SATHII HO........

by SADIQA JAWED on November 05, 2004, 10:11:13 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Author  (Read 4455 times)
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #75 on: December 17, 2004, 09:09:46 AM »
Reply with quote
Waah! Sadiqa ji!!!
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #76 on: December 18, 2004, 08:46:30 AM »
Reply with quote
THNKX ARUN JE... glasses2
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #77 on: December 18, 2004, 02:31:26 PM »
Reply with quote
Usual Smile  Usual Smile
Logged
lovebites
Guest
«Reply #78 on: December 18, 2004, 04:37:45 PM »
Reply with quote
Khud apney liye baith ke sochein gey kisi din
youn hai ke tujhey bhool ek dekhein gey kisi din
bhatkey huye jo phirtey hain kayi lafz jo dil mein
dunya ne diya waqt to likhein gey kisi din
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #79 on: December 18, 2004, 06:01:19 PM »
Reply with quote
WahWah! LOvebites ji! Wah!
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #80 on: December 20, 2004, 08:08:05 AM »
Reply with quote
jo lamha beet gaya wo wapis na aaye ga
tera chera har pal muj ko teri yaad delaye ga
jab choor ker muj ko tu duar chala gaye ga
yeh dil muj ko teri yaad naib khoon ke ansoo rulaye ga



GOOD LOVEBITS
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #81 on: December 20, 2004, 08:44:30 PM »
Reply with quote
Waaah ji Waah! Goooood!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #82 on: December 22, 2004, 06:48:09 AM »
Reply with quote
kabhee to bahaar ban kar maree zindagee main aaoo
meray dil kee anjuman ko apnay pyaar say sajaoo

tera rasta daikhnay kee adat see ho gaee hay
mujhay dukh hamesha day do magar chodh kar na jaaoo

mujhay qatal kar k daikho koi aah tak na ho gee
bas khayal itna rakhna k dil todh kar na jaaoo

hamain lag raha hay aisay k hum khwab main hain amjad
main rahoon hamaisha khwab main mujhay kabhee na jagaoo
Logged
lovebites
Guest
«Reply #83 on: December 22, 2004, 06:49:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
jo lamha beet gaya wo wapis na aaye ga
tera chera har pal muj ko teri yaad delaye ga
jab choor ker muj ko tu duar chala gaye ga
yeh dil muj ko teri yaad naib khoon ke ansoo rulaye ga



GOOD LOVEBITS


Thanks And nice And Arun Bhai Bohat Bohat Shukriya...............!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #84 on: December 22, 2004, 04:05:39 PM »
Reply with quote
Very Nice Love bites ji!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #85 on: December 23, 2004, 10:26:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
jo lamha beet gaya wo wapis na aaye ga
tera chera har pal muj ko teri yaad delaye ga
jab choor ker muj ko tu duar chala gaye ga
yeh dil muj ko teri yaad naib khoon ke ansoo rulaye ga



GOOD LOVEBITS


WAH!!!!!!!!!!!!!!1  EXCELLENT SADIQA..............LOVEBITES.....
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #86 on: December 23, 2004, 06:26:55 PM »
Reply with quote
Nice!!! :lol:  :lol:
Logged
khirbar
Guest
«Reply #87 on: December 24, 2004, 07:33:33 AM »
Reply with quote
hi friends Usual Smile


Na sawaal-e-wasl, na arz-e-gham, na hakaayatein, na shikaayatein
teray ahd mein dil-e-zaar ke sabhi ikhtiyaaar chalay gaye

yeh hamee thay jin ke libaas peh sar-e-rah siyaahi likhi gayee
yahee daagh the jo saja ke hum sar-e-bazm-e-yaar chalay aye


(Faiz Ahmad Faiz)


bye
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #88 on: December 24, 2004, 10:33:15 AM »
Reply with quote
Excellent Lines!!!!Khirbar ji!!!!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #89 on: December 27, 2004, 07:41:18 AM »
Reply with quote
Souchta hoon mohabbbat se kinara kar loon
Dil ko begana-e-terghieb-o-tamana kar loon

Souchta hoon ke mohabbat hai junoon-e-ruswa
Chand bekar se behuda khayalon ka hujoom
Aik azad ko paband bananey ke hawas
Aik beganey ko apnaney ke sa'ee muhoom

Souchta hoon mohabbat hai suroor-o-masti!
Iss ke tanveer se roshan hai faza-e-hasti

Souchta hoon ke mohabbat hai bashar ke fitrat
Iss ka mit jana mita dena bohat mushkil hai
Souchta hoon ke mohabbat hai tabinda-e-hayat
App ye shama bujha dena bohat mushkil hai

Souchta hoon ke mohabbat pe kari shartien hien
Iss tamad'dun me musarrat pe bari shartien hein

Souchta hoon mohabbat hai aik afsurda se laash
Chaddar-e-izzat-o-namoos me kafnai hui
Daur-e-sermaya ke ro'ondi hui ruswaa hasti
Dergah-e-mazhab-o-ikhlaq ke thukrai hui

Souchta hoon ke bashar aur mohabbat ka junoon
Aaise booseeda tamad'dun me hai ik karzaboon

Souchta hoon ke mohabbat na bachey ge zinda
Paish'azaan waqt ke sar jaye ye gaalti hui lash
Yahi behtar hai ke begana-e-ulfat ho kar
Apney seeney me karoon jazba-e-nafrat ko talash

Souchta hoon ke mohabbat se kinara kar loon
Dil ko begana-e-targheeb-o-tamanna kar loon

by......Sahir Ludhyanivi
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 20, 2024, 08:45:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer