~*~Aye Meri Sanam~*~

by badnaam_shayar on June 03, 2006, 11:11:29 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Author  (Read 5167 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #75 on: June 11, 2006, 04:25:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "HANNU"
kya khub likha hai badnaam ji and roshni ji very nice........... =D>  =D>  =D>  =D>


YE DIL PHIRE DHADKE GA PYAAR ME,
AGAR TUM MILNE AA JAO!

YE GAMO KI SHAM DHALE JAYE GI,
AGAR TUM MILNE AA JAO!

HUME GAM HAI KI HUME ZINDGI MAI KHUCH NA MILA,
YE GAM BHI NA RAHE GA AGAR TUM MILNE AA JAO!



Bahut accha likha Hannu bhai......Gud Work aise hee likhte rahiye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Roothey Ho Sanam, Mere Sanam Sanam by robin_abdul in Shayri-E-Dard
YuiN na Ulzhi Meri ZulfoN se O sanam by harashmahajan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
*Meri Zindagi Ko Na Lo Sanam* by Roja in Miscellaneous Shayri
MERI SANAM by UDASS.1 in Shayri for Khumar -e- Ishq
***Sanam Meri Manzil Hai Tu*** by AVTAR RAYAT in Share:Love Poetry
HANNU
Guest
«Reply #76 on: June 11, 2006, 06:43:04 AM »
Reply with quote
thanx...........Mrkotain ji and badnaam ji.......!
Logged
HANNU
Guest
«Reply #77 on: June 11, 2006, 06:53:55 AM »
Reply with quote
koi laye ga meri dil ki tadpe kaha se ,
tu mare dil ka heseen arman hai mari ankho ka rumani khab hai,

 aje mere dil ka ye haseen arman chori ho gaya,
 aesa lagta hai mera jism se rooh alg ho gai ,

na majboori thi na bebashi thi,
bewafa ye bewafai bhi teri ek ada thi.
Logged
sangy
Guest
«Reply #78 on: June 11, 2006, 03:54:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Bohat Khoob all...

Yeah...Gourav Bro you really wrote awesum...That you left spellless me 2
...Ziyada to kuch naih 4 linein hein aapke liye


Agar Ehsaas Ho To Mohabbat Ko Kar Lo Mehsoos,
Yeh Woh Jazba Hai Jo Lafzoun Main Samjhaya Nahi Jata

Dosti Kay Liye Mohabbat Aur Khuloos Hai Lazim
Har Haath Milane Walay Ko Dost Samjha Nahi Jata

Bohat Kam Hain Log Jo Dil Main Utar Jate Hain
Har Rah Chalte Ko Apna Banaya Nahi Jata

Koshish Say Badal Jati Hain Taqdeerain
Day Kar Ilzaam Qismat ko Aur Dil Ko Behlaya Nahi Jata


Sorry counting mistake 8 Lines hein :lol:


waah kya khoob kaha nirbhayji Usual Smile
Logged
HANNU
Guest
«Reply #79 on: June 11, 2006, 06:36:19 PM »
Reply with quote
Dil khush hai aaj unse mulaqat ho gai,
vo door se hi baat hui per baat ho gai,

Unse hamara koi talook to baan gaya,
bigade bhi agar to badi baat ho gai,

Dhadkan badi to sanso ki khusboo bhikare gai,
achal uda to rang ki brsaat ho gai,

Ji chahta hai maan hi lu khoda ko,
hume jiska yakeen na tha vo baat ho gai,
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #80 on: June 12, 2006, 03:10:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "HANNU"
Dil khush hai aaj unse mulaqat ho gai,
vo door se hi baat hui per baat ho gai,

Unse hamara koi talook to baan gaya,
bigade bhi agar to badi baat ho gai,

Dhadkan badi to sanso ki khusboo bhikare gai,
achal uda to rang ki brsaat ho gai,

Ji chahta hai maan hi lu khoda ko,
hume jiska yakeen na tha vo baat ho gai,


Bahut accha likha hai Hannu bhai.....dheere dheere tum bhi perfect ho rahe ho.... =D>
Logged
HANNU
Guest
«Reply #81 on: June 12, 2006, 09:03:33 AM »
Reply with quote
Bhot........Bhot..........sukriya badnaam ji..........
thanx................

 Unhone Dil Ka Haal Batana Chode Dia,
Hum Ne  Bhi Gehraaio Me Jaana  Chod Dia,

Jab Unhe Hi Dooriyo Ka Ehssaa Na Raha,
Humne Bhi Ehssas Dilaana Chod Diya,

Vo Kahate Hai Bhool Jaye Unhe,
Unhe Bhool Jau Ab Munasibe Nahi,

Bhoolau To Bhi kistrah Bhoolau Unhe,
Vo Hapeekt Hai koi  Khab Nahi,

Kisi Ne Loot Li shaam mare ashiyane Ki,
Mere Pyaar Ko Lag Gai Nazar Is Jamane Ki,

Kon kahta Hai Chaht Pe Sabhi Ka Haak Hai,
Tu Jise Chahe Tera Pyaar Usi Ka Haak Hai,

Mujhe Kah De Tera Hath Kise Pesh Karu,
Ye Murado ki Haseen Shaam Kise Pesh Karu,
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #82 on: June 12, 2006, 10:23:35 AM »
Reply with quote
Superb Hannu bhai Kya baat hai.....aapne bhi dil lagana shuru kar dia.....

Tumhare Pesh-E-Khidmat me hum apna Dil laye hai.....
Saja ke kuch jharonke tumhe aaj apna banane aaye hai.....

Kar chala hoon tumhe naam apni Jaan-e-Jigar.....
Intezaar karna mera Sanam lamba hai Safar.......

HaQiQaT nahi yeh Khawaab hai mera toh kya.....
Tumhe Janasheen bana ke apne Saath le jaane aaye hai.....

Tumhare Pesh-E-Khidmat me hum apna Dil laye hai.....
Logged
HANNU
Guest
«Reply #83 on: June 12, 2006, 07:53:48 PM »
Reply with quote
bhot khub badnaam ji kya likha wah wah................ =D>


Is jalim intzaar ki ruksai kab hogi,
Or didaar mere hum raj ka hoga,

Kuch paal ka waqt hai mere pass,
Ab mot ka frista bhi meri firat me hoga,
Logged
Pooja
Guest
«Reply #84 on: June 12, 2006, 08:20:59 PM »
Reply with quote
wah Hannu and badnaam shayar ji bahoot khoob!! magar hannu yah khumar mai judai aor dard bhari shayari kayun.....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #85 on: June 13, 2006, 03:08:18 AM »
Reply with quote
bahut khub Hannu and Gaurav.........

le aaj hum tere pyaar mein had se gujar gaye
sapane mere aaj sab haqaikat mein dhal gaye

sochte they jinko raat bhar apni tanhaiyon mein
aaj wahi mujhko mere hamsafar ban ke mil gaye

chhaya unke ishqe ka khumar mujhe per aisa
ki woh meri nazmo me ke  sahbado mein dhal gaye

karte rahe woh  wada mujeh se pyaar nibhane ka
hum bhi  pyaar ke nashe mein aitbaar un per kar gaye

jaane ab yeh jindagi hamko le jaye kahan
per aaj ke yeh pal toh tere pyaar ke saye mein gujar gaye
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #86 on: June 14, 2006, 12:30:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khub Hannu and Gaurav.........

le aaj hum tere pyaar mein had se gujar gaye
sapane mere aaj sab haqaikat mein dhal gaye

sochte they jinko raat bhar apni tanhaiyon mein
aaj wahi mujhko mere hamsafar ban ke mil gaye

chhaya unke ishqe ka khumar mujhe per aisa
ki woh meri nazmo me ke  sahbado mein dhal gaye

karte rahe woh  wada mujeh se pyaar nibhane ka
hum bhi  pyaar ke nashe mein aitbaar un per kar gaye

jaane ab yeh jindagi hamko le jaye kahan
per aaj ke yeh pal toh tere pyaar ke saye mein gujar gaye


Gud One RanJu.......


Sookh gaye patte pade ke.....Sab Gul murjha gaye......
Tadap ki ek aaah nikli toh hum teri yaadon ke kareeb aa gaye......

Bhoolna chaha par tere saath woh beete pal Yaad aa gaye......
Reh gayi thi baatein kuch adhoori shayad isi liye Zinda Kabr se uth kar aa gaye.......

Teri woh Shabnami jheel see ankhein woh Chand sa mukhra......
Chaha jo tujhe phir se hum Khushion ki nagri me aa gaye......

Reh gaya peeche sirf ek beeta kal jo humne tere begair tha saha.....
Aaj phir jhumte nachte tere Pyar ko roshan karne aa gaye.......!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #87 on: June 14, 2006, 06:53:17 PM »
Reply with quote
hamne yun bhi jindagi se pyaar kiya
khamosh rahe teri mehfil mein
lekin kadam kadam per apni mohabbat ke izhaar kiya

ashaqi ki had se gujar jaate hum
kayamat se pehle  kayamat ko hamne sawikaar kiya

sagar kabhi na saka nadi ke pass
hamne  nadi ki tarah tujh mein sama ke
apni mohabbat ka yun izhaar kiya........

khamosh rahe  teri mehfil mein hum sada
aur beegate pyaar ke mosam mein bas .........
nazaro se tuje hi pyaar kiya..........................
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #88 on: June 14, 2006, 06:58:31 PM »
Reply with quote
teri mehfil mein, bala zuban se kuch na kaha ho
ankhoin he ankhoin mein haar pal izhar kiya

kisi aur ki barhe mein bala socha na ho
dil he dil mein tujhse pyar hai kiya
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #89 on: June 23, 2006, 05:54:56 PM »
Reply with quote
Gud Job anjaani

Pyar kia aye sanam phir Dil tumhara ruswaa kyu hai.....
Sochta hoon jo the beete pal aaj bhi woh yaadein Khushnuma kyu hai......

Aye meri Sanam aaj tu mujhse Door kyu hai.....
Chayi hai Udaasi toh Dil me Suroor kyu hai......!!!!!!!
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 09:53:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer