Baichen ho gaye ho tum.....

by chitra on March 06, 2006, 01:57:41 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 17
ReplyPrint
Author  (Read 9804 times)
chitra
Guest
«Reply #15 on: March 07, 2006, 05:05:11 PM »
Reply with quote
POOJA JI....!!
-:Aage ki baat humne puri kar dee hai:-
        ____________________________________

Lagta  hai apke dimaag mein unka khumaar chhaaya hai
socha na tha apne chahato ka wo mukaam aaya hai
dekhte hai muskraate huye unko apke chehare mein
tabhi to apki shayari mein kya nikhaar aaya hai
        ____________________________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Baichen Khamoshi by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
kha gaye by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4 »
Tum kya Gaye by Jazztunez in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tum hume bhool gaye,bhool gaye by karan q in Shayri for Dard -e- Judai
Kadi Kol Aa Gaye Kadi Door Ho Gaye by Naya_Daur in Shayri for Khumar -e- Ishq
HumTum is back
Guest
«Reply #16 on: March 07, 2006, 05:09:35 PM »
Reply with quote
nice one chitra !!

woh meri rooh mein mere jism o jaan mein samaya hai
jab bhi dekhu mein aaina uska hi aks nazar aaya hai
rehta hai har lamha mere sath meri parchai ban ke woh
paa ke usko humne to muhhobat ka khuda paya hai !!  
Logged
chitra
Guest
«Reply #17 on: March 07, 2006, 05:13:58 PM »
Reply with quote
SAMIR JI
khooshbu jo jahaan mahka rahi, wo teri hai ya meri hai
dhadkane jo saaz sajaa rahi, wo teri hai ya mere hai
"hum tum" mein itna bekhud ho ke jaan paate nahi
ke bekhudee is aalam mein chha rahi hai
uski wajah mohabbat teri hai ya mere hai
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #18 on: March 08, 2006, 12:16:48 AM »
Reply with quote
ye pal jo humhe mila raha hai
ye tera hisa ka hai yan meri ka hai

ye jo aag bhuj rahi hai
ye teri koshish hai yan meri koshish ka hai

itni kushi jo mil rahi hai
teri duan ka asar hain yahan meri ka hai

ye fasla jo kam ho raha hai
ye tera varat ka hai yahan mera varat ka

ye mohabbat jo phir se hona laghi hai
tumse shoro huwi hai yan humse shoro huwi hai

ajj hum aik jo ho chuka hai
teri mohabbat ka pal hain yahan meri ka hai

just a try

humtum....chitra,pooja, and burnin vry nice
Logged
BeNam
Guest
«Reply #19 on: March 08, 2006, 03:48:46 AM »
Reply with quote
Bahot khub likha hai sab ne! Welcome to Yoindia Chitra!

Deewana kisi bhi haal main kyun na rahe,
Hothon pe bus tera naam humdum rahe,
Mahobat meri her haal main teri rahe,
Khwaishe toh bahot hai deewane dil ki,
Tu bhi kahe de "tera mera sath janmon janmon tak rahe!"
Logged
chitra
Guest
«Reply #20 on: March 08, 2006, 02:03:39 PM »
Reply with quote
Shukriya Benam ji.....and...Anjani ..ji


Is mahfil mein kya... gazab ka nasha chhaya hai
Hosh walo ne mohbbat mein khud ko majboor paya hai
"khawahish  thi jinki bahoot naam paane ki"
ek "ANJANI_SI" ne unko "BENAM" banaya hai
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #21 on: March 08, 2006, 02:17:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"
ye pal jo humhe mila raha hai
ye tera hisa ka hai yan meri ka hai

ye jo aag bhuj rahi hai
ye teri koshish hai yan meri koshish ka hai

itni kushi jo mil rahi hai
teri duan ka asar hain yahan meri ka hai

ye fasla jo kam ho raha hai
ye tera varat ka hai yahan mera varat ka

ye mohabbat jo phir se hona laghi hai
tumse shoro huwi hai yan humse shoro huwi hai

ajj hum aik jo ho chuka hai
teri mohabbat ka pal hain yahan meri ka hai

just a try

humtum....chitra,pooja, and burnin vry nice


very nice ... Anjani ji !!


yeh ishq asia nasha hai jo jeete karta hai sair jannzat ki
jisko ho jaye yeh nasha to har shai haseeen lagti hai
har lamha kissi ki meethi batien yaad aati rehti hai
katein bhi ban jate hai phool, har fiza rangeen lagti hai !!
Logged
nikki
Guest
«Reply #22 on: March 08, 2006, 02:26:58 PM »
Reply with quote
bahut khoob all of u above....
Logged
chitra
Guest
«Reply #23 on: March 08, 2006, 02:46:57 PM »
Reply with quote
HUM TUM    jiiii..
kya kahane humare dil mein apke samane ke andaj ka.......
apki seene ki tapish ka jo  kaatil hai humare  karaar ka....

________________
Jab uthaate ho kor parde ki
"Hum Tum" se sharmaye jate hai

Tadpate lab apke bin kahe
palko ko chhuye jate hai

Dhadkate dilon ke shor mein
"hum-Tum " se lipate huye jate hai

Jab bhar lete ho aaho mein
"Hum Tum" mein samaye huye jate hai
_____________________________
**
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #24 on: March 08, 2006, 03:06:14 PM »
Reply with quote
Nice one Chitra ji !!

dil mein teri yadoon ke Armaan basaye huye
baithey hai teri tasveer ko dil se lgaye huye

beete huye palo i yaddon ko samet ke sanam
tassvuur mein pyaar ka Asiyaan baneye huye

dekho! ho gaye yuk jaan ab hum cahchane wale
"HumTum" mein samye huye "TumHum" mein smaye huye !!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #25 on: March 08, 2006, 03:11:22 PM »
Reply with quote
Kya kehna hai Chitra aur HumTum :D
Logged
chitra
Guest
«Reply #26 on: March 08, 2006, 04:35:04 PM »
Reply with quote
Thanks Raj Ji


Hum Tum ji .... Hosh rakhiyegaa......!!!!!

Dil se laga rakhi jo tasveer tune
us mein jahaan basane aayi hoon

armaan basaye hai jitne bhi tune
unhe anjaam dene aayi hoon

ek ashiyaana banaaya hai tune
usme palakein jhukaaye  aayi hoon

ye raat yaad rahegee tumko "O Jana"
teri jaan ko apni jaan banaane aayi hoon
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #27 on: March 09, 2006, 12:06:22 AM »
Reply with quote
Chitra

kya kahen siwa iske... wah wah wah

Rajbir
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: March 09, 2006, 02:25:56 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob chitra and Humtum ji!!! dono ne ek se bar ker ek likha hai,......
Logged
chitra
Guest
«Reply #29 on: March 09, 2006, 09:24:40 AM »
Reply with quote
THANKS RAJBIR JI & POOJA JI

AAP HI KA SAATH HAI JO HAME YAHAA LE AAYA...
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 17
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 06:46:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer