chand lamho ke baad..................

by purani_jeans_aur_guitar on June 27, 2006, 02:06:21 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1754 times)
ranjana
Guest
«Reply #15 on: July 09, 2006, 09:55:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
kahi murdo ko bhi na ho jaaye sans lene ki tamanna
ki hawao mai ghul gayi hai khusboo mere yaar ki

....................@fahi@.....................


bahut khub fahi ...........

apne dil ki hi baat mere apne dil se hui
der tak jab bhi baate teri tasveer se hui

machal ke teh gaye dil mein mere tufaan
jab baat mohabbat ki nazaro se nazaro ki hui
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chand Lamho Ki Yaad by eesha in Shayri-E-Dard
guzre hue lamho ka zakham hai dil par by Pushkar_singh in Shayri-E-Dard
lamho ki guzarish by NABROY in Shairi for Manzar -e- Kudrat
sansei un lamho ki by ashutosh singh in Shayri for Khumar -e- Ishq
tabassum shakeel
Guest
«Reply #16 on: July 09, 2006, 02:39:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
kahi murdo ko bhi na ho jaaye sans lene ki tamanna
ki hawao mai ghul gayi hai khusboo mere yaar ki

....................@fahi@.....................


nice one faahi
yaad main usko karun sara ghar mahak jaae
sab hi phir jante hain maine usko yaad kiya
aisi khushboo hai yaad  e hamdam ki
yaad karna bhi ek museebat hai.....................
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #17 on: July 09, 2006, 02:56:30 PM »
Reply with quote
dear SD ji........support unhe kijiye jinhe iski jyada zaroorat hai.........aap sabki duaye to hai mere saath ,,,,phir bhala mujhe kiska dar.(thanx)

unse jab hamari nighahein ladne lagi
dhadkane meri berafta  badhne lagi
ho gaya dil mera unke ishq ka rogi aisa
chand lamho ke judayi se jaan nikalne lagi

..................@fahi@........................

 

Quote from: "shayar_dildaar"
Fahi bhai likho tum..Hum tumko support karenge....Ache likhto ho tum..
Very nice stuff!!!1
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #18 on: July 09, 2006, 03:00:35 PM »
Reply with quote
bahut khub tabassum ji ..............sadgi se bahut kuch keh diya.........

 ood lo anchal ko chand se chehre per sanam
 ki kahi lag na jaaye us aasmaani chand ki nazar

.....................@fahi@...........................

Quote from: "tabassum shakeel"
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
kahi murdo ko bhi na ho jaaye sans lene ki tamanna
ki hawao mai ghul gayi hai khusboo mere yaar ki

....................@fahi@.....................


nice one faahi
yaad main usko karun sara ghar mahak jaae
sab hi phir jante hain maine usko yaad kiya
aisi khushboo hai yaad  e hamdam ki
yaad karna bhi ek museebat hai.....................
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #19 on: July 09, 2006, 03:03:43 PM »
Reply with quote
nice 1 ...............

 hai, na hum tanha tere jaane ke baad bhi
 ki teri yaadon ke kaafile chalte hai sham-o-seher

.................@fahi@.....................
Quote from: "ranjana"
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
kahi murdo ko bhi na ho jaaye sans lene ki tamanna
ki hawao mai ghul gayi hai khusboo mere yaar ki

....................@fahi@.....................


bahut khub fahi ...........

apne dil ki hi baat mere apne dil se hui
der tak jab bhi baate teri tasveer se hui

machal ke teh gaye dil mein mere tufaan
jab baat mohabbat ki nazaro se nazaro ki hui
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #20 on: July 09, 2006, 03:06:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
bahut khub tabassum ji ..............sadgi se bahut kuch keh diya.........

 ood lo anchal ko chand se chehre per sanam
 ki kahi lag na jaaye us aasmaani chand ki nazar

.....................@fahi@...........................

Quote from: "tabassum shakeel"
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
kahi murdo ko bhi na ho jaaye sans lene ki tamanna
ki hawao mai ghul gayi hai khusboo mere yaar ki

....................@fahi@.....................


nice one faahi
yaad main usko karun sara ghar mahak jaae
sab hi phir jante hain maine usko yaad kiya
aisi khushboo hai yaad  e hamdam ki
yaad karna bhi ek museebat hai.....................



bahut hi caring thought hai aisa likha hua hamesha achcha lagta hai

teri nigah ne rakhli meri haya varna
mera naqaab kab tere liye naqaab raha
na ham ko dekhe koi ham ko bhi pasand hai ye
aur vo bhi achcha lage jisko ye pasand aae
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #21 on: July 09, 2006, 03:29:00 PM »
Reply with quote
very gud once again............


apni haya ke parde se mile jo kabhi fursat tumhe
ek nazar meri kabar per bhi daalna aey sanam

.................@fahi@...................
Logged
ranjana
Guest
«Reply #22 on: July 09, 2006, 04:42:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
nice 1 ...............

 hai, na hum tanha tere jaane ke baad bhi
 ki teri yaadon ke kaafile chalte hai sham-o-seher

.................@fahi@.....................
Quote from: "ranjana"
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
kahi murdo ko bhi na ho jaaye sans lene ki tamanna
ki hawao mai ghul gayi hai khusboo mere yaar ki

....................@fahi@.....................


bahut khub fahi ...........

apne dil ki hi baat mere apne dil se hui
der tak jab bhi baate teri tasveer se hui

machal ke teh gaye dil mein mere tufaan
jab baat mohabbat ki nazaro se nazaro ki hui


bahut khoob fahi and tabassum ji...............good job........

hum bhi shaam-o seher bas yahi kaam karte hain
teri yaado ko bas apne dil ke pass rakhate hain
beet na jaaye yeh umar bas intazaar mein yun hi
isliye aksar tera naam dil  se pukaar liya karte hain
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #23 on: July 09, 2006, 05:06:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
very gud once again............


apni haya ke parde se mile jo kabhi fursat tumhe
ek nazar meri kabar per bhi daalna aey sanam

.................@fahi@...................


ye kya faahi  :cry:

tumko lage hamari umar jeete tum raho
varna hamari qabar par na koi aaega
apni haya ke haathon yun majboor ham hue
verna nazar uthake tumhe dekhte zaroor
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 07:03:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer