~*~Ek Aur Nazm Naam tumhare~*~

by badnaam_shayar on July 02, 2006, 12:54:31 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 6471 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #30 on: July 05, 2006, 03:22:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khub gaurav..........

maine tere saath beete palo aaj hawa mein bikher diya
unki mehek se yah dil aur jahaan mehek sa gaya

hamare saath ke charche ab hone lage fizaao. n mein
ek khuda ke nur sa saara aalam unmein rang gaya

gunj gayi tere mere geeto ki gunj is tanahi mein
ek surila sa sangeet  saari mehfil mein gunj gaya

khuda ne bhi jab dekha yeh dosti  ka rang toh dang woh reh gaya
aur saari kaynaath per is ishqe ka rang  jaise bikhar ke reh  gaya

Wah kya baat hai... Usual Smile
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #31 on: July 06, 2006, 04:32:27 PM »
Reply with quote
Dil pe Naam tera toh Jism teri Khushboo se mehka hai.....
Saanson me ek Khamoshi toh Dhadkan bhi aaj Bejubaan hai.....

Kya kahein ab kisi ko ki kya Marz hume Chada hai.....
Ab toh tu hai Zindagi meri aur tu hee Mahobbat ki Intihaan hai.....

Na jaane kyu ab harr Raat Awaaz teri kaanom me Gunjane lagi hai......
Sote sapne tere toh Khuli aankhon ke saamne bhi Tasveer teri Saji hai....

Kya kahhiyega ab iss AShiQue-e-Nadaan ko.....
ISke liye toh jaise tere Intezar me ek Lamha bhi ab ek Sadi hai.....!!!!!!
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #32 on: July 06, 2006, 07:33:24 PM »
Reply with quote
BS is like a star...Shayari-Star :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #33 on: July 07, 2006, 02:17:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Dil pe Naam tera toh Jism teri Khushboo se mehka hai.....
Saanson me ek Khamoshi toh Dhadkan bhi aaj Bejubaan hai.....

Kya kahein ab kisi ko ki kya Marz hume Chada hai.....
Ab toh tu hai Zindagi meri aur tu hee Mahobbat ki Intihaan hai.....

Na jaane kyu ab harr Raat Awaaz teri kaanom me Gunjane lagi hai......
Sote sapne tere toh Khuli aankhon ke saamne bhi Tasveer teri Saji hai....

Kya kahhiyega ab iss AShiQue-e-Nadaan ko.....
ISke liye toh jaise tere Intezar me ek Lamha bhi ab ek Sadi hai.....!!!!!!

bahut khub Gaurav..............very beautiful...... Usual Smile

mera dil uske pyaar ki imarat hai
aur meri aankhe uske pyaar ka aaeina

bas gaya hai woh meri dharkano mein kuch aise
ab toh uske bagair chein mujhe mile kahi na

ek bekhudi si chhayi hai har pal mere jehan mein
mere khawaabo ki khyalo.n ki duniya ka woh hai nageena

mila hai asia sacha dost mujhe kini duawo.n se
ab khuda tu usko har pal mere dil ke kareeb hi rakhana
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #34 on: July 07, 2006, 12:25:19 PM »
Reply with quote
=D>
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #35 on: July 07, 2006, 07:17:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Dil pe Naam tera toh Jism teri Khushboo se mehka hai.....
Saanson me ek Khamoshi toh Dhadkan bhi aaj Bejubaan hai.....

Kya kahein ab kisi ko ki kya Marz hume Chada hai.....
Ab toh tu hai Zindagi meri aur tu hee Mahobbat ki Intihaan hai.....

Na jaane kyu ab harr Raat Awaaz teri kaanom me Gunjane lagi hai......
Sote sapne tere toh Khuli aankhon ke saamne bhi Tasveer teri Saji hai....

Kya kahhiyega ab iss AShiQue-e-Nadaan ko.....
ISke liye toh jaise tere Intezar me ek Lamha bhi ab ek Sadi hai.....!!!!!!

gauravji........kya baat hai :D:D

palkein baand karein, tu chehra tera nazar atta hai
ankhoin ko kohlein, tu samne tumhara chehra atta hai
kahan jayein hum, jahan dekheti hoon tera chehra hai
na sooh paati hoon, na jaghti hoon, paas tujhe dekhe jaithe hain
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #36 on: July 09, 2006, 05:30:59 AM »
Reply with quote
Bahut khoob anjani....Ranju

Chand Lamho me aaj WaQt guzar jata hai.......
Beet jaata hai harr Din bas tere hee Intezaar me......
Aur Lahoo bas tujhse milne ki Kashmakash me behta reh jata hai......

Karoon Khamoshi se kuch baatein toh woh bhi kuch keh nahi paati.......
Bas inhi Fursat ke palon me poori Raat hai beet jaati.......

Aa Dilbar meri aa mujhse Pyar kar......
Reh nahi paa raha mein tere bina......
Aa mujhse Ikraar kar.......

Kya meri tarah tumne aise Khawab apni Palkon pe sajaye hai......
Jo Guzarte hai Bheegi yaadon ke saath ya jinhe kahe hum WaQt ke saye hai.......!!!!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #37 on: July 09, 2006, 05:11:31 PM »
Reply with quote
bahut khub Gaurav and anjani ............

aaj in nam si hawao se kuch sandesha sa aaye hai
mujhko mehekaane ko aaj tere peghaam mujh tak aaye hain

jab jab bhi socha hai geharai se tere baare mein
mere vajood se khushbu tere badan ki aaye hai

in dino dil ka haal kuch ajab -gajab sa hai
log kahe diwaana hamko kyuki hum naam tera apna baatye hain

chhoo liya jis pal apne geeto se tune mujhe
sawan jaisi masti meri nazmo mein bhi chhhaye hai

pukaara yeh kis aada se tumne  bhari mehfil mein mujhe
ki aaj hum apna naam sun kar khud hi itraaye.n hain
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #38 on: July 09, 2006, 05:21:26 PM »

Kaash mere paas tareef ke liye lafz hote

Guzar rahi hai Raat aur bashinda teri Raah Guzar me hai.......
Kehti hai Dunia Badnaam mujhe tera Kissa aaj meri bhari mehfil me hai......

Pyar kia tujhe yeh Shayad Dunia ko gawara nahi......
Keh do unhe ki Tufaanon se bhi hua kabhi Saahil mushkil me hai......!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #39 on: July 09, 2006, 05:37:58 PM »

kya baat  hai.........bahut khoob........

hai yeh dil ki sada  aur safar yeh thoda sa mushkil hai
aaye kareeb kaise yahi uljhan mere dil mein hai

jisko doondate rahe hum chand sitarro mein aksar
wahi naam basa hua mere dil ki dharkano mein hai
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #40 on: July 09, 2006, 11:58:01 PM »

ranju....BS.....rely nice.. too good

barsoon se jise dhoondte rahe
woh chand sitare mein chupa tha

jise aksar dekha karte rahe
uska naam dil mein basa tha :D:D
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #41 on: July 10, 2006, 03:41:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "ranjana"
bahut khub Gaurav and anjani ............

aaj in nam si hawao se kuch sandesha sa aaye hai
mujhko mehekaane ko aaj tere peghaam mujh tak aaye hain

jab jab bhi socha hai geharai se tere baare mein
mere vajood se khushbu tere badan ki aaye hai

in dino dil ka haal kuch ajab -gajab sa hai
log kahe diwaana hamko kyuki hum naam tera apna baatye hain

chhoo liya jis pal apne geeto se tune mujhe
sawan jaisi masti meri nazmo mein bhi chhhaye hai

pukaara yeh kis aada se tumne  bhari mehfil mein mujhe
ki aaj hum apna naam sun kar khud hi itraaye.n hain

Kaash mere paas tareef ke liye lafz hote

Guzar rahi hai Raat aur bashinda teri Raah Guzar me hai.......
Kehti hai Dunia Badnaam mujhe tera Kissa aaj meri bhari mehfil me hai......

Pyar kia tujhe yeh Shayad Dunia ko gawara nahi......
Keh do unhe ki Tufaanon se bhi hua kabhi Saahil mushkil me hai......!!!!!!!

kya baat  hai.........bahut khoob........

hai yeh dil ki sada  aur safar yeh thoda sa mushkil hai
aaye kareeb kaise yahi uljhan mere dil mein hai

jisko doondate rahe hum chand sitarro mein aksar
wahi naam basa hua mere dil ki dharkano mein hai

Wajah na poochna humse Mahobbat ki......
Yeh toh pichle Janam ki Dafan mehfilon ke kisson me hai......

Na fikar mujhe ab kisi bhi manzar ki.......
Jab tu hai Humsafar toh kya rakha MAnzilon me hai.......!!!!!!!!
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #42 on: July 10, 2006, 05:28:41 PM »

manzil ki fikr kyun na karoon
meri manzil tu, tu hai

isse be-dard duniya ki fikr kyun na karoon
isse duniya mein tu bhi shamil hai

abbh kabh thak intezaar karoon
meri sansein bohat kaam hai  :D
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #43 on: July 10, 2006, 05:35:02 PM »
Reply with quote
Quote
manzil ki fikr kyun na karoon
meri manzil tu, tu hai

isse be-dard duniya ki fikr kyun na karoon
isse duniya mein tu bhi shamil hai

abbh kabh thak intezaar karoon
meri sansein bohat kaam hai

Manzilon se mat pooch tu raste......
Tu khud Raah apni bhatak jayegi......

Kar jayegi kisi se Pyar tu bhi Dil-O-Jaan se......
Phir tu bhi Humsafar kisi ki bann jayegi.....!!!!!!!!!
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #44 on: July 10, 2006, 05:38:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote
manzil ki fikr kyun na karoon
meri manzil tu, tu hai

isse be-dard duniya ki fikr kyun na karoon
isse duniya mein tu bhi shamil hai

abbh kabh thak intezaar karoon
meri sansein bohat kaam hai

Manzilon se mat pooch tu raste......
Tu khud Raah apni bhatak jayegi......

Kar jayegi kisi se Pyar tu bhi Dil-O-Jaan se......
Phir tu bhi Humsafar kisi ki bann jayegi.....!!!!!!!!!

manzillon se kyun na poochon rasta apna
mera khaddam bhi mujhe rasta dikhayenge

karoongi jab kisi se dil-o-jaan se pyar
dekha ke mohabbat mer, tu woh bhi mera ashiq ban jayegha
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 06:52:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.169 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer