MUDDAT INTZAAR KI......

by Ninaah on February 14, 2005, 07:47:26 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10
ReplyPrint
Author  (Read 9963 times)
Ninaah
Guest
«Reply #120 on: July 12, 2005, 08:39:24 AM »
Reply with quote
gila zindagi se ab hum na karenge,
hum yun he teri dosti pe marenge....


Quote from: "fakharenaveed"








Har Pal Saath Jo tera Mere Saath Hota Hai
Gila Zindgi S Phir Mujhay Nahin Koi Hota  Hai








Quote from: "Ninaah"
phoolon mein chehra dhundhoge,
to kuch bhi na haath aayega,
mein to tere dil mein hoon,
apni har awaaz pe tu hamesha mera saaath paayega....




Quote from: "fakharenaveed"

Jo phoolon main dikha tera chehra
Phir baaghon ko hi hum jannat samajh baithey

Nikli woh phir ghar say bahar
Phir chaandni meri galiyon say guzri

Ger palkain na hoti teri aankhon pay
Main kab ka unmain doob chuka hota

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muddat ke baad aaj usse dekh kar Munir by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat se... by sanju in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat say mera dil by muneeb in Shayri for Dard -e- Judai
muddat huee hai yaar ko mehmaan............ by waheed in Ghazals
Badi muddat ke baad .... by dhadkan in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #121 on: July 12, 2005, 08:44:15 AM »
Reply with quote
thanks saba.....

From : Faree & Ninah...

khushiyon se ab darr lagne laga hai,
har aahat pe gum ka guman hota hai,
ab kismat pe kitna bharosa karein,
wo har waqt kahan meharbaan hota hai....




Quote from: "Saba_Saba"
Nice all of you

Milti hai badi mushkil se zindagi me khushi
khilti hai kayi sadyo me chahat ki kali
Ek dost mila qudrat ki meherbaani se
dekh kar us ki masumiyat aajati hai mujhko bhi hansi Usual Smile
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #122 on: July 12, 2005, 08:48:22 AM »
Reply with quote
izhaar ke liye kisi aur ka daman thama nahi jaata,
izhaar to nigahon ka kaam hai,
dil unke khayalon mein dooba hai,
aur labon pe bus unhi ka naam hai....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
muddaat s eoh tujhe pyaar kr rha hai
dil an tote ,is liye izhaar s dar rha hai
Logged
chhaya
Guest
«Reply #123 on: July 13, 2005, 08:16:10 AM »
Reply with quote
Intzaar karne ki adat si pad gayi hai
akho main asu liye muskurani ki adat se pad gayi hai
dil main gum leke chupane ki adat se pad gayi hai
Logged
chhaya
Guest
«Reply #124 on: July 13, 2005, 08:17:48 AM »
Reply with quote
Bas ek tum hi ho meri zindagi main
aur ki si ka to nam-o-nishan nahi hai
muddat jab intzar khatam hogi
tab tumhe maloom hoga ki
mere jism main jaan nahi hai
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #125 on: July 13, 2005, 09:48:50 AM »
Reply with quote
lab pe jis ka naam hai aap k
dil amin bsa hai jo aap k
shayd woh bhi krta ho aap ko
kia izhaar bhi tha zuban pe aap k
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #126 on: July 14, 2005, 08:28:21 AM »
Reply with quote
gumon ko chupa kar,
hum apna pyar chupate hain,
kisi ko pana ab kismat mein nahi,
kisi ko dekh kar he muskurate hain.....


Quote from: "chhaya"
Intzaar karne ki adat si pad gayi hai
akho main asu liye muskurani ki adat se pad gayi hai
dil main gum leke chupane ki adat se pad gayi hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #127 on: July 14, 2005, 08:31:24 AM »
Reply with quote
har muddat intzaar ki,
humne sadiyon mein bitayee hai,
woh bhi samne khade hain,
aur maut bhi pass aayee hai....



Quote from: "chhaya"
Bas ek tum hi ho meri zindagi main
aur ki si ka to nam-o-nishan nahi hai
muddat jab intzar khatam hogi
tab tumhe maloom hoga ki
mere jism main jaan nahi hai
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #128 on: July 14, 2005, 08:33:35 AM »
Reply with quote
woh kehta rha ahi mujh s aksr k aap
un ko kahiye humein bhool jayein dil s
lekin woh nahin jntay shayd yeh k
woh tu chahtay hain un ko dil s
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #129 on: July 14, 2005, 08:35:31 AM »
Reply with quote
humare labon pe uska naam hai,
kisi ke haathon bheja ye paigam hai,
ki hum usse bhul jaayein,
kyonki dilon se khelna he uska kaam hai........


Quote from: "Yoindian Ghunda"
lab pe jis ka naam hai aap k
dil amin bsa hai jo aap k
shayd woh bhi krta ho aap ko
kia izhaar bhi tha zuban pe aap k
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #130 on: July 15, 2005, 09:57:18 AM »
Reply with quote
meri har galati ko bachpane ka naam de gaya
meri har nadani ko ada ka naam de gaya
socha nahi tha kabhi tab, ab sochati hu
bina kuch kahe hi muje wo apna naam de gaya
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #131 on: July 15, 2005, 10:30:14 AM »
Reply with quote
galti to unse hoti hai,
jo pyar karte hain,
wo to khushnaseeb hain,
jo pyar ko bezaar karte hain....


Quote from: "Yoindian Ghunda"
meri har galati ko bachpane ka naam de gaya
meri har nadani ko ada ka naam de gaya
socha nahi tha kabhi tab, ab sochati hu
bina kuch kahe hi muje wo apna naam de gaya
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #132 on: July 15, 2005, 10:46:14 AM »
Reply with quote
''Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana .na jaane kahan kho gaya vo zamana
tumhen bhuulane ki main koshish karunga .ye vaada karo ke na tum yaad aana
mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai .tumhen bevafaa kahega zamana
dubara meri qabr pe tum na aana.tumhen dekh kar shaq karega zamana
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #133 on: July 23, 2005, 07:48:24 AM »
Reply with quote
good one..... ghunda ji......

Quote from: "Yoindian Ghunda"
''Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana .na jaane kahan kho gaya vo zamana
tumhen bhuulane ki main koshish karunga .ye vaada karo ke na tum yaad aana
mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai .tumhen bevafaa kahega zamana
dubara meri qabr pe tum na aana.tumhen dekh kar shaq karega zamana
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #134 on: July 26, 2005, 12:34:09 PM »
Reply with quote
zindgari bhar kisi ke intzaar mein,
na khuda ko yaad kiya,
har waqt unki khushi ke liye,
bas khuda se fariyaad kiya.......
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 01:20:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer