KACCHI DEEWAAR HOON THOKAR NA LAGANA MUJHKO...

by pandit on May 12, 2009, 01:22:29 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 4546 times)
Talat
Guest
«Reply #45 on: May 14, 2009, 07:45:08 PM »
Reply with quote
Yaadon Ko Dil Se Mitana Hai Mushkil,
Koshish Bohot Ki, Bhulana Hai Mushkil
Reh Gaye Hai Kahin Kisi Ek Pal Main
Un Lamhon Ko Wapis Bulana Hai Mushkil
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujko by jugnu in Ghazals
*****kacchi kalam****** by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
Kachchi Deewaar,. by Azeem Azaad in Miscellaneous Shayri
TERE BIN MAI KACCHI DOR HU~~~AKRAM~~~ by mrZakram in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
koi kamjor lamha hoon bhula de mujhko by soudagar in Share:Love Poetry
pandit
Guest
«Reply #46 on: May 14, 2009, 07:49:17 PM »
Reply with quote
Yaadon Ko Dil Se Mitana Hai Mushkil,
Koshish Bohot Ki, Bhulana Hai Mushkil
Reh Gaye Hai Kahin Kisi Ek Pal Main
Un Lamhon Ko Wapis Bulana Hai Mushkil

GUD LINES CELMIRA JEE..
KYA BAAT HAI.............
Logged
pandit
Guest
«Reply #47 on: May 14, 2009, 07:53:52 PM »
Reply with quote
BHULNE K BAAD BHI WO BAHUT YAAD AAYE,
KARE HAR JATAN, DIL KAISE UNKO BHULAAYE,
AB TAK SUNA THA KYA HAI AFSAAN-E-MOHABBAT,
KHUDA AB BACHAYE, NA KOI ISSE AAZMAAYE.

...PANDIT..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #48 on: May 14, 2009, 07:54:01 PM »
Reply with quote
Nice lines Pandit ji and Celmira!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #49 on: May 14, 2009, 07:55:31 PM »
Reply with quote
Nice lines Pandit ji and Celmira!!

THANKS POOJA JEE..

AAPSE KUCH SUNA NAHI, BAHUT DIN HO GAYE..
KUCH FARMAAYEA...
Logged
Talat
Guest
«Reply #50 on: May 14, 2009, 07:58:07 PM »
Reply with quote
Thanks Pandit, Pooja Usual Smile

Mohabbat Ke Raste Bade Hi Hain Mushkil
Jaante Hue Bhi Lagaya Tha Yeh Dil,
Hua Phir Wohi Hota Aaya Hai Jo,
Baithe Hain Le Kar Ke Toota Hua Dil !
Logged
pandit
Guest
«Reply #51 on: May 14, 2009, 07:58:47 PM »
Reply with quote
Thanks Pandit, Pooja Usual Smile

Mohabbat Ke Raste Bade Hi Hain Mushkil
Jaante Hue Bhi Lagaya Tha Yeh Dil,
Hua Phir Wohi Hota Aaya Hai Jo,
Baithe Hain Le Kar Ke Toota Hua Dil !


THANKS TALAT JEE..
AAPNE BHI SUNDER LIKHA HAI..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #52 on: May 14, 2009, 08:01:11 PM »
Reply with quote
THANKS POOJA JEE..

AAPSE KUCH SUNA NAHI, BAHUT DIN HO GAYE..
KUCH FARMAAYEA...

kon azmaata hume, hum khud ke azmaaye hue hai
kisi main kaha thi himmat, hum khud he khud ka dil dikhaye hue hai
badi hasrato se nikla tha ek shakas, hume bhool jaana ka kah kar
hum bhoole use is kadar, ajj wo he kahta hai ki, wo humare sataye hue hai!!!



main koshish kar rahi hu ki main dard main na he likha karu.. jo likha wo bhi ek dard hai.. bas samjhne ki jaroorat hai!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #53 on: May 14, 2009, 08:02:42 PM »
Reply with quote
Thanks Pandit, Pooja Usual Smile

Mohabbat Ke Raste Bade Hi Hain Mushkil
Jaante Hue Bhi Lagaya Tha Yeh Dil,
Hua Phir Wohi Hota Aaya Hai Jo,
Baithe Hain Le Kar Ke Toota Hua Dil !


TALAT JEE..

THAK GAYA HOON ISS DIL K TUKADO KO GIN KAR,
EK BEWAFA NE CHOOR KAR DIYA ISSE TOD KAR.



 tearyeyed
Logged
pandit
Guest
«Reply #54 on: May 14, 2009, 08:03:39 PM »
Reply with quote
kon azmaata hume, hum khud ke azmaaye hue hai
kisi main kaha thi himmat, hum khud he khud ka dil dikhaye hue hai
badi hasrato se nikla tha ek shakas, hume bhool jaana ka kah kar
hum bhoole use is kadar, ajj wo he kahta hai ki, wo humare sataye hue hai!!!



main koshish kar rahi hu ki main dard main na he likha karu.. jo likha wo bhi ek dard hai.. bas samjhne ki jaroorat hai!!


GUD ONE POOJA JEE...
EK DUM AAPKA STYLE HAI...
HUME ACCHA LAGA..
Logged
pandit
Guest
«Reply #55 on: May 14, 2009, 08:07:52 PM »
Reply with quote
GUD ONE POOJA JEE...
EK DUM AAPKA STYLE HAI...
HUME ACCHA LAGA..



POOJA JEE.......!

NA AAJMANA KABHI KISI AASHIQ KO MOHABBBAT ME,
KI THEES LAG JAATI HAI AKSAR AISI SHARARAT ME.

TU HIMMAT KI BAAT NA KAR, DARTI HAI TU ISS JAMANE SE,
GAR TUNE KI HOTI BAGAWAT, AAJ HOTE TERI BAAHOON ME.


Logged
Pooja
Guest
«Reply #56 on: May 14, 2009, 08:11:56 PM »
Reply with quote


POOJA JEE.......!

NA AAJMANA KABHI KISI AASHIQ KO MOHABBBAT ME,
KI THEES LAG JAATI HAI AKSAR AISI SHARARAT ME.

TU HIMMAT KI BAAT NA KAR, DARTI HAI TU ISS JAMANE SE,
GAR TUNE KI HOTI BAGAWAT, AAJ HOTE TERI BAAHOON ME.




Thanks Pandit ji..

Anjaam Ishaq main Ashiq ke kai hote hai
kabhi kabhi dil dukha kar aoro ka , khud bhi bahoot rote hai
Himmat ki baat nahi, baat asoolo ki hoti hai
jis muhobbat main ho suchhai, wo her haal main poori hoti hai


Logged
pandit
Guest
«Reply #57 on: May 14, 2009, 08:47:27 PM »
Reply with quote
Thanks Pandit ji..

Anjaam Ishaq main Ashiq ke kai hote hai
kabhi kabhi dil dukha kar aoro ka , khud bhi bahoot rote hai
Himmat ki baat nahi, baat asoolo ki hoti hai
jis muhobbat main ho suchhai, wo her haal main poori hoti hai




bahut khoob pooja jee...


kisi mohabbat ne aaj tak jamane ki izzazat nahi paayi hai,
ye aur baat hai ki zamane ne har mohabbat pe vijai paayi hai.




Logged
Pooja
Guest
«Reply #58 on: May 14, 2009, 08:51:58 PM »
Reply with quote
bahut khoob pooja jee...


kisi mohabbat ne aaj tak jamane ki izzazat nahi paayi hai,
ye aur baat hai ki zamane ne har mohabbat pe vijai paayi hai.


apni apni soch hai, apni apni takraar
payar karne walo ko mila hai her haal main bas pyaar
Milan hi nahi hota sada pyaar ka parkhdaar
Rooh main bas jaata pyar, her fiza mehkati hai beshumaar!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #59 on: May 14, 2009, 09:30:28 PM »
Reply with quote
apni apni soch hai, apni apni takraar
payar karne walo ko mila hai her haal main bas pyaar
Milan hi nahi hota sada pyaar ka parkhdaar
Rooh main bas jaata pyar, her fiza mehkati hai beshumaar!!


again gud one pooja....
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 09:26:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.32 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer