Judai

by fakharenaveed on July 06, 2005, 08:00:25 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 12786 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #45 on: November 24, 2005, 05:36:40 PM »
Reply with quote
For Anisa Khan


Raat bhar jaagte rahein tumhe yaad karke
Kyu jaana chahte ho hume barbad karke

Hume khabar hai tum chahte ho hum ko
Kyu khud ko chhupate ho betab karke
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
judai by mayur srivastav in Shayri for Dard -e- Judai
Hquiqat-e- Judai by Rajigujral in Shayri for Dard -e- Judai
Judai by vinery in Shayri-E-Dard
Judai by vinery in Shayri for Dard -e- Judai
Judai by 92Sufyan in Shayri for Dard -e- Judai
sometimes
Guest
«Reply #46 on: November 28, 2005, 07:13:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
For Anisa Khan


Raat bhar jaagte rahein tumhe yaad karke
Kyu jaana chahte ho hume barbad karke

Hume khabar hai tum chahte ho hum ko
Kyu khud ko chhupate ho betab karke



yeh mana key tum ney hamey raat bhar yad kia
yeh na bhoolo tum ney hi  hamey barbad kia

zamaney se chupatey rahe keh chahte hani  us ko
sitam woh sangdil jaan kar bhi anjaan raha sad5
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #47 on: November 28, 2005, 12:28:01 PM »
Reply with quote
very nice all of you.............
Logged
FAREE
Guest
«Reply #48 on: December 10, 2005, 02:06:25 PM »
Reply with quote
Thanxxxxx...................amber anisa n saba januuu
Logged
FAREE
Guest
«Reply #49 on: February 12, 2006, 07:07:47 AM »
Reply with quote

Kyun Tamanayi Har Aehl-e-Bazam Hai MERA
Nghma Suzu-o-Alam Taranam Hai Mera

Daam Kyun Loon Bahishat Main Kuch Dam K Liye
Tehroon Ga Zameen Pe k Naam Adam Hai Mera

Raqeeboon S Jo Poucha Haal Mera Aaj
Un K Dil Main Bhi Kuch Ghum Hai Mera

Munh Pher Kr Us Ney Sar Ko Jhuka Liya
Lagta Hai Sanam Mujh S Nadam Hai Mera

Raaz Khulta Hai Meri Tishngi Ka
Phir Robru Un K Sar Khaam Hai Mera

Aapna Sa Munh Le Kr Aaj Loutain Gay Mah Khwar
Kal Jo Kehte Thay K Zarf Kam Hai Mera

Shyad Aaj Phir Pi Hai Maine "Faree"
K Laab Aabhi Tak Purnam Hai Mera
Logged
FAREE
Guest
«Reply #50 on: February 17, 2006, 09:48:43 PM »
Reply with quote
Dil kisi yaar-e-bawafa ki tarah
ba khabar hai bohat Khuda ki tarah

zindgi bhar tumhara naam meray
dil se nikla kisi dua ki tarah

main nay har moor per tujhe dhoondha
hijr ke sher ki hawa ki tarah

umer bhar tera dukha uthaya hai
waqt ki di hoi saza ki tarah

kuch nahi sojhta muhabat main
khoof aur ghum ki inteha ki tarah
Logged
FAREE
Guest
«Reply #51 on: February 21, 2006, 03:24:53 AM »
Reply with quote
Juda Rehna Hum s Us Ney Seekh liya Hai
Ghum K kachockay Dena Us Ney Seekh Liya Hai
Hum Lakh Krein Un S Muhabbat "Faree"
Unhooney Roothna Hum s Seekh Liya Hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #52 on: February 21, 2006, 07:51:36 AM »
Reply with quote
Roothna hume jis ne sikhaya
Aaj wohi ilzaam dete hai
Aap dil ki raah takte hai
Hum to aap par jaan dete hai
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #53 on: February 21, 2006, 09:11:05 AM »
Reply with quote
Bohat Hi khoob Faree & Saba Jee....

Mousam Ki nazakat hai hasraton ne pukara hai
Kahein bhi to kiss sey kahien ki chaha hai tumhein
Dil har fariyaad se khushian de aaya hai tumhein
Abb lobon se aaur kya kahein tumhein..
Bass itna jaan lo ye shayrian hi iss baat ka ishara hai!!
Logged
FAREE
Guest
«Reply #54 on: February 24, 2006, 03:31:49 AM »
Reply with quote
Thank You nirbhay




Mera Ikraar Tere Inkaar Se Behatar Hoga
Mera Din Bhi Teri Raat Se Behatar Hoga
Yakeen Nahin To Dolee Se Jhankke Dekhna
Mera Janazaa Teri Baaraat Se Behatar Hoga
Logged
FAREE
Guest
«Reply #55 on: March 01, 2006, 08:26:51 PM »
Reply with quote
ankh mai raha dil mai utar kar nahi dikh
kashti k musafir nai samnabder nahi dikh
pahter mujh khatay haan mera chahan wala
mai mom hoon kisi nai mujh cho ker nahi dikh.
Logged
FAREE
Guest
«Reply #56 on: March 03, 2006, 02:56:47 AM »
Reply with quote
Wafa K Badlay Jafa Humney Hai Payi
Payar Kiya Aur Hai  Ruswayi Humne Payi
Logged
FAREE
Guest
«Reply #57 on: March 22, 2006, 07:03:06 AM »
Reply with quote
Dikhta Nahi hawa par mehasush karte hain hum
Dikhta nahi pyar pyaar karte hain pyar hum
Dikhta nahi khuda par uske aage sar jhukate hain hum
"HAI" ka viswash hi to karte hain hum
Rangin sapne hi to hai jo dekh rahe hain hum
Kuch pane ki umeed me hi to ji rahe hain hum
Logged
FAREE
Guest
«Reply #58 on: May 19, 2006, 09:12:13 AM »
Reply with quote
Fir mulakaat ho aisa nahi lagta,
Fir aapse baat ho aisa nahi lagta.
Hum to dhoondenge aapko shaamo-sahar,
Aapko yaad aayenge aisa nahi lagta. ...
Logged
FAREE
Guest
«Reply #59 on: May 20, 2006, 11:59:42 PM »
Reply with quote
Mauja-e-Subah jo sar-e-shakh gul utarne lage
Shagoofe lams ki shokhi se hi nikharne lage

Kitab-e-umar ki boseedgi se dharka hai
Hawa ho tez to khushk barg si bikharne lage

Kabhi ho aisa tere lehji ka shabnami sayyal
Harf Harf rago me meri utarne lage

Us ke aane ki khabar paate hi
Sitare aaj sar-e-shaam hi sanwarne lage

SABA ke saath rawana ho ek Siyataza
Ke log phir deewaro pe diye dharne lage
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 12:10:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer