Es sawan mein nahi tumhara dil pe kabu hai.......
Tumhara bheega badan ne chalaya kuch aisa jadoo hai......
Yeh gheela badan aur galoon se lipte ye bal.......
Barish ke es mausam kiyun lag gayi hai es dil mein aag........
Esi aag ne toh aur humein jalaya hai..............
Teri chahat ka surroor hamare dil pe chaya hai..........
Tere galoon ke bhanvar ne toh mera yeh dil churaya hai............
Teri en ankhon ka nasha ab aur humpe chaya hai.........
Kaise karo intezaar ke es dil ne tujhe bulaya hai..........
Bad rahi dhadkne ab aur sanson mein tufan aya hai......
Kiyun ek dusre ke bina rahe hum..........
Kiyun es aag mein aur jaele hum........
Diwar jo es duniya ki khadi hai usey giradey hum........
Har reeti aur reevaz ko meeta de hum..........
Mohabbat hai hume aaj yeh sabko bata de hum........
Ek aag idhar bhi hai aur udhar bhi...........
bheege sawan main dekhte tumhe dil bekabu ho gya
rokana chaha tha bahoot par jadu chal hi gya
crim jhim raat ,geela badan aur ye mere jharte baal
aate hi samne kya huaa tujhko jo yu mujhse lipat gya
chaht ka suroor madhosh kar yu mujhme samaa gya
sulgati barisho mein saanso ko aur aag lagaa gya
uth rahaa ek tufaan mere seene mein bhi tha
aaya tu samne to ye tere agosh mein simat gya
lagi thee jo aag tere mere badan mein sawan se
aaya ek jhonka lahrakar teri merei pyaas bujha gya