Pyar ki manzil......

by Ninaah on February 17, 2005, 06:41:54 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11]
ReplyPrint
Author  (Read 9479 times)
Ninaah
Guest
«Reply #150 on: July 06, 2005, 08:30:43 AM »
Reply with quote
pyar mein dhoka kha kar bhi,
reith ke ghar banate ho,
tumse koi apni raah roshan karega,
kisi ke liye kyon apne ko jalate ho.....


Quote from: "fakharenaveed"
Sahil Pe Beth kr reit S ghar Bna Rha hoon
Kisi Bewafa Ki Khatir Khud Ko Jla Rha hoon
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~MANZIL~~~ by Ravinder in Shayari-e-Parastish
manzil..... by roshni246 in Shayri-E-Dard
Manzil by sunny.22 in Shayri-E-Dard
Pyar Ki Manzil! by Shireen Hakani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyar ki manzil - Shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
harashmahajan
Guest
«Reply #151 on: July 06, 2005, 08:52:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
veerano mein zindagi beetani ki ghadi aayee hai,
inn tanhayeeon mein teri bahot yaad aayee hai,
humne to kisi ko bhi baddua na de thee,
phir jaane kyon humne ye judayee ki saza paayee hai....



Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
bethe the samandar ke kinare,
lehron ne aakar jagaya hai,
jiss saath ko humne apna samjha,
ab jana ki wo paraya hai....
nafraton kay saaye main
ab tanha-tanha
rishtey lagtey ho gaye
veeraaney kitney.
tanhaayion ka alam
koi unse poochhay
seher ho gayee hai
jinhe rotey rote
bad dua kya karegi
jo kiya is jafa ne
mujhe der hai
na bad jayee
ye vehshat, rotey rotey.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #152 on: July 06, 2005, 10:27:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
pyar mein dhoka kha kar bhi,
reith ke ghar banate ho,
tumse koi apni raah roshan karega,
kisi ke liye kyon apne ko jalate ho.....


Quote from: "fakharenaveed"
Sahil Pe Beth kr reit S ghar Bna Rha hoon
Kisi Bewafa Ki Khatir Khud Ko Jla Rha hoon



Pathar agar tha unka dil
To mera kaanch ka na banaya hota
Unhain pighalna nahi aaya to
Mujhe sambhalna hi sikhaya hota

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #153 on: July 23, 2005, 11:11:13 AM »
Reply with quote
deewangi ki hadd tak chaha,
pur usse ishq mein wafa na huyee,
ki ta-umra hum khush rahein,
ye bhi usse dua na huyee........



Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
veerano mein zindagi beetani ki ghadi aayee hai,
inn tanhayeeon mein teri bahot yaad aayee hai,
humne to kisi ko bhi baddua na de thee,
phir jaane kyon humne ye judayee ki saza paayee hai....



Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
bethe the samandar ke kinare,
lehron ne aakar jagaya hai,
jiss saath ko humne apna samjha,
ab jana ki wo paraya hai....
nafraton kay saaye main
ab tanha-tanha
rishtey lagtey ho gaye
veeraaney kitney.
tanhaayion ka alam
koi unse poochhay
seher ho gayee hai
jinhe rotey rote
bad dua kya karegi
jo kiya is jafa ne
mujhe der hai
na bad jayee
ye vehshat, rotey rotey.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #154 on: July 23, 2005, 11:14:29 AM »
Reply with quote
bahot khood faree...........


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
pyar mein dhoka kha kar bhi,
reith ke ghar banate ho,
tumse koi apni raah roshan karega,
kisi ke liye kyon apne ko jalate ho.....


Quote from: "fakharenaveed"
Sahil Pe Beth kr reit S ghar Bna Rha hoon
Kisi Bewafa Ki Khatir Khud Ko Jla Rha hoon



Pathar agar tha unka dil
To mera kaanch ka na banaya hota
Unhain pighalna nahi aaya to
Mujhe sambhalna hi sikhaya hota

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #155 on: July 26, 2005, 12:18:53 PM »
Reply with quote
hi fareeeee.........kahan ho....we all are waiting for you.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #156 on: September 05, 2005, 12:10:22 PM »
Reply with quote
PYAR KI MANZIL HUME NAHI MILI,
INKO PAANE MEIN KUCH DOORI REH GAYEE,
SHAYAD HUM BHI ISKO PAA LETE,
PUR UNKI KUCH MAJBOORI REH GAYEE.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #157 on: September 06, 2005, 12:24:01 PM »
Reply with quote
USKO MANA APNI MANZIL,
AUR APNO KO BHULA DIYA,
KISI AUR KO KHUSH KARNE KI CHAHAT MEIN,
MAINE APNO KO RULA DIYA.............
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 04:02:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.172 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer