BHOOL GAYE HO TUM

by jasbirsingh on November 22, 2008, 09:52:57 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 93906 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: December 09, 2008, 10:11:16 AM »
Reply with quote
Kismat Me Jinke Likhi Tanhaai Ho,.
Wo Mehfilon Ki Duaa Nahi Karte,.

Jee Lete Hain, Har Haal Mein Wo,.
Magar Kabhi Kisi Se Gilaa Nahi Karte.,

____________________-Jaanasheen-



MEHFIL MEH JATEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE
JAAM UTHATEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE
NA SAMAJNA MUJHEY SHARABI YAARO
DIN MEH TAREY GINTEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE




JASBIR SINGH
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum hume bhool gaye,bhool gaye by karan q in Shayri for Dard -e- Judai
hum bhool gaye hain by romeo_must_die in Shayri-E-Dard
Bhool gaye sab by thycreator in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
bhool gaye by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Hansna Bhool Gaye by honeyrose in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 11, 2008, 12:19:21 PM »
Reply with quote

MEHFIL MEH JATEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE
JAAM UTHATEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE
NA SAMAJNA MUJHEY SHARABI YAARO
DIN MEH TAREY GINTEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE




JASBIR SINGH

Nice One Again Jasbir Bhai,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #17 on: December 11, 2008, 12:30:47 PM »
Reply with quote

MEHFIL MEH JATEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE
JAAM UTHATEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE
NA SAMAJNA MUJHEY SHARABI YAARO
DIN MEH TAREY GINTEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE

JASBIR SINGH
Nice one Jas Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: December 12, 2008, 04:36:13 PM »
Reply with quote

MEHFIL MEH JATEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE
JAAM UTHATEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE
NA SAMAJNA MUJHEY SHARABI YAARO
DIN MEH TAREY GINTEY HAI, GUM BHULANEY KEY LIYE




JASBIR SINGH


Nice One Again Jasbir Bhai,.

Nice one Jas Ji


Thanks jahansheen
Thanks Rajesh


Jasbir Singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: December 13, 2008, 06:02:12 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Jas ji, Lil bro and Muskaan ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: December 13, 2008, 06:39:37 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Jas ji, Lil bro and Muskaan ji

Thanks JI


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: December 14, 2008, 04:03:16 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Jas ji, Lil bro and Muskaan ji

Shukriya Didi jaan,.

Meri tanhaai ko ab ek mehmaan chaahiye
Mujh ko saaya nahin eik insaan chaahiye

Baaton mein khulte hein aksar puraane zakham
Koi kam-sukhan koi be-zubaan chaahiye

Andhere hein zindagi mein door talak bahot
Mujh ko ujaalon ka kaarwaan chaahiye

Mujh ko na raas aayega tera zareen qafas
Hum parindon ko khulaa aasmaan chaahiye

nm
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #22 on: December 14, 2008, 05:03:37 PM »
Reply with quote
Nice sharing Jaanasheen Bhai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: December 14, 2008, 07:17:57 PM »
Reply with quote
nice sharing lil bro
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: December 14, 2008, 07:21:53 PM »
Reply with quote
WADEY PEH UNHEY HUM AITBAAR KARTEY RAHEY
JANEY KEY BAAD BHI INTEZAAR KARTEY RAHEY
KYA YEHI SILA MILTA HAI PYAR KA
BEWAFA KEY SAATH BHI HUM WAFA KARTEY RAHEY


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: December 14, 2008, 08:09:03 PM »
Reply with quote
meri najar mai tu bewafa, teri najar mai, main bewafa
bewafai se bewafai kabhi kaati na gai

teri najar main teri jafa, meri najar main meri jafa
hum dono ke jafa se bhi judai kati na gai

kaya kahe ab humare dil aor bhawnao ko hum
sath sath rah kar bhi dono ke dil se tanhaai na gai

kismat ka hai kheil, dekhein ab kheilti hai kaya kaya
juda ho kar bhi kyun, dono se sath ke baatein bhulai na gai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: December 14, 2008, 08:16:33 PM »
Reply with quote
PYAR MEH BEWAFA EK HI HOTA HAI
DUSREY KEY LIYE TOH SIRF JAFAA HOTA HAI

MITA KEY APNI HASTI HUM PYAR KARTEY RAHEY
DARD NA DEKHA MERA AUR WOH HASTEY RAHEY

BHOOL GAYE HO TUM HAMAREY PYAR KI BATEY
BHOOL GAYE HO TUM HAMAREY RAAJ KI BATEY

ABB TOH DUNIYA BHI JAAN GAYI HAI
TANHA REH GAHI HU MAIN, MOHABBAT HAAR GAYI HAI





JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: December 14, 2008, 08:23:27 PM »
Reply with quote
nice lines jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: December 14, 2008, 09:23:12 PM »
Reply with quote
nice lines jas ji


THANKS JI


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: December 15, 2008, 01:26:44 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh Bhai,.
And Pooja Didi,.
And Nice One Jasbir Bhai,.
Pooja Didi,.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 11:39:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer