nigaho me,
Hum gehre doobte jaenge!

Ishq me hosh gawa ke hum,
Ret ka mahal banayenge,
Sare khwaab bas ek lehar se,
Pani me ghul jaenge!

Kabhi samjha na tha humne,
Ishq me aisa kuch kar jaenge,
Toote armano ke nishaan hum,
Apne khoon se mitayenge!



WAH SALMA, BAHUT HI KHOOB, BAHUT BAHUT KHOOB

JASBIR SINGH
Logged
salma786
Guest
«Reply #17 on: February 19, 2009, 02:45:52 PM »
Reply with quote
Shukriya jasbir ji!
Logged
1234jamil
Guest
«Reply #18 on: February 19, 2009, 03:32:20 PM »
Reply with quote
tere baare mein jab sochaa nahiin thaa
main tanhaa thaa magar itanaa nahiin thaa

terii tasviir se karataa thaa baaten
mere kamare mein aaiinaa nahiin thaa

samandar ne mujhe pyaasaa hii rakhaa
main jab seharaa mein thaa pyasaa nahiin thaa

manaane ruuthane ke khel mein ham
bichhar jaayenge ye sochaa nahiin thaa

sunaa hai band kar li us ne aaNkhen
kaii raaton se vo soyaa nahiin thaa

*Edited by Monitor*

Not Mine
Logged
aaina
Guest
«Reply #19 on: February 19, 2009, 05:36:19 PM »
Reply with quote
tere baare mein jab sochaa nahiin thaa
main tanhaa thaa magar itanaa nahiin thaa

terii tasviir se karataa thaa baaten
mere kamare mein aaiinaa nahiin thaa

samandar ne mujhe pyaasaa hii rakhaa
main jab seharaa mein thaa pyasaa nahiin thaa

manaane ruuthane ke khel mein ham
bichhar jaayenge ye sochaa nahiin thaa

sunaa hai band kar li us ne aaNkhen
kaii raaton se vo soyaa nahiin thaa

nice sharing jamil ji..................

samadar ne mujhay piyasa hi rakha
mai jab sehra mai tha piyasa nhi tha

bhut khoobsurat shair hai ye is ghazal ka............

Logged
dead heart
Guest
«Reply #20 on: February 19, 2009, 06:04:03 PM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bhai, Talat jee...
kamal ka likha hai apne Salma jee aur Jamil jee
Logged
salma786
Guest
«Reply #21 on: February 21, 2009, 07:44:30 AM »
Reply with quote
Shukriya HEart ji !
Logged
Roja
Guest
«Reply #22 on: February 21, 2009, 07:56:50 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Salma sis, DHji, Jas ji, 1234 ji  sab ke sab bahut accha likha hai... Usual Smile
Logged
salma786
Guest
«Reply #23 on: February 21, 2009, 01:50:25 PM »
Reply with quote
Thanks Roja sis [Usual Smile]
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 04:45:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer