MUDDAT INTZAAR KI......

by Ninaah on February 14, 2005, 07:47:26 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 10
ReplyPrint
Author  (Read 9997 times)
Ninaah
Guest
«Reply #45 on: April 15, 2005, 10:24:43 AM »
Reply with quote
har kisi se nazron ko milaya nahi jaata,
har kisi se iss dil ko lagaya nahi jaata,
har dost tum sa nahi hota hai "Sandhya",
isliye har dost ke aage sur ko jhukaya nahi jaata.....



Quote from: "sandhaya"
tuhi tuh meri zindagi hai
tuh chali gai tuh hum mar jayenge
ki saanein meri teri saanson se bandi hai
tuh ssath chod ke jayegi tuh hum mar jayenge

Quote from: "Ninaah"
teri zindagi se door jaane se pehale,
hum apni zindagi se door chale jaayenge,
itni shiddat hai meri chahat mein tere liye,
ki tu ik aawaaz hume dega to hum jannat se bhi laut aayenge....


Quote from: "fakharenaveed"
EK ROZ USKO HUM BHI ZINDGI MEIN LAYEIN GAY
JO HUMARI ZINDGI S DOOR JA K BAS GYA HAI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muddat ke baad aaj usse dekh kar Munir by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat se... by sanju in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat say mera dil by muneeb in Shayri for Dard -e- Judai
muddat huee hai yaar ko mehmaan............ by waheed in Ghazals
Badi muddat ke baad .... by dhadkan in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #46 on: April 15, 2005, 10:26:51 AM »
Reply with quote
in gumon se jaan bachayenge,
to khushiyan bhi door ho jaayengi,
hum jitna pass aana chahenge apne khawabon ke,
wo utna he humse apna daman bachayengi.....



Quote from: "fakharenaveed"
IN BEWAFOON KI DUNIAY S BACHAYE KOI
IN GHUMOON S JAAN CHUDAYE KOI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #47 on: April 15, 2005, 10:28:46 AM »
Reply with quote
har kisi ko teri tarah khawabon ki tabeer nahi milti,
har kisi ko teri tarah sundar takdeer nahi milti,
hum to apni he takdeer se pareshaan hain iss jahan mein,
har kisi ko teri tarah pyar ki tehreer nahi milti......


Quote from: "fakharenaveed"
marney ki batain an kroo plz yahan
hum tu pehle bhi kisi ko bethe hain
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #48 on: April 15, 2005, 10:37:46 AM »
Reply with quote
har kisi pe tu apni hasin nigahon ke war na kar
inhe rehne de isaharon tak inhse sawal na kar
sur ko jukha uss khuda ki ibaadat main Ninaah
hum jaise mamuli logo se tuh itna pyar na kar



Quote from: "Ninaah"
har kisi se nazron ko milaya nahi jaata,
har kisi se iss dil ko lagaya nahi jaata,
har dost tum sa nahi hota hai "Sandhya",
isliye har dost ke aage sur ko jhukaya nahi jaata.....


Quote from: "sandhaya"
tuhi tuh meri zindagi hai
tuh chali gai tuh hum mar jayenge
ki saanein meri teri saanson se bandi hai
tuh ssath chod ke jayegi tuh hum mar jayenge

Quote from: "Ninaah"
teri zindagi se door jaane se pehale,
hum apni zindagi se door chale jaayenge,
itni shiddat hai meri chahat mein tere liye,
ki tu ik aawaaz hume dega to hum jannat se bhi laut aayenge....


Quote from: "fakharenaveed"
EK ROZ USKO HUM BHI ZINDGI MEIN LAYEIN GAY
JO HUMARI ZINDGI S DOOR JA K BAS GYA HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #49 on: April 15, 2005, 11:54:30 PM »
Reply with quote
tu hai meri jaan k pas har pal
tu hai meri yaad k pas har pal
tu khush rehe  jaan har pal
tujhe khushi mile meri jaan har pal
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #50 on: April 16, 2005, 11:20:02 AM »
Reply with quote
dosti mein to hum fana hone ka hunar rakhte hain,
jahan tu apne kadam rakh de, wohin hum apna sur rakhte hain,
tu to anmol moti hai humari zindagi ki "Sandhya",
tu jahan bethe wohin hum apna jigar rakhte hain.....



Quote from: "sandhaya"
har kisi pe tu apni hasin nigahon ke war na kar
inhe rehne de isaharon tak inhse sawal na kar
sur ko jukha uss khuda ki ibaadat main Ninaah
hum jaise mamuli logo se tuh itna pyar na kar



Quote from: "Ninaah"
har kisi se nazron ko milaya nahi jaata,
har kisi se iss dil ko lagaya nahi jaata,
har dost tum sa nahi hota hai "Sandhya",
isliye har dost ke aage sur ko jhukaya nahi jaata.....


Quote from: "sandhaya"
tuhi tuh meri zindagi hai
tuh chali gai tuh hum mar jayenge
ki saanein meri teri saanson se bandi hai
tuh ssath chod ke jayegi tuh hum mar jayenge

Quote from: "Ninaah"
teri zindagi se door jaane se pehale,
hum apni zindagi se door chale jaayenge,
itni shiddat hai meri chahat mein tere liye,
ki tu ik aawaaz hume dega to hum jannat se bhi laut aayenge....


Quote from: "fakharenaveed"
EK ROZ USKO HUM BHI ZINDGI MEIN LAYEIN GAY
JO HUMARI ZINDGI S DOOR JA K BAS GYA HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #51 on: April 16, 2005, 11:22:57 AM »
Reply with quote
tere har pal mein mere bhi pal shaamil kar le,
meri khushiyon ko apne liye hasil kar le,
tu khush hai to meri khushiyan mere pass hai,
isliye meri khushi ke liye apne ko kabil kar le....



Quote from: "fakharenaveed"
tu hai meri jaan k pas har pal
tu hai meri yaad k pas har pal
tu khush rehe  jaan har pal
tujhe khushi mile meri jaan har pal
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #52 on: April 17, 2005, 12:04:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
tere har pal mein mere bhi pal shaamil kar le,
meri khushiyon ko apne liye hasil kar le,
tu khush hai to meri khushiyan mere pass hai,
isliye meri khushi ke liye apne ko kabil kar le....



Quote from: "fakharenaveed"
tu hai meri jaan k pas har pal
tu hai meri yaad k pas har pal
tu khush rehe  jaan har pal
tujhe khushi mile meri jaan har pal
Zindgi ka safar tanha hai,
humsafar ka na kuch pata hai,

chale hai hum yeh kaisi dagar par,
jahan manzil ka koi thikana hai,
 par phir bhi muskurane ki purani aadat hai,
 yeh to waqt waqt ka takaza hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #53 on: April 22, 2005, 10:20:35 PM »
Reply with quote
ishk-ek labz ka adna sa ehsas hai,
simte to dil-e-aashik hai,
faile to zamana hai...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #54 on: May 03, 2005, 11:16:14 PM »
Reply with quote
Kal tapti dupher main
unki yaadon ke gulab
kuch is tarah mehke
ki sara ghar gulistaan ho gaya
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #55 on: May 12, 2005, 09:11:41 PM »
Reply with quote
Bhool kar tumko
na jee payenge
saath tum hoge
jaha hum jayenge
hum koi waqt nahi hein
aye mere sanam
jab bhi bulaoge
hum chale aayenge
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #56 on: May 23, 2005, 01:14:43 AM »
Reply with quote
Ek kudi jo bhul na hove phula to vadh soni si
je chandri ne vichrna si, kyun zindgi vich auni si
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #57 on: June 07, 2005, 05:13:09 AM »
Reply with quote
har muddat pyar ki teri yaad de jaati hai,
har guzarte waqt ke saath yaad teri aati hai,
teri tasveer ko bhi dekhne se darr lagta hai ab,
teri tasveer dekhte he meri sansein thehar jaati hai.....



Quote from: "fakharenaveed"
Ek kudi jo bhul na hove phula to vadh soni si
je chandri ne vichrna si, kyun zindgi vich auni si
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #58 on: June 07, 2005, 10:24:47 PM »
Reply with quote
Last night thinking of you one tear rolled out of my eye,
I asked "Why are you out?"
Then he reply: "Now someone more beautiful is living inside it!"
__________________
hi , friends , nice to see u again

Is Duniya Me Dost Kam Milenge , Is Duniya Mein Gham Milenge ,
Jis Din Duniya Tumse Nazar Fer Legi , Us Mod Par Dost Tumse HUM Milenge !! .......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #59 on: June 08, 2005, 08:08:09 AM »
Reply with quote
HAR AAHAT PAR DIL DHADAK KAR USKA INTZAAR KARTA HAI,
KAISE SAMJHAOON ISS DIL KO, JO USS BEWAFA SE PYAR KARTA HAI,
LAKH CHAHA PEECHA CHUDANA USKI AUR APNI YAADON SE,
PUR DIL KE AAGE HAAR GAYEE, JO HAR GHADI USKA DEEDAR KARTA HAI.....



Quote from: "fakharenaveed"
Last night thinking of you one tear rolled out of my eye,
I asked "Why are you out?"
Then he reply: "Now someone more beautiful is living inside it!"
__________________
hi , friends , nice to see you again

Is Duniya Me Dost Kam Milenge , Is Duniya Mein Gham Milenge ,
Jis Din Duniya Tumse Nazar Fer Legi , Us Mod Par Dost Tumse HUM Milenge !! .......
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 02:03:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer