~:: Aaj apne jishk ko benakab ho jaane Do ::~

by nirbhay on May 09, 2006, 11:43:26 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1613 times)
nirbhay
Guest
«Reply #15 on: May 10, 2006, 09:40:46 AM »
Reply with quote
Bohat khoobsurat Majid Bhai!

Rajbir bhaiya * Pooja Didi and Vikas bhai aap logon kii blessings hii chahiye tii mujhe, :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jaane Apne 'Seene' me... Saavan... by Saavan in Shayri for Khumar -e- Ishq
vikas2210
Guest
«Reply #16 on: May 10, 2006, 09:43:08 AM »
Reply with quote
Thats urs dear.......
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #17 on: May 10, 2006, 09:54:46 AM »
Reply with quote
duniya me dard hai kitna magar jiye ja .....
yuhi zindgi jeete jeete pyar kiye ja....
waqt ki nazakat na samajh yuhi her khushi piye ja....
duniya me rehna hai to bus pyar kiye ja.....
yuhi kabhi aate jate ikrar kiye ja .....
hasi wadiyo me yuhi tu bhi pyar kiye ja.....



FOR U NIBU & rosh
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #18 on: May 10, 2006, 12:10:30 PM »
Reply with quote
Tere Intezar mein mai bahut roya
Abb mujhe khwabon mein bhi na roone do

Pehna do mujhe IsQ ki chaadar
Haan mujhe Benakaab honey do

Do char kadam chalo tum bhi mere sath
aye duniya waalon hum dono ko khwabon mein khone do

Roone chahta hoon aansu khushi ke tere sath
Abb roo roo kar humein bebaak hone do
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #19 on: May 10, 2006, 01:47:26 PM »
Reply with quote
sabne bahut hi achcha likha hai.....bahut khoob
Logged
roshni246
Guest
«Reply #20 on: May 10, 2006, 01:49:25 PM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
duniya me dard hai kitna magar jiye ja .....
yuhi zindgi jeete jeete pyar kiye ja....
waqt ki nazakat na samajh yuhi her khushi piye ja....
duniya me rehna hai to bus pyar kiye ja.....
yuhi kabhi aate jate ikrar kiye ja .....
hasi wadiyo me yuhi tu bhi pyar kiye ja.....



FOR you NIBU & rosh


THX TUSHU!!!!!!!!!!!!! Puzzled !  Puzzled !  :oops:
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #21 on: May 10, 2006, 02:19:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Tere Intezar mein mai bahut roya
Abb mujhe khwabon mein bhi na roone do

Pehna do mujhe IsQ ki chaadar
Haan mujhe Benakaab honey do

Do char kadam chalo tum bhi mere sath
aye duniya waalon hum dono ko khwabon mein khone do

Roone chahta hoon aansu khushi ke tere sath
Abb roo roo kar humein bebaak hone do


bahut khoob nirbhay ji.. excellent......
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #22 on: May 10, 2006, 02:20:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
intezar kya hota hai ye mujhe tune bataya
karke mera intezar pyaar kerna mujhko sikhya

bekherb tujh se the haiera zindagi ke raaste
paas aake meri aarzo ko ek nayi manzil tak poonchaya

door jate rahe besabab tujh se hum
ek tere intezaar ne paas humme tere hai laya

sochte hum tu the hai azaab ye mohaabt
iski her uljhano ko pyaar se tune hatya

dil to hairaan tha tujh se anjaan tha
tere isi intezaar ne do dilo ko hai milaya


~rosh~


wah wah bahut khoob.....
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #23 on: May 13, 2006, 05:54:17 PM »
Reply with quote
Meri Manzzil thi tumhein aapna banaa
Tumhein paakar tumahri bahoon mein samaana
Har nazar mein har shehar meein
Har Guzar mein har Sehar mein
Tujhe manmeet aapne mann mein Sajana
Teri hii thi khwahish, bs yehi tha mera afsana
Fhir ek shab aayi aaisii, ke shoom hogaya mujhse begana
Ek taraf to mai kharaa the baahein failaye
Aaur uss taraf se hua tera bhi aana
Ke umeedein kuch iss tarah tadap rahiin thee meeri
Aaur kuch iss tarah hua mera tujhe haal-e-dil sunana
Ke tum se bhi hua na aaur apne hawaal-e-dil chipna
Tum mile hum tumse mile, hamara hua ek sapno ka aashiyana

Fhir halaat aaur bhi kuch roo baro hua mujhse
Wo logg mile mujhe to bewafa kah ke khafaa they tujhse
Shayad unko bahut khatak gayaa hum dono ka ek ho jaana
Humne to baanta ek humdard, ek hum fasana…..
Parr kyun bann gayaa mera dushmann ye zalim zamana ?
Kyun wo mere sath meri khusiaan nahi baantey
Kyun aacha nahi lagta unko aapno kii khusioon mein sharik ho jaana
Mere liye na sahi, parr kya unko pasand nahi tumhara bhi muskuarana
Kyun unko pasand naih tumhari pasand ko tumhare paas aanaa
Chahtein hain agar wo tumhein,to kyun chahtein hain tumhein Rulaana
Ya to dil nahi hai unke paas, ya unko aataa nahi naatey nibhaana
Kuch aaisaa ban gaya hai chandd dino ki kash-m-kash mein ye fasana
Mera dushman hue mere apne, Tera dushman terey doston ka gharana!!


~! Neer !~
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #24 on: May 13, 2006, 06:33:40 PM »
Reply with quote
bahot  khoob  Nirbhay,..........  tushar..............
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #25 on: May 13, 2006, 06:39:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Dedicated to Roshni..

Chipa rakha tha anchal mein Isq ko
Aaj aapne Jishk ko benakaab ho jaane do

Rang roop mein kya rakha hai Jaana
Dil se dil ke bich baatein ho jaane do

Apne bich mai saare faaslon ko mita dunga
Haan humko muhabaat hai sabko bata dunga
Bass tum aaur mujhe shack na karna
Sitam zamana lakh karey to kartey jaane do

Chipaa rakhey they armaan tumne bhi dil mein
Apne dil ko abb bekhauf nirbhay ho jaane do

Door to mai tumhare ehsaas se nahi hona chahta
Parr dil hai ki tumhara khwaab hai dekhna chahta
Shab to dhalne mein abhie WaQt baaQi hai bahut
Parr Roshni bharaa khwaab dekhna hai mujhe, bass isliye soo jaane do!


~! Neer !~


Fanatastic Neer dada..... Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 04, 2024, 10:53:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer