oojde huye armaan..................

by salil2002 on January 17, 2007, 08:28:02 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1171 times)
salma786
Guest
«Reply #15 on: January 20, 2009, 06:32:47 AM »
Reply with quote
Bahoot hi badiya salil Clapping Smiley

Lagta hai hume kisise mohabbat si hogai hai,
Kisike yadon me khone ki chahat si hogai hai,
Thukraye jane ki ab parwa kise hai,
Jab Toot ke bikharne ki adat si hogai hai!


Kya kare shikayat kisise is mehfil me,
Jab khuda se hi apni bagawat si hogai hai,
Jo khudai ne hi toda tha apna ashiyaan,
Un tukdo ko samtne ki adat si hogai hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AAP QAATIL HUYE,,,,,,,,,,,,,,, by salil2002 in Shayri-E-Dard
Apne huye paraye.... by punam in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Hanstey huye, gaatey huye kat jaaye gar safar! by abdbundeli in Shairi - E - Zindagi
Woh huye sab key; hameen eik kisee key na huye! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dhanya huye ho! by abdbundeli in Shairy-E-Watan
salil2002
Guest
«Reply #16 on: January 20, 2009, 07:50:07 AM »
Reply with quote
Bahoot hi badiya salil Clapping Smiley

Lagta hai hume kisise mohabbat si hogai hai,
Kisike yadon me khone ki chahat si hogai hai,
Thukraye jane ki ab parwa kise hai,
Jab Toot ke bikharne ki adat si hogai hai!


Kya kare shikayat kisise is mehfil me,
Jab khuda se hi apni bagawat si hogai hai,
Jo khudai ne hi toda tha apna ashiyaan,
Un tukdo ko samtne ki adat si hogai hai



thanks salma

kii pathron se lagaya dil
aur toot kar bikhar gaye
kasoor hamara hi tha
jo sheeshon main dhal gaye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 20, 2009, 08:55:05 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Salil Bhai,.
And Nice One Salma Madam,.

Ye Kis Jagaah Par Aa Khadaa Hoon Main,.
Har Taraf Andhera Hi Dekhtaa Hoon Main,.

Kyun Ujrde Hain, Ghar Sabhi Ke Yahaan,.
Ye Kaise Shehar Mein Aa Basaa Hoon Main,.

Logon Ke Chehron Pe Ye Pareshaani Kyun Hai,.
Kyun In Sab Ke Beech Bhi Tanhaa Hoon Main,.

Jis Gham Ke Naam Se Hi Darte The Log "Azeem,.
Kyun Khud Us Mukhaam Tak Aa Pahoonchaa Hoon Main,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
salil2002
Guest
«Reply #18 on: January 20, 2009, 09:12:23 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Salil Bhai,.
And Nice One Salma Madam,.

Ye Kis Jagaah Par Aa Khadaa Hoon Main,.
Har Taraf Andhera Hi Dekhtaa Hoon Main,.

Kyun Ujrde Hain, Ghar Sabhi Ke Yahaan,.
Ye Kaise Shehar Mein Aa Basaa Hoon Main,.

Logon Ke Chehron Pe Ye Pareshaani Kyun Hai,.
Kyun In Sab Ke Beech Bhi Tanhaa Hoon Main,.

Jis Gham Ke Naam Se Hi Darte The Log "Azeem,.
Kyun Khud Us Mukhaam Tak Aa Pahoonchaa Hoon Main,.

_______________________________-Jaanasheen-

ek ajnabee hoon main yahan veerano main
phir kyun har shakhs mujhe khud sa najar aata hai
sabne aod rakhe hain kyun yeh maatmi libaas
kya yahan maut ka jashn manaya jaata hai

 

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 04:03:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer