yaad

by Tosha on August 26, 2004, 10:55:51 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 16
ReplyPrint
Author  (Read 27607 times)
immi
Guest
«Reply #120 on: October 15, 2004, 07:52:19 PM »
Reply with quote
Yaad mein teri jahan ko bhulta jata hoon mein
Bulanewale kiya kabhi tujko yaad aata hoon mein
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
diljala
Guest
«Reply #121 on: October 16, 2004, 03:25:29 AM »
Reply with quote
Thanks To All

Haaton mein leeye paemana, jaam dhoonda karta hoon.
Tere sang gujarne ko, ek shaam dhoonda karta hoon.
Jab nikla hu.n dhoondne ko to wo shaam dhoond hi lunga mai.n
Ab to aa ja meri mayaat per sanam aaj shaam ko mai.n safar karta hu.n
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #122 on: October 16, 2004, 07:48:23 AM »
Reply with quote
wah!!!!!!!!! immi.....diljale
Logged
diljala
Guest
«Reply #123 on: October 17, 2004, 07:32:23 AM »
Reply with quote
Thanks to all

Urj hai

humne bhi samete hai apne daman mai.n dard
dakhe.n hai ke kudha ki ranjish kanha tak hai
har ashiue ke hud kuch to mukarar ki hogi kudh kuda ne
kudha ne poocha to kah diya dakh, jaha.n tak tere ye najar hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #124 on: October 17, 2004, 07:36:40 AM »
Reply with quote
nice..
Logged
diljala
Guest
«Reply #125 on: October 17, 2004, 09:59:57 AM »
Reply with quote
Thanks To All

Urj hai

Aik benaam ansoo meri aankhn main rehta hay
Jab bhi teri yaad aaye yeh mujh say kehta hay
Beh jaoun ya ruk jaoun, ya dharaktay dil ki sada bun jaoun
Bus ab to in aankhon ko us bewafa ka intezaar rahta hay
Gar woh ajaye samnay kabhi chaltay chaltay
Meri benaam dharkano ko nayee sada dejaye
Kayi un-kahe lafz meray tehreer ho jayen
Gar woh apnay kuch pal meray kar jaye
Janti hoon yeh keh ussay pyaar mujhse nahin magar
Phir bhi bewajah ussay pyaar karti hoon main
Shayed keh kabhi ek pal ke liye ussay khayal aaye
Koyi to hai jo mujhay chahta hay, main usay pyara hoon
Aur woh sab chorr kay meray paas ajaye
Par kahan yeh sab to is benaam ansoo ki hasratain hain
Jo puri bhi naa ho sakain, mit bhi naa sakain
Is benaam ansoo ko behnay naa dungi main
Bus uski mohabbat ko hi dil mei jaga dungi main
Logged
diljala
Guest
«Reply #126 on: October 18, 2004, 10:44:18 AM »
Reply with quote
Thanks To All

Urj hai

Hamara Dil Bhi Hai Kaliyon Ki Tarah ! !
Khila Kam Hai MurJhaaya Bohat Hai ! !
Humey Jisney Bholaya Aksar, ! ! ! !
Wohi Aik Shaakhs Yaad Aya Bohat Hai....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #127 on: October 18, 2004, 05:13:05 PM »
Reply with quote
nice....
Logged
immi
Guest
«Reply #128 on: October 18, 2004, 06:46:43 PM »
Reply with quote
bahot khub all of you.

Kisi sayar ne kaha hai
"waqt saari zindagi mein do hi guzre hai kathin
ek tere aane se pahle, ek tere jaane ke baad"
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #129 on: October 19, 2004, 08:45:58 AM »
Reply with quote
Great

Ques...
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #130 on: October 21, 2004, 08:55:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "diljala"
Thanks To All

Urj hai

Hamara Dil Bhi Hai Kaliyon Ki Tarah ! !
Khila Kam Hai MurJhaaya Bohat Hai ! !
Humey Jisney Bholaya Aksar, ! ! ! !
Wohi Aik Shaakhs Yaad Aya Bohat Hai....

nice 1

Na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye
Jahaan hai tere liye tu nahi jahaan ke liye
Logged
Tosha
Guest
«Reply #131 on: October 25, 2004, 08:16:04 PM »
Reply with quote
bahut khoob... sabhi ne bahut aache lafzo main baat bayan ki hai...!
Logged
diljala
Guest
«Reply #132 on: October 27, 2004, 07:50:27 AM »
Reply with quote
Thanks To All

Urj hai

jo Lafzo.n se jo baya.n na ho wo ishq hai
jiski annkho.n ki ki ho juba.n wo ishq hai
ishq mai.n lafzo ki jarurat hi nahi diljale
cherhe se ho baya.n wo ishq hai
bhul kar karo sb kuch, wo ishq hai
chahe kuch bhi ho anjam wo ishq hai
wase to hur koi ishq karta hai zindgi mai.n
chahe pata ho na humdum ka naam wo ishq hai
aur kya samjhaye.n aap ko ishq ka matalab
janha.n marne ka bhi na ho gam , wo ishq hai
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #133 on: October 27, 2004, 07:59:14 AM »
Reply with quote
Bahook khook.. wo ishq hai.. .

Well said Diljala....

Delhi say hoo tum Diljalay..
Delhi he may woo jalay..
Genkaa hum use karrahaa hai.. Autar yahaa...

"
Ques...
Logged
Tosha
Guest
«Reply #134 on: October 27, 2004, 02:01:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "diljala"

Par kahan yeh sab to is benaam ansoo ki hasratain hain
Jo puri bhi naa ho sakain, mit bhi naa sakain
Is benaam ansoo ko behnay naa dungi main
Bus uski mohabbat ko hi dil mei jaga dungi main


bahut khoob..!
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 16
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 25, 2025, 01:52:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[May 16, 2025, 08:38:38 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]

[April 09, 2025, 05:18:27 AM]

[April 09, 2025, 05:10:46 AM]

[April 09, 2025, 05:10:02 AM]

[April 09, 2025, 05:09:16 AM]

[April 09, 2025, 05:04:37 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer