Tera Mann Bhi To Jalta Hoga..

by pandit on February 22, 2009, 03:15:10 AM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 3672 times)
Sonu
Guest
«Reply #45 on: May 17, 2009, 04:45:53 AM »
Reply with quote
thik hai sanju  koi baat nahi hum apki pitari khulne ka intjar karenge Usual Smile

ZARUR ZARUR SONU...
BUT AAJ NAHI, KAL.......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mann mera jalta reha by hafza in Shayri for Dard -e- Judai
- Tera Zikr Hoga - by HumTum is back in Shayri-E-Dard
MANN NE CHAHA TERA SAATH THA by ANKIT RAO in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*~*~*~TERA HI NAAM HOGA~*~*~*~ by pankshivam in Shayri-E-Dard
Tera Kandha....mann by mann.mann in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Sonu
Guest
«Reply #46 on: May 17, 2009, 04:46:50 AM »
Reply with quote
shukriya Sanju bahut bahut shukriya... Usual Smile

GUD ONE SONU..
LIKHTEE RAHOO//
Logged
Sonu
Guest
«Reply #47 on: May 17, 2009, 04:48:16 AM »
Reply with quote
Sab kuch lootakar bhi hum apna,
Kuch paane ki aas lagaye baithe hai.

Seene mein sulag rahi hai armaan kayi,
Jinhe apna dost banaye baithe hai.

Jante hai tum saath nahi ho mere,
Phir bhi hum tumko apni dhadkan bana baithe hai.
Logged
pandit
Guest
«Reply #48 on: May 17, 2009, 04:23:02 PM »
Reply with quote
Sab kuch lootakar bhi hum apna,
Kuch paane ki aas lagaye baithe hai.

Seene mein sulag rahi hai armaan kayi,
Jinhe apna dost banaye baithe hai.

Jante hai tum saath nahi ho mere,
Phir bhi hum tumko apni dhadkan bana baithe hai.

wow great lines sonu...
kya baat hai?

aaj ek se badhkar ek....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #49 on: May 21, 2009, 06:03:36 AM »
Reply with quote
thanks Sanju.. Usual Smile

bus esei hi yaar... apka sath acha tha to eslea hath chalte rahey Usual Smile

wow great lines sonu...
kya baat hai?

aaj ek se badhkar ek....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #50 on: May 21, 2009, 06:05:50 AM »
Reply with quote
Daastaan is dil ki batane ko, mann karta hai,
Har pal teri baaho mei rehne ko, mann karta hai

Meri her saans teri saanso mei simat jaaye,
us hadd tak tera ho jaane ko, mann karta hai

Tere chehre pe woh ek muskaan laane ke liye,
Us khuda se bhi ruth jaane ko, mann karta hai

Jo udaas ho tu ek pal ke liye bhi,
Saari duniya se ladd jaane ko, mann karta hai
Dil kyaa cheez hai, ye rooh jiske naam kar doo,
Itna khaas tujhe banana ko, mann karta hai

Apni aakhon ke taro mei chupa loo aaj tujhe,
Utna tujhe khud mei utarne ko, mann karta hai
Logged
pandit
Guest
«Reply #51 on: May 21, 2009, 08:52:11 AM »

BAHUT ACCHE SONU..
LOVELY..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #52 on: May 22, 2009, 03:27:20 AM »
Reply with quote
shukriya Sanju... Usual Smile

BAHUT ACCHE SONU..
LOVELY..
Logged
Sager4u
Guest
«Reply #53 on: May 22, 2009, 03:48:34 AM »
Reply with quote
Sab kuch lootakar bhi hum apna,
Kuch paane ki aas lagaye baithe hai.

Seene mein sulag rahi hai armaan kayi,
Jinhe apna dost banaye baithe hai.

Jante hai tum saath nahi ho mere,
Phir bhi hum tumko apni dhadkan bana baithe hai.
Tum kahte ho k dil nahin hai tumhare paas, to her peshkash me dil nikalne ke liye itne dil kahaan se laate ho. Very nice.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #54 on: May 22, 2009, 04:01:19 AM »
Reply with quote
padosiow kaa dil udar pe late hai taki thudi si peshkash me jaan ah jaye per dil to padosiow ka hi dhakta hia naa esme mera thuda na..

bahut bahut shukriyaa

Tum kahte ho k dil nahin hai tumhare paas, to her peshkash me dil nikalne ke liye itne dil kahaan se laate ho. Very nice.....
Logged
pandit
Guest
«Reply #55 on: May 22, 2009, 05:51:11 AM »
Reply with quote
padosiow kaa dil udar pe late hai taki thudi si peshkash me jaan ah jaye per dil to padosiow ka hi dhakta hia naa esme mera thuda na..

bahut bahut shukriyaa

kya chal raha hai sonu idher?
bahut khoob....................
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 04:15:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.383 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer