UNKI KHUSHI ~~~~*~~~~

by Ninaah on February 28, 2005, 07:37:28 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 17
ReplyPrint
Author  (Read 17326 times)
Ninaah
Guest
«Reply #165 on: September 06, 2005, 12:12:30 PM »
Reply with quote
NICE.... SUNNY.....

KISI KI MUSKAAN ZINDAGI MEIN BAHAAR LAATI HAI,
KISI KI BEWAFAYEE DIL KO JALATI HAI,
INN ASHQON NE SAATH NIBHAYA HAI,
AUR YE YAADEIN DIL KO BEHLAATI HAI.......

Quote from: "sunny_chris"
i appreciate this..........
ai khuda humnai tumsae dard ai dil bayaan sab kuch kiya
par tumnai dard kai badlai ek zehar ka khanjar mughko diya
humnai tau tumsae wafa ki ummed rakhee
tumnai aasuo ki dariya mai mughko dubo diya

Quote from: "Ninaah"
good one sunny.........

aajkal khuda bhi bewafa ke saath hai,
aur wafa akele ghumati hai,
bewafayee sharab ke nashe mein to,
wafa dard mein besudh jhoomati hai.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unki khushi k liye hum unko rok na paye.... by punam in Shayri-E-Dard
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
Unki khushi by Manreet B in Share: Poetry of Pain
unki khushi ke liye by bharatkumar in Shayri-E-Dard
sunny_chris
Guest
«Reply #166 on: September 06, 2005, 12:33:02 PM »
Reply with quote
in asquon per guman na kar yeh beh ker aakhon ko chod jayega
yeh yaaden dil ko jaleyngi dil bhi saanson ko chod jeyega
muskurhat vo khanjar hai zalim
jo has ker dil ko tod jayega

Quote from: "Ninaah"
NICE.... SUNNY.....

KISI KI MUSKAAN ZINDAGI MEIN BAHAAR LAATI HAI,
KISI KI BEWAFAYEE DIL KO JALATI HAI,
INN ASHQON NE SAATH NIBHAYA HAI,
AUR YE YAADEIN DIL KO BEHLAATI HAI.......
Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #167 on: September 07, 2005, 08:27:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
hi rakesh...... thats cool if you are still in hope.....
yes neenah ji (chhoti ji)

aas aur saans ka naata bahot purana hai,
aas zindagi jeene ka khoobsurat bahana hai,
aas ikk jalti shamma hai,
aur pyar uska pagal parwana hai......

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
nice one yogesh jiiiiiiiii.........

aas to humne bhi aaj tak na chodi hai,
jabki haathon se zindagi choot rahi hai,
har aahat pe dum nikalta hai humara,
har pal saason ki dor toot rahi hai....

Quote from: "love_enough"
door hai vo hamse phir bhi usko pane ki aas hai
yeh dard kuch khas nahin
dil main usko pane ki aas hai
kya aur zindgi jine ki ab bhi aas hai
...........................yogesh

neenah ji (nonie) aas to hamane bhi aaj tak nahi chhodi hai
Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #168 on: September 12, 2005, 09:22:56 AM »

bahut achchi shayer ho chhoti ji (neena)
Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #169 on: September 24, 2005, 08:43:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
NICE.... SUNNY.....

KISI KI MUSKAAN ZINDAGI MEIN BAHAAR LAATI HAI,
KISI KI BEWAFAYEE DIL KO JALATI HAI,
INN ASHQON NE SAATH NIBHAYA HAI,
AUR YE YAADEIN DIL KO BEHLAATI HAI.......

Quote from: "sunny_chris"
i appreciate this..........
ai khuda humnai tumsae dard ai dil bayaan sab kuch kiya
par tumnai dard kai badlai ek zehar ka khanjar mughko diya
humnai tau tumsae wafa ki ummed rakhee
tumnai aasuo ki dariya mai mughko dubo diya

Quote from: "Ninaah"
good one sunny.........

aajkal khuda bhi bewafa ke saath hai,
aur wafa akele ghumati hai,
bewafayee sharab ke nashe mein to,
wafa dard mein besudh jhoomati hai.....

bahut achchi shayri ker leti ho neena ji, aapki shayri padne ke intjaar main rakesh
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #170 on: September 29, 2005, 10:29:55 AM »
Reply with quote
wo humari muskurahat pe jaane kyon nissar huve,
hum apne he dard mein itne gumgusaar huve,
chaha ashqon ko dil mein sahej kar rakhna,
pur na jaane kaise ye nigahon ke bahaar huve......

Quote from: "sunny_chris"
in asquon per guman na kar yeh beh ker aakhon ko chod jayega
yeh yaaden dil ko jaleyngi dil bhi saanson ko chod jeyega
muskurhat vo khanjar hai zalim
jo has ker dil ko tod jayega

Quote from: "Ninaah"
NICE.... SUNNY.....

KISI KI MUSKAAN ZINDAGI MEIN BAHAAR LAATI HAI,
KISI KI BEWAFAYEE DIL KO JALATI HAI,
INN ASHQON NE SAATH NIBHAYA HAI,
AUR YE YAADEIN DIL KO BEHLAATI HAI.......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #171 on: September 29, 2005, 10:31:53 AM »
Reply with quote
zindagi chahe haathon se choot jaaye,
pur aas nahi choot paati hai,
jahan aas ho iss dil mein,
zindagi wohin chali jaati hai......

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
hi rakesh...... thats cool if you are still in hope.....
yes neenah ji (chhoti ji)

aas aur saans ka naata bahot purana hai,
aas zindagi jeene ka khoobsurat bahana hai,
aas ikk jalti shamma hai,
aur pyar uska pagal parwana hai......

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
nice one yogesh jiiiiiiiii.........

aas to humne bhi aaj tak na chodi hai,
jabki haathon se zindagi choot rahi hai,
har aahat pe dum nikalta hai humara,
har pal saason ki dor toot rahi hai....

Quote from: "love_enough"
door hai vo hamse phir bhi usko pane ki aas hai
yeh dard kuch khas nahin
dil main usko pane ki aas hai
kya aur zindgi jine ki ab bhi aas hai
...........................yogesh

neenah ji (nonie) aas to hamane bhi aaj tak nahi chhodi hai
Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #172 on: September 30, 2005, 08:31:45 AM »

thanks neenah ji (nonie ji) abhi waqt nahi hai bad main likhunga
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #173 on: October 05, 2005, 07:22:36 AM »
Reply with quote
HI RAKESH.... HOW ARE YOU.........WAITING FOR A GOOD QUOTATION FROM YOU......

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
zindagi chahe haathon se choot jaaye,
pur aas nahi choot paati hai,
jahan aas ho iss dil mein,
zindagi wohin chali jaati hai......

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
hi rakesh...... thats cool if you are still in hope.....
yes neenah ji (chhoti ji)

aas aur saans ka naata bahot purana hai,
aas zindagi jeene ka khoobsurat bahana hai,
aas ikk jalti shamma hai,
aur pyar uska pagal parwana hai......

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
nice one yogesh jiiiiiiiii.........

aas to humne bhi aaj tak na chodi hai,
jabki haathon se zindagi choot rahi hai,
har aahat pe dum nikalta hai humara,
har pal saason ki dor toot rahi hai....

Quote from: "love_enough"
door hai vo hamse phir bhi usko pane ki aas hai
yeh dard kuch khas nahin
dil main usko pane ki aas hai
kya aur zindgi jine ki ab bhi aas hai
...........................yogesh

neenah ji (nonie) aas to hamane bhi aaj tak nahi chhodi hai

thanks neenah ji (nonie ji) abhi waqt nahi hai bad main likhunga
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #174 on: October 05, 2005, 11:06:26 AM »
Reply with quote
HUM UNKI KHUSHI KE LIYE MAR-MITE,
PUR UNHE HE HUMARA SAATH NA BHAYA,
UNHONE NE HUME ZINDAGI MEIN,
PAL-PAL HAI RULAYA.....

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
zindagi chahe haathon se choot jaaye,
pur aas nahi choot paati hai,
jahan aas ho iss dil mein,
zindagi wohin chali jaati hai......

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
hi rakesh...... thats cool if you are still in hope.....
yes neenah ji (chhoti ji)

aas aur saans ka naata bahot purana hai,
aas zindagi jeene ka khoobsurat bahana hai,
aas ikk jalti shamma hai,
aur pyar uska pagal parwana hai......

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
nice one yogesh jiiiiiiiii.........

aas to humne bhi aaj tak na chodi hai,
jabki haathon se zindagi choot rahi hai,
har aahat pe dum nikalta hai humara,
har pal saason ki dor toot rahi hai....

Quote from: "love_enough"
door hai vo hamse phir bhi usko pane ki aas hai
yeh dard kuch khas nahin
dil main usko pane ki aas hai
kya aur zindgi jine ki ab bhi aas hai
...........................yogesh

neenah ji (nonie) aas to hamane bhi aaj tak nahi chhodi hai

thanks neenah ji (nonie ji) abhi waqt nahi hai bad main likhunga
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #175 on: May 24, 2006, 06:30:02 AM »
Reply with quote
kisi ki khushiyan kitni azeem hai,
ki apni zindagi bhi kam lagti hai,
uski muskurahat se zindagi shooroo hoti hai,
uski gamon pe zindagi khatam lagti hai.....
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #176 on: May 27, 2006, 07:59:53 AM »
Reply with quote
very nice ninaah
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #177 on: May 27, 2006, 10:16:36 AM »
Reply with quote
thanks somdev ji......

Quote from: "urs4evasomdev"
very nice ninaah
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #178 on: May 27, 2006, 11:40:46 AM »
Reply with quote
ninaah my name is minu
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #179 on: May 27, 2006, 11:46:50 AM »
Reply with quote
Nice One Ninaah Ji,..

Hum Tumse Mohabbat Karke Sanam,..
Duniya Ka Fasaana Bhool Gaye,..
Aankhon Se Teri Ek Jaam Piya,..
Phir Hosh Mein Aana Bhool Gaye,..

Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 17
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 14, 2024, 03:16:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer