Ek Khayal~~~~~~

by Saba_Saba on July 11, 2005, 09:48:45 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 23033 times)
Sonu
Guest
«Reply #75 on: December 22, 2005, 05:08:09 AM »
Reply with quote
SHUKRIYAA HARAHS JI...

APNEY BHI BHUT ACHA LIKHA HAI...

Surat teri na dekh kar kab tak sabar karu
aankhein to band kar lu par is dil ka kya karu.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek khayal .... ( Divya) by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
aaj koi khayal aaye na by saahill in Miscellaneous Shayri
Khayal ki Titli by dksaxenabsnl in Share Poetry You Like
Khayal..... by satish-Aman in Ghazals
Khayal by Lovely-Prince in Shayri for Dard -e- Judai
harashmahajan
Guest
«Reply #76 on: December 22, 2005, 05:19:42 AM »
Reply with quote
sonu ji..sabar hi insaan ki aakhiri hud hai....agar ye na ho toh intiha hoti hai....Logon ko is se agey badne par...nagwaar sa hota hai..


fizaan beegi-beegi ye mausam suhaana
bada Lutf aata jo tum paas hote.
dil ke taaron ko kutchh is tarah tum chhero
ki baanho main tera hi hum chehra leke sote.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #77 on: December 22, 2005, 05:41:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
SHUKRIYAA HARAHS JI...

APNEY BHI BHUT ACHA LIKHA HAI...

Surat teri na dekh kar kab tak sabar karu
aankhein to band kar lu par is dil ka kya karu.


Harash Ji aur Mom ..... Bohat Bohat achhe


Dil ko sambhal lo ke abhi ibteda huyi
Dard-e-dil se na bacha hai bachega kabhi koi
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #78 on: December 22, 2005, 05:45:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
sonu ji..sabar hi insaan ki aakhiri hud hai....agar ye na ho toh intiha hoti hai....Logon ko is se agey badne par...nagwaar sa hota hai..


fizaan beegi-beegi ye mausam suhaana
bada Lutf aata jo tum paas hote.
dil ke taaron ko kutchh is tarah tum chhero
ki baanho main tera hi hum chehra leke sote.


Yehi fiza mujhe phir se yaad aati hai
Isi mausam ki hawa dil mera dukhati hai
Tu mere saath hai is mausam me
Magar na jaane koi dhundhli si yaad aati hai
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #79 on: December 22, 2005, 05:47:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "Sonu"
SHUKRIYAA HARAHS JI...

APNEY BHI BHUT ACHA LIKHA HAI...

Surat teri na dekh kar kab tak sabar karu
aankhein to band kar lu par is dil ka kya karu.


Harash Ji aur Mom ..... Bohat Bohat achhe


Dil ko sambhal lo ke abhi ibteda huyi
Dard-e-dil se na bacha hai bachega kabhi koi
bahoot acchay saba ji....yuin dil se aanhein na bharo saba ji....:d

Dilon ki saazish ko na kisi ne roka hai hai na rok paayega koi
agar dilbhar aa gaya toh samajh lena ye mohabbat ka jhonka hai koi.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #80 on: December 22, 2005, 05:53:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "harashmahajan"
sonu ji..sabar hi insaan ki aakhiri hud hai....agar ye na ho toh intiha hoti hai....Logon ko is se agey badne par...nagwaar sa hota hai..


fizaan beegi-beegi ye mausam suhaana
bada Lutf aata jo tum paas hote.
dil ke taaron ko kutchh is tarah tum chhero
ki baanho main tera hi hum chehra leke sote.


Yehi fiza mujhe phir se yaad aati hai
Isi mausam ki hawa dil mera dukhati hai
Tu mere saath hai is mausam me
Magar na jaane koi dhundhli si yaad aati hai



In dhudali yaadon ko yuin hi na bikhero mere dost,
ye yaadein usi rangee mausam ki yaad dilaati hain.
agar waqt ko itna door door se pakdoge mere humnashien
toh yakeena iski peeda dil main har nus ko dukhaati hai.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #81 on: December 22, 2005, 06:25:53 AM »
Reply with quote
Bilkul sahi kaha aapne harshmahajan ji......................really fantastic................... glasses2
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #82 on: December 22, 2005, 06:35:31 AM »
Reply with quote
bahot -bahoot shukriya badnaam ji....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #83 on: December 22, 2005, 06:49:02 AM »
Reply with quote
bahot khoob gudiya... wonderful...

very nice harash ji... wonderful...


Aati hai yaad aksar Teri bebasi me
Ke kisi bewafa se kabhi Pyaar tha hume zindagi me
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #84 on: December 22, 2005, 08:23:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
bahot khoob gudiya... wonderful...

very nice harash ji... wonderful...


Aati hai yaad aksar Teri bebasi me
Ke kisi bewafa se kabhi Pyaar tha hume zindagi me


ek our dil jala phenka aapne..

be-wafa ki yaad main unhe muskraate dekha
dil pe chot kha mere khwaabon mein aate dekha.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #85 on: December 22, 2005, 08:40:21 AM »
Reply with quote
haila dard huya harsh laughing4laughing4...

nice harash ji...

humey dil jela ker marham lagana ata nahi,
meyphil mey sajhey phoolu ki thra mehkna ata nahi,
beywafa ki yaad mey muskurana ata nahi,
hum unhey bhil jaye yea bhi humsey huta nahi.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #86 on: December 22, 2005, 08:45:45 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
haila dard huya harsh laughing4laughing4...

nice harash ji...

humey dil jela ker marham lagana ata nahi,
meyphil mey sajhey phoolu ki thra mehkna ata nahi,
beywafa ki yaad mey muskurana ata nahi,
hum unhey bhil jaye yea bhi humsey huta nahi.


bahoot achhay..sonu tum bhi hamein harash hi likhe toh behtar hoga...

 :D

jiski hamein talaash thi socha ki pa gaye,
Ik boond ko talaashtey Sehra nain aa gaye. :D
Logged
Sonu
Guest
«Reply #87 on: December 22, 2005, 09:08:17 AM »
Reply with quote
shukrya harash...

bahoot khoob harash...

Mein Sharabi Hoon, Is Sharab Ko Chodu Kaise,
Gham Bhulati Hain Ye Botal, Ise Todu Kaise,
Dil Pyasa Hain Mera, Pi Ke Ye Botal,
Mein Pareshan Hoon, Botal Ko Nichodu Kaise.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #88 on: December 22, 2005, 06:12:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
shukrya harash...

bahoot khoob harash...

Mein Sharabi Hoon, Is Sharab Ko Chodu Kaise,
Gham Bhulati Hain Ye Botal, Ise Todu Kaise,
Dil Pyasa Hain Mera, Pi Ke Ye Botal,
Mein Pareshan Hoon, Botal Ko Nichodu Kaise.


bahoot achhau sonu.....


Jab tak na mile koi saaki, bin saaki hi pee leta hoon,
paimaane sab jab hon khaali,Ashqon se bhar pee leta hoon.

Nafrat jo kare koi mujhse, Nafrat ko hi pee leta hoon,
Maikhane main jab aa hi gaye, toh Zeher mile pee leta hoon.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #89 on: December 23, 2005, 03:19:39 AM »
Reply with quote
shukriyaa harash...

very nice harash...

Yu to lakho hain haseen is duniya mein
tum jaisa koi is jmaane mein nahi
kitne hii jaam yu to peete hain roz hii
teri aankho ka nasha magar kissi paimaane mein nahi
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 10:03:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer