Yaad ata hai

by Sonu on May 31, 2006, 05:45:19 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3683 times)
Sonu
Guest
«Reply #15 on: October 28, 2006, 06:08:58 AM »
Reply with quote
thanks sheytan.... bahut khoob....


is se pehle ke Bewafa ho jayin
kyon na aiy Dost hum juda ho jayain

Tu bhi hijr se ban gaya pathar
hum bhi kal jane kya se kya ho jayain

Tu kay yakta tha beshumar hoa
hum bhi totay to jabaja ho jayain

Hum bhi majboriyoon kay uzer karain
phir kahin or Mubtala ho jayain

Hum agar manzilein na ban payain
manzilon tak ka rasta ho jayin

Bandagi hum ne chor di hai SONU
kya karien log jab khuda ho jayain

Quote from: "waheed_rose2004"
very  nice   Sonu   ....Pooja  sis...............

teri  mohabbat ka is  kadar humein sila mila
iske siwa  hum per  aur bhi  sitam  hue......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Sonu
Guest
«Reply #16 on: November 06, 2006, 03:48:21 AM »
Reply with quote
shukriya Majid bahi.... apney kuch likha nahi....

Quote from: "majid"
nice 2 allllll lage raho....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: November 06, 2006, 03:48:40 AM »
Reply with quote
AITBAAR TOOTAY THO
WO BHI AISAY LOGON PAR
JIN KO APNA HAM JANAIN
JAB BHI GHAM SAY BHOJHAL HON
UN KO MAHRABA'N MANAIN
AITBAAR TOTAY TOU
AISAY ZAKHM MILTAY HAIN
JO KABHI NAHI BHARTAY
MAHRABAN SAYEE JAB HAM SAY ROOTH JAYEN TO
AISII DHOOP MILTII HAY
JIS MAIN ROOH JALTI HAY
AITBAAR TOOTAY TOU
DIL K AAINAY JO HAIN
WO BHI TOOT JATAY HAIN
WO JO AKS APNAY HON
WO BHI ROOTH JATAY HAIN
AITBAAR TOOTAY TOU
AISAY ZAKHM MILTAY HAIN
AISEE DHOOP MILTI HAY
AISAY AKS KHOTAY HAIN
LOOG HANS BHI LAIN SHAYAD
DIL HAMAISHA ROTAY HAIN
AITBAAR TOOTAY TOU......... ...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #18 on: November 09, 2006, 06:26:20 AM »
Reply with quote
mm keo ajkal man kesper ahya huya hia tumahara  glasses2 ... ju kuch likhney ko dil nahi ker rha hia  glasses2  keya baat hai bahi....  glasses2

Quote from: "majid"
nice one sis

bus aajkal mann kum ho raha hai
so sirf tareef kar deta hoon?
Logged
Sonu
Guest
«Reply #19 on: November 09, 2006, 07:19:59 AM »
Reply with quote
pekaa naa ehsi koi baat nahi.. are u sure.....  glasses2  ager koi ehsi vesi baat hai to mujhey batow key kes per humarey bahi ka dil ahya hia....

Quote from: "majid"
arey SIS aisi koi baat nahi hai...
bus aise hi ?
Logged
Sonu
Guest
«Reply #20 on: November 09, 2006, 07:28:47 AM »
Reply with quote
mmmm to vo khushnasib kon thi.. or ajkal tanhaow ko keo dost bena rakha hai...

raat dhal rahi ahi ahsonow kaa seylaab leyker
men bojhil hia mlaal leyker
ahkhey teyri bhi num hai meyri bhi num hai
ek anginat saval leyker....

Quote from: "majid"
are sis dil aaya use to kahi saal ho gaye hi....
bus yun samajhlo jispe dil aaya woh bechari meri tanhaayi to hai...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #21 on: November 09, 2006, 10:20:41 PM »
Reply with quote
shukriya Majid bahi....

bahut khoob...

Bikte hai gum husn ke bazaar me,
 lakho dard chipte hai ek chote se inkar me ,
ho jao ager jamane se khafa ,
to swagat hai hamari dosti ke darbar me

Quote from: "majid"
good one sis

HONTO PE HASI TO DIL MAIN DARD RAKHTE HAI....
JAANAT HOON KOI JAANE NA MERA DARD
ISLIYE KHUD KO CHUP RAKHTA HOON...

JAANTA HOON KHUSHI MERE NASEEB MAIN NAHI HAI
SHAYAD ISILIYE TANHAAYON SE MOHABBAT RAKHTE  HAI...
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #22 on: November 10, 2006, 07:57:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
shukriya Majid bahi....

bahut khoob...

Bikte hai gum husn ke bazaar me,
 lakho dard chipte hai ek chote se inkar me ,
ho jao ager jamane se khafa ,
to swagat hai hamari dosti ke darbar me

Quote from: "majid"
good one sis

HONTO PE HASI TO DIL MAIN DARD RAKHTE HAI....
JAANAT HOON KOI JAANE NA MERA DARD
ISLIYE KHUD KO CHUP RAKHTA HOON...

JAANTA HOON KHUSHI MERE NASEEB MAIN NAHI HAI
SHAYAD ISILIYE TANHAAYON SE MOHABBAT RAKHTE  HAI...


hmm to tum dono yahan DARD bant rhy ho Usual Smile but belive me ! bohat khubsurat likha ha Usual Smile

Apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai,
Pathar beech aaiana rakhna kitna mushkil hai !

Kitna aasaan hai tasveer banana oron ki,
Khud ko pas-e-aaiana rakhna kitna mushkil hai !

Tumnay mandir dekhay hongay, yeh mera aangan hai,
Ek diya bhi jalta rakhna kitna mushkil hai !

Chulu mein ho dard ka darya, dhyaan mein uskay honth,
Yun bhi khud ko pyassa rakhna kitna mushkil hai !
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: November 11, 2006, 06:54:28 AM »
Reply with quote
sadi app bhi ah jaow apko  kesney ruka hia... haan ab bahi bhen milker hi to dukhu kaa dard batengey app to kuch leyker ahti nahi hoon jo mil bant ker khaa leyey to hum bahi bhen ko dukh hi apas mey batney padengey naa phir... haan ager app key pass kuch or hia ju hum sab milker bantley to batow keya hai or ager koi khaney ki cheeze hai to jaldi lahow bahut bhukh lagi hai...

acha likha hai apney bahut khoob....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #24 on: November 11, 2006, 06:58:16 AM »
Reply with quote
koi dikha key roye to koi chup key roye....
hamey rulaney waley humey rula ker roye... marne ka mazaa to tab hai yarooo...
jab katil bhi khud janazey per humarey roye....


listen the song harey harey hum to dil sey harey... ager link na chaley to browser per likhdo yea link to yea song chal padeyga...

http://sound.mp3pk.com/indian/josh/5(mp3pk.com).mp3
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: November 15, 2006, 04:47:58 AM »
Reply with quote
bahut khoob Majid bahi....

Quote from: "majid"
DARD MILE TO KABHI NA NAHI KI....
DUKH MILE TO FARIYAD NAHI KI....
HO GAYE HUM BHI HASTE HASTE QATAL...
MAGAR FIR BHI KABHI AAH NAHI KI.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #26 on: November 15, 2006, 04:50:40 AM »
Reply with quote


Hai ulfat ki baat.. jo tum pahle samajh jatey,
Na baharo ki mahfil.. humein tanha tanha rulatey,
 
Sitaro ki chamak.. chand aane par bhi aati hai,
Andhero me, ujalo me.. teri surat nazar aati hai,
 
Yoon to armano ka aansoo bhara pyala.. bhi main tod to deti,
Nazaro ki wo akhri hasin tammanaye.. bhi main chhod to deti,
 
Main tanha tujhse door ik pal bhi.. ab rah nahi sek'ti,
Khamoshi se main dharkanoo se tujhko.. door kar nahin sekti,
 
Nahi dar iska mujhko ki.. tumjhe main paoun ya na paoun,
Hai dar iska ki maujhko ki.. tujhko main bhool na jaaoun,
 
Main chehra tera dil mein apne.. rakh'na nahi chahta,
Teri galo ki surkhiyaan.. aansuon se bhigona nahi chahta,
 
Jo agar tujhko dil mein apne.. main saja lunga,
Dar hai in hatho se kahin aur.. nai duniya ba'sa lunga,
 
Meri bewafai tujhko.. phir yoon hi tadpayegi,
Tu chahe phir kitna bhi.. mujhe na yoon yaad ayegi,
 
Tujhse main apne dil ki.. akhiri har ummeed kah dunga,
Dil mein teri tasweer rakhne ki jagah main.. jaan de dunga,
 
Tujhe kasam hai mangti hai.. meri chaahat ki jawaani,
Pyar tujhse karta hoon.. tu de mujhko pyar ki nishani,
 
Haan intzaar tere ikrar ka.. mujhe sari um'r rahega,
Kaya pal pal mera tadpana.. tujhe yoon hi achha lagega,
 
Maine ismein apna poora haal e dil bayaan kar diya,
Tere hi intzaar ne bazaar mein mujhko badnaam kar diya,
 
Magar Jalna meri shailly mein.. mujhe mera naam sikhata hai,
Andhera kitna bhi ho geh'ra.. sawera phir bhi ata hai,
 
Andheri raah ke Deepak aur raatoun main Chandra ki tarap'ti,
Aarzoo yehi hai ki koi.. musaafir saath to de de,
 
Haan mujhe yakin hai tum.. mere hamsafar ban hi jaoge,
Banke sooraj tum meri roshan jindagi mein.. chha hi jaoge
Logged
Sonu
Guest
«Reply #27 on: November 15, 2006, 11:05:50 PM »
Reply with quote
shukirya Majid bhai... bahut khoob bahut acha likha hia apney....

Quote from: "majid"
GOOD JOB SIS



jo dil key they kareeb wahi door ho gaye
sapney meri nigah key sab coor ho gaye
nafrat hamarey naam se kartey ho mager
hum to tumharey naam se mashoor ho gaye
mera sukoon_o_chain bhi bas main nahi raha
hum dil laga kar aap se majboor ho gaye
Logged
Sonu
Guest
«Reply #28 on: November 19, 2006, 04:49:50 AM »
Reply with quote
Lahar aati hai, kinaare se palat jaati hai...,
Yaad aati hai, dil mein simat jaati hai...,
Dono mein farak sirf itna hai...,
Lahar bewaqt aati hai, aur yaad har waqt aati hai..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: November 27, 2006, 06:32:01 AM »
Reply with quote
shukriyaa Majid bahi...

Quote from: "majid"
good one sis
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 03:28:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 21 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer