CHAAH KAR BHI BHULA NA SAKAA....MKV

by mkv on September 11, 2012, 07:40:30 AM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 2595 times)
mkv
Guest
«Reply #15 on: September 12, 2012, 10:38:47 AM »
Reply with quote
bahut behtreen peshkash.....bahut bahut bdhayi....
aapko rau de rahe hain...
Bahut bahut shukriya
Mere paas shabda nahee hai aapki is hausla-afjaai ke evaj me.
Sach poochiye to jab koi dil se taareef karta hai to…bahut bahut accha laga.
Bas yun hi saath dete rahiyega.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Usey, koun hai jo bulaa sakaa! by abdbundeli in Ghazals
Hamain tumhaaree chaah hai, Tumhain hamaaree chaah! by abdbundeli in Shairi - E - Zindagi
Main sakaa na jaan, ki, khwaab hai by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tujhe Aj tak Na Bhula sakaa...... by Rahul raj gupta in Shayri for Dard -e- Judai
Zameen pe chal naa sakaa aasmaan se bhi gyaa (NM) by the soul shaker in Share: Poetry of Pain
mkv
Guest
«Reply #16 on: September 12, 2012, 03:30:25 PM »
Reply with quote

waaaaaaaaaaaaaaaaaah
Applause Applause Applause
Shukriya Adil bhai
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #17 on: September 12, 2012, 03:57:05 PM »
Reply with quote
MaiN  tujhe chah kar bhee bhula na sakaa. jindgee kaa  koi geet gaa na sakaa
Khwaab meN bhee mai tumko bulaata rahaa, chaahkar bhee jhalak teree paa na sakaa

koee lamhaa bhi ho jindgee ka mere, Yaad aatee rahee mujhko pal pal teree
Haath meN kaur rakhkar mai baitha rahaa, yaad tumko kiyaa aur khaa na sakaa         

Tum bulaao mujhe aur aauuN  na maiN, vaaqiyaa koi aisaa huaa hee naheeN
Tum bataao mujhe mera vaada koee, jisko karke mai tumse nibhaa na sakaa

Sochta huN mai baitha jameeN par yahaaN,  jindgee meree tum bin naheeN ab rahee
Kyaa bataauN mai kitna pareshaan huN, kyoN bhala pyar tera mai paa na sakaa

Meri khushiyaN ho tum meri taqdeer tum ,  jo mujhe baaNdh le vo ho janjeer tum
Tera naata ‘mukesh’ se naheeN nazroN kaa, laakh koshish kiyaa par bataa na sakaa


Mukesh ji kalam ki bhasha batah rahi hai abhilasha.Shayro kay sang patzhar bhi sawan lagta hai.bahut khoob motiyu ki mala pirotay hai aap.
Logged
mkv
Guest
«Reply #18 on: September 12, 2012, 04:04:56 PM »
Reply with quote
Mukesh ji kalam ki bhasha batah rahi hai abhilasha.Shayro kay sang patzhar bhi sawan lagta hai.bahut khoob motiyu ki mala pirotay hai aap.
Bahut Bahut shukriya aapka Sushilbansal jee
jee shayad aapne sach kaha hai.
Dil khush kar diya aapke shabdon ne.
aage bhi saath dete rahenge..bas yahi ummeed hai.
Logged
mkv
Guest
«Reply #19 on: September 12, 2012, 05:18:56 PM »
Reply with quote
Bahut   khoob   mukesh ji .  lambi  bahr 
mein  likhna   aaasan  nahin  , phir bhi
aapne  khoob   nibhaya  hai. mubarakbaad.
Shukriya Sir
ye sab aapki den hai Sir, koshish jaari hai meri taraf se.
Logged
mkv
Guest
«Reply #20 on: September 13, 2012, 06:07:43 AM »
Reply with quote
Simply superb.
Par sabse achchaa sher ye waalaa lagaa
....
Haath me kaur rakhke baithaa rahaa.
Yaad tujhko kiyaa aour khaa naa sakaa..
....
Ye sher wakai kamaal ka rahaa.
Wese to har line hee apne aap me bahoot khoobsurat hai.
Es behtareen kalaam pe hamaaree hazaro daad kabool keejeeye.
Daad kabool jaroor kar lenaa  agar kisee dustbin me padee huyee milee to bahoot buraa hogaa.... Just kidding... Plz do't mind bhaai
...
Buraa mat plz bhaai ek aap hee hai jinkee post pe ham dil kholkar comment kar dete hai..... Warnaa kisee aour kee post pe aese comment karne se pahle hazaro baar sochnaa padtaa hai.
Jee bhai, aap kuch bhi kah sakte ho.
Logged
mkv
Guest
«Reply #21 on: September 14, 2012, 02:38:24 AM »
Reply with quote
Wah Wah Mukesh Ji Bahut Khub Clapping Smiley Clapping Smiley
thanks sanjeev jee
Logged
mkv
Guest
«Reply #22 on: September 15, 2012, 03:05:48 AM »
Reply with quote
Bahut bahut umda bahut acche gazal likhi hai apne mukesh ji jaisa ki Hasan sir ne likha hai lambi behr me likna bahut muskil hai par aapne ise bahut acche se nibhaya hai waqai aapne bahut acchi aur qamyaab kosis ki hai meri oar se dheron daad aur mubarakbaad qabool kijiye, Aur EK rau ke to haqdaar hain hi Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Bahut bahut shukriya Pankaj bhai..mere dost
Logged
mkv
Guest
«Reply #23 on: September 15, 2012, 01:41:45 PM »
Reply with quote
very very nice lines mkv ji
Thanks SPS jee
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #24 on: September 15, 2012, 03:41:30 PM »
Reply with quote
MaiN  tujhe chah kar bhee bhula na sakaa. jindgee kaa  koi geet gaa na sakaa
Khwaab meN bhee mai tumko bulaata rahaa, chaahkar bhee jhalak teree paa na sakaa

koee lamhaa bhi ho jindgee ka mere, Yaad aatee rahee mujhko pal pal teree
Haath meN kaur rakhkar mai baitha rahaa, yaad tumko kiyaa aur khaa na sakaa
 
rakh kar haath mein luqmaa main baitha rahaa,   Usual Smile    

Tum bulaao mujhe aur aauuN  na maiN, vaaqiyaa koi aisaa huaa hee naheeN
Tum bataao mujhe mera vaada koee, jisko karke mai tumse nibhaa na sakaa

Sochta huN mai baitha jameeN par yahaaN,  jindgee meree tum bin naheeN ab rahee
Kyaa bataauN mai kitna pareshaan huN, kyoN bhala pyar tera mai paa na sakaa

Meri khushiyaN ho tum meri taqdeer tum ,  jo mujhe baaNdh le vo ho janjeer tum
Tera naata ‘mukesh’ se naheeN nazroN kaa, laakh koshish kiyaa par bataa na sakaa




naaaaaaaice--mkv Usual Smile Usual Smile Usual Smile zameen, zindagi, zanjeer
Logged
mkv
Guest
«Reply #25 on: September 16, 2012, 03:28:43 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut badiya. very very nice mkv jee  Thumbs UP
shukriya
Logged
mkv
Guest
«Reply #26 on: September 16, 2012, 01:03:58 PM »
Reply with quote
waah bohat achee ghazal kahee aa ne ....bohat c daad.......
Shukriya laaiba jee
Logged
mkv
Guest
«Reply #27 on: September 16, 2012, 05:45:41 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khub MKV Ji Applause

Shad o Aabaad Rahiye...

Shihab
shukriya shihab jee
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #28 on: September 16, 2012, 05:51:41 PM »
Reply with quote
MaiN  tujhe chah kar bhee bhula na sakaa. zindgee kaa  koi geet gaa na sakaa
Khwaab meN bhee mai tumko bulaata rahaa, chaahkar bhee jhalak teree paa na sakaa

koee lamhaa bhi ho zindgee ka mere, Yaad aatee rahee mujhko pal pal teree
Haath meN kaur rakhkar mai baitha rahaa, yaad tumko kiyaa aur khaa na sakaa         

Tum bulaao mujhe aur aauuN  na maiN, vaaqiyaa koi aisaa huaa hee naheeN
Tum bataao mujhe mera vaada koee, jisko karke mai tumse nibhaa na sakaa

Sochta huN mai baitha zameeN par yahaaN,  zindgee meree tum bin naheeN ab rahee
Kyaa bataauN mai kitna pareshaan huN, kyoN bhala pyar tera mai paa na sakaa

Meri khushiyaN ho tum meri taqdeer tum ,  jo mujhe baaNdh le vo ho zanjeer tum
Tera naata ‘mukesh’ se naheeN nazroN kaa, laakh koshish kiyaa par bataa na sakaa



good one
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #29 on: September 16, 2012, 05:54:20 PM »
Reply with quote
Waah waah waah !!! Bahaut hi khoob Mukesh ji. Dil ki gehraaee se nikle alfaaz jinhein ek niraale andaaz mein piroya. Daad o mubarakbaad!!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 10:13:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.177 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer