kafan........

by Ninaah on February 13, 2005, 09:31:44 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
ReplyPrint
Author  (Read 9896 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #105 on: July 02, 2005, 01:53:44 PM »
Reply with quote
Aab Jo Manzil KI Traf Gamzan HUWA tu
Meri Raah Mein Kafn Ka Hi Kapra Tha
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #106 on: July 02, 2005, 04:08:24 PM »
Reply with quote
bewafaaon ne bewafayee ki is kader,
ki hum nafrat kerna bhi bhool gaye.
woh gazab adha se dhaatey rahay
hum mohabbat kartey gaye...



Ninnah wrote....

Quote
inn sab baton ka,
bewafa kaise intkhawab karein,
wo to aise shaks hain,
jo doosron ki zindagi ko ajaab karein....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #107 on: July 02, 2005, 06:53:09 PM »
Reply with quote
Tere Aur Mere Beech Koi Aye Acha Nahin Lagta
Mujhay Tere Bina Aab Koi Bhia Ninaah Acha Nahin Lagta
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #108 on: July 02, 2005, 07:36:47 PM »
Reply with quote
unki gazab ada pe mujhey karaar aaya
bewafaayee pe is kader  ikraar ayaa
per baakhubi samjha hua khumaaar ayaa.
hamain nahi hai gum kisi soz ka
tum kyuin dertey ho bhayee
kya naya ye bukhaar aya....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #109 on: July 02, 2005, 07:45:09 PM »
Reply with quote
Mujh pe Tere Pyar Ka khumar Hai Cha Gya
Yeh kOi Kambkhta kIun Humray Beecha Agya
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #110 on: July 06, 2005, 08:05:28 AM »
Reply with quote
uski khushi se hum itne khush the,
ko apni khushiyon se mooh mod liya,
jab mili hume chadar bewafayee ki,
to humne kafan samjh kar odd liya....



Quote from: "fakharenaveed"
Aab Jo Manzil KI Traf Gamzan HUWA tu
Meri Raah Mein Kafn Ka Hi Kapra Tha
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #111 on: July 06, 2005, 08:09:29 AM »
Reply with quote
humne socha ki humne apni zindagi se,
bewafaon ko bhaga diya,
jab dekha saamne unhe to mehsoos hua,
ki humne apne soye armano ko jaga liya.....



Quote from: "harashmahajan"
bewafaaon ne bewafayee ki is kader,
ki hum nafrat kerna bhi bhool gaye.
woh gazab adha se dhaatey rahay
hum mohabbat kartey gaye...



Ninnah wrote....

Quote
inn sab baton ka,
bewafa kaise intkhawab karein,
wo to aise shaks hain,
jo doosron ki zindagi ko ajaab karein....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #112 on: July 06, 2005, 09:05:06 AM »
Reply with quote
sheesha-e-dil ko todna unki adat hai
nahak hi apne armaanon koh takleef dete ho
soye rehne do unko apne khwaabon main
keh do bewafaaon ko, choo lo apni intaah ko.


Quote from: "Ninaah"
humne socha ki humne apni zindagi se,
bewafaon ko bhaga diya,
jab dekha saamne unhe to mehsoos hua,
ki humne apne soye armano ko jaga liya.....



Quote from: "harashmahajan"
bewafaaon ne bewafayee ki is kader,
ki hum nafrat kerna bhi bhool gaye.
woh gazab adha se dhaatey rahay
hum mohabbat kartey gaye...



Ninnah wrote....

Quote
inn sab baton ka,
bewafa kaise intkhawab karein,
wo to aise shaks hain,
jo doosron ki zindagi ko ajaab karein....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #113 on: July 06, 2005, 10:22:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
uski khushi se hum itne khush the,
ko apni khushiyon se mooh mod liya,
jab mili hume chadar bewafayee ki,
to humne kafan samjh kar odd liya....



Quote from: "fakharenaveed"
Aab Jo Manzil KI Traf Gamzan HUWA tu
Meri Raah Mein Kafn Ka Hi Kapra Tha




Yeh tasavvur main bhi na tha hogi judaii bhi kabhi
Saza aisi hogi unsay dil lagaye ki kabhi
Hum to unki wafa ki laytay thay kasmain
Bewafa aisi nikli kay nazar milayee na phir kabhi

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #114 on: July 23, 2005, 11:20:19 AM »
Reply with quote
lagta tha kabhi ki bewafa bhi wafa karenge,
humari tarah humare liye wo pyar ki dua karenge,
lekin iska jara bhi guman na tha,
ki wo humare liye iss kadar baddua karenge.....



Quote from: "harashmahajan"
sheesha-e-dil ko todna unki adat hai
nahak hi apne armaanon koh takleef dete ho
soye rehne do unko apne khwaabon main
keh do bewafaaon ko, choo lo apni intaah ko.


Quote from: "Ninaah"
humne socha ki humne apni zindagi se,
bewafaon ko bhaga diya,
jab dekha saamne unhe to mehsoos hua,
ki humne apne soye armano ko jaga liya.....



Quote from: "harashmahajan"
bewafaaon ne bewafayee ki is kader,
ki hum nafrat kerna bhi bhool gaye.
woh gazab adha se dhaatey rahay
hum mohabbat kartey gaye...



Ninnah wrote....

Quote
inn sab baton ka,
bewafa kaise intkhawab karein,
wo to aise shaks hain,
jo doosron ki zindagi ko ajaab karein....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #115 on: July 23, 2005, 11:23:57 AM »
Reply with quote
hamari tarah hain kuch log,
jo juda ho ke mil nahi paate hain,
dard ke zakhm bhi nahi bharte,
aur dard ke nishaan bhi reh jaate hain........



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
uski khushi se hum itne khush the,
ko apni khushiyon se mooh mod liya,
jab mili hume chadar bewafayee ki,
to humne kafan samjh kar odd liya....



Quote from: "fakharenaveed"
Aab Jo Manzil KI Traf Gamzan HUWA tu
Meri Raah Mein Kafn Ka Hi Kapra Tha




Yeh tasavvur main bhi na tha hogi judaii bhi kabhi
Saza aisi hogi unsay dil lagaye ki kabhi
Hum to unki wafa ki laytay thay kasmain
Bewafa aisi nikli kay nazar milayee na phir kabhi

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #116 on: July 26, 2005, 12:12:05 PM »
Reply with quote
humne socha tha kafan pehan kar,
har gum se hum choot jaayenge,
kya pata tha ki har rishta jo hume ajeej tha,
wo bhi haathon se phisalte huve nazar aayenge....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #117 on: September 05, 2005, 12:13:12 PM »
Reply with quote
KAFAN KO AAJ HUMNE APNE SUR MAATHE LAGAYA HAI,
YAHI KAFAN KISI KO HUMARE KAREEB LAAYA HAI,
PUR ROOH JISM SE ALAG HO CHUKI HAI,
YE USSE BADI DER MEIN SAMAJH AAYA HAI......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #118 on: September 06, 2005, 12:20:55 PM »
Reply with quote
ASHQ HUMARE KAFAN HO GAYE,
BEWAFA HUMARE SANAM HO GAYE,
JISKI CHAHAT MEIN KHUD KO BHULAYA,
WOHI HUMARE LIYE BEREHAM HO GAYE.........
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 11:05:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer