mitti meri kabr se udne lagi -kishan

by kishan8888 on January 29, 2011, 01:04:45 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2460 times)
nirala
Guest
«Reply #15 on: January 30, 2011, 05:53:02 AM »
Reply with quote
oye Ladkiya mane Girgit
unka rang koi nahi jaan sakta bhai so----paani ladkiya bhare ya girgit ki fark Paienda:)

mard ko dard hota hai bhai
lekin sah jaate hai bechare kynki Izaat bachana chahte hain'... Usual SmileUsual SmileUsual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri kabr par................!!!! by gauravtripathy in Shayri-E-Dard
meri kabr pe by sanya310 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Mai kishan tu meri radha by poem143s in Shayri for Dard -e- Judai
Tum Dhundoge Kabr Meri.... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Meri Kabr by Atul badshah in Share:Love Poetry
kishan8888
Guest
«Reply #16 on: January 30, 2011, 05:57:19 AM »
Reply with quote
oye Ladkiya mane Girgit
unka rang koi nahi jaan sakta bhai so----paani ladkiya bhare ya girgit ki fark Paienda:)

mard ko dard hota hai bhai
lekin sah jaate hai bechare kynki Izaat bachana chahte hain'... Usual SmileUsual SmileUsual Smile
dard humare alava kisi ko hota hai mai abhi ek post karta hu padhna achha lage to replya dena ok
Logged
nirala
Guest
«Reply #17 on: January 30, 2011, 06:02:02 AM »
Reply with quote
dard se rona chillana to expression hai dard ka.
asli dard wo hota hai---jo sirf andar se tadpaata hai--
aur uss tadap ko haskar sahnewala hi to Mard hai aur Asli Aurat bhi wahi hai bhaya
Logged
kishan8888
Guest
«Reply #18 on: January 30, 2011, 06:06:21 AM »
Reply with quote
tumne bahut kuch kah diya dard use hota hai jisne kabhi aaina toot te huye Dekha ho Usual Smile Crying
dard se rona chillana to expression hai dard ka.
asli dard wo hota hai---jo sirf andar se tadpaata hai--
aur uss tadap ko haskar sahnewala hi to Mard hai aur Asli Aurat bhi wahi hai bhaya
Logged
nirala
Guest
«Reply #19 on: January 30, 2011, 06:10:53 AM »
Reply with quote
haha sheeshe tootne se dard nahi hota aap naya Darpan la sakte ho yaara
dard to hota hai---Dil ke tootne se--
dil toote to naya kahan se laoge aur sala ye dil judta bhi nahi Usual Smile
Logged
kishan8888
Guest
«Reply #20 on: January 30, 2011, 06:13:38 AM »
Reply with quote
chinta mat karo yaar dil bhi aane wale samy mai jud ne lagega ..aur har koi chiz toot jaaye to itna samjna ki 5 rupiye wali fewi cwik hai na  NaNaNa Laughing hard Giggle
haha sheeshe tootne se dard nahi hota aap naya Darpan la sakte ho yaara
dard to hota hai---Dil ke tootne se--
dil toote to naya kahan se laoge aur sala ye dil judta bhi nahi Usual Smile
Logged
nirala
Guest
«Reply #21 on: January 30, 2011, 06:27:32 AM »
Reply with quote
chalo tumne dard ka naam liya to hum batate hain asli dard jo maine feel kiya hai--
Dard samjhna hai to --
uss Bakre ki aankhon me jhak lo ek baar jiske gale me Chaku chalate hain hum uski laash ko khane ke liye,
unn murgiyon ko dekho jo gala katne ke baad bhi fadfate hain bahut der tak.
uss insaan ko yaad karo jisne aankho ke saamne dum toda ho,
uss --- ufff sabko dard sirf apne dil tootne ka hota hai yahan.
dard wo hai hi nahi jiska mehboob usko chod jaye --
dard koi samjh hi nahi pata
Logged
kishan8888
Guest
«Reply #22 on: January 30, 2011, 06:29:19 AM »
Reply with quote
ha bhia sahi kah tune ye dard nahi hota ye hum dar kah sakte hai
chalo tumne dard ka naam liya to hum batate hain asli dard jo maine feel kiya hai--
Dard samjhna hai to --
uss Bakre ki aankhon me jhak lo ek baar jiske gale me Chaku chalate hain hum uski laash ko khane ke liye,
unn murgiyon ko dekho jo gala katne ke baad bhi fadfate hain bahut der tak.
uss insaan ko yaad karo jisne aankho ke saamne dum toda ho,
uss --- ufff sabko dard sirf apne dil tootne ka hota hai yahan.
dard wo hai hi nahi jiska mehboob usko chod jaye --
dard koi samjh hi nahi pata
Logged
nirala
Guest
«Reply #23 on: January 30, 2011, 06:34:24 AM »
Reply with quote
unn nange bachhon ka dard kon samjhe jiske paas kapde hi nahi aur hum dekh ke haste hain--
unn Maao ka dard kon samjhe jo apne bachho ka pet bharne apna Zism tak bechti hain--unn gareebonn ka dard kon samjhe jinke ghaonde hum ujadte hai shahar sundar dikhane ke liye:(
arre janaab Dard kisi ko samjh aata nhi--sirf ek toote dil ki duhai dete h dard ke naam par
Logged
kishan8888
Guest
«Reply #24 on: January 30, 2011, 06:37:47 AM »
Reply with quote
yes humare neta kya khaye ye kuch pata nahi chalta aur garib ko khane ko nahi milta
unn nange bachhon ka dard kon samjhe jiske paas kapde hi nahi aur hum dekh ke haste hain--
unn Maao ka dard kon samjhe jo apne bachho ka pet bharne apna Zism tak bechti hain--unn gareebonn ka dard kon samjhe jinke ghaonde hum ujadte hai shahar sundar dikhane ke liye:(
arre janaab Dard kisi ko samjh aata nhi--sirf ek toote dil ki duhai dete h dard ke naam par
Logged
nirala
Guest
«Reply #25 on: January 30, 2011, 06:50:11 AM »
Reply with quote
neta se koi matlab nahi yahan---
Mutthi bhat netao ko hum kyun dosh de?
1 arab ki janta hain hum aur har burai ke zimmedar hum yani public hain.
bewkoof hain hum,swarthi hain sabse bade Kaminey hum hain.
hamari khud ki Buddhi jhak marti hai.
byfault kahin accident hua to desh ki sampatti hum jalate hai nast krte hai--jaam karte hain. train bhi rokte hain--dharam ke naam pr hum ladte hai.
saale hum Bhukhe bachho ko ek roti nhi dete aur Mitti ke bhagwaan ko Sona-chandi dete hai.
bewkoof Public
Logged
kishan8888
Guest
«Reply #26 on: January 30, 2011, 07:01:32 AM »
Reply with quote
wah bahut achha sochete ho bhai tum
neta se koi matlab nahi yahan---
Mutthi bhat netao ko hum kyun dosh de?
1 arab ki janta hain hum aur har burai ke zimmedar hum yani public hain.
bewkoof hain hum,swarthi hain sabse bade Kaminey hum hain.
hamari khud ki Buddhi jhak marti hai.
byfault kahin accident hua to desh ki sampatti hum jalate hai nast krte hai--jaam karte hain. train bhi rokte hain--dharam ke naam pr hum ladte hai.
saale hum Bhukhe bachho ko ek roti nhi dete aur Mitti ke bhagwaan ko Sona-chandi dete hai.
bewkoof Public
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 09:18:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.169 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer