ISHQ -->>*<<--

by Ninaah on February 28, 2005, 07:53:00 AM
Pages: 1 ... 30 31 32 33 [34] 35
ReplyPrint
Author  (Read 28489 times)
Ninaah
Guest
«Reply #495 on: June 24, 2006, 08:38:16 AM »
Reply with quote
ultimate vicky.....

mohabbat se khelte rahe, ye unka vyapaar tha,
hum kuch na jaan paaye, ye humara pyaar tha,
dilon se khelna he unki aadat hai,
ab jaana ki yahi unka kaarobaar tha......



Quote from: "vicky AKELA"
bahut khoob NINAAH JI aur TABBU JI....

kisi par apni jaan vaar dene ka naam mohabbat hai,
khushi ke liye kisi ki sab haar jane ke naam mohabbat hai.........
phir bhi aashiqon ko dhokha deti aaye hai yeh mohabbat,
shayad ishq me dhokhe khane ka naam hi mohabbat hai....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
Ninaah
Guest
«Reply #496 on: June 24, 2006, 08:39:06 AM »
Reply with quote
you are most welcome tabbu......

Quote from: "tabassum shakeel"
thanx ninnah and vicky
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #497 on: June 24, 2006, 10:50:01 AM »
Reply with quote
shukriya aur nice one NINAAH JI

Mohabbat wo nasha hai, jo sar chad bolta hai,
do dilo ke beech pyara ka bandhan jodta hai....
ho jati hai jaan ek, is mohabbat-e-khumar me,
par hota dard bahut, jab koi yeh dil tod-ta hai...
Logged
sangy
Guest
«Reply #498 on: June 24, 2006, 11:03:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
bahut khoob NINAAH JI aur TABBU JI....

kisi par apni jaan vaar dene ka naam mohabbat hai,
khushi ke liye kisi ki sab haar jane ke naam mohabbat hai.........
phir bhi aashiqon ko dhokha deti aaye hai yeh mohabbat,
shayad ishq me dhokhe khane ka naam hi mohabbat hai....


goodone vickyji

pyaar ka izzhaar hain ishq..
mohabbat ki ibbadat hain ishq..
ishq mein dhoke hi na dekho dost
khuda ka doosra naam bhi hain ishq..

 :D
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #499 on: June 24, 2006, 11:35:16 AM »
Reply with quote
thanks alot vicky.....

khushnaseeb hain wo log,
jinke ghar mohabbaton se aabaad hain,
hum wo badnaseeb hain,
jo kisi ki na-kadree se barbaad hain.....



Quote from: "vicky AKELA"
shukriya aur nice one NINAAH JI

Mohabbat wo nasha hai, jo sar chad bolta hai,
do dilo ke beech pyara ka bandhan jodta hai....
ho jati hai jaan ek, is mohabbat-e-khumar me,
par hota dard bahut, jab koi yeh dil tod-ta hai...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #500 on: June 24, 2006, 11:37:28 AM »
Reply with quote
ishq har baar rang nahi laata hai,
kabhi-kabhi ye phool bhi murjhata hai,
kisi ko mohabbat milti hai zindagi mein,
to koi zindagi mein judayee paata hai.....



Quote from: "sangy"
Quote from: "vicky AKELA"
bahut khoob NINAAH JI aur TABBU JI....

kisi par apni jaan vaar dene ka naam mohabbat hai,
khushi ke liye kisi ki sab haar jane ke naam mohabbat hai.........
phir bhi aashiqon ko dhokha deti aaye hai yeh mohabbat,
shayad ishq me dhokhe khane ka naam hi mohabbat hai....


goodone vickyji

pyaar ka izzhaar hain ishq..
mohabbat ki ibbadat hain ishq..
ishq mein dhoke hi na dekho dost
khuda ka doosra naam bhi hain ishq..

 :D
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #501 on: June 24, 2006, 01:45:25 PM »
Reply with quote
bahut khoob ninnnah

barbaadiyaan judi hain bas unse hi hamari
jinki vajah se ham bhi aabaad the kabhi
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #502 on: June 24, 2006, 01:53:03 PM »
Reply with quote
mahabbat lafz hai aisa ki jisase dil dhadkta hai
nazar uthti nahi apni ye sanso me mahkati hai
ye dil hai ya koi dushman sa hai na ham samajh paae
jise ham bhoolna chaahen usi ko yaad karta hai
Logged
sangy
Guest
«Reply #503 on: June 24, 2006, 02:24:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
ishq har baar rang nahi laata hai,
kabhi-kabhi ye phool bhi murjhata hai,
kisi ko mohabbat milti hai zindagi mein,
to koi zindagi mein judayee paata hai.....


zindagi mein rang bhardeta hain ishq..
dhadkan-e-dil ko jawaan kardeta hain ishq..
khhafa kyun ho tum ithne pyaar se
dilse maango, rab ko bhi manva leta hain ishq...

 :D
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #504 on: June 26, 2006, 04:41:51 AM »
Reply with quote
thanks tabbasum.....

ab ye dard mehsoos huva,
ankhon se aansoo behte hain,
koi hum jaisa badnaseeb na ho,
ro-ro kar hum ye kehte hain....



Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob ninnnah

barbaadiyaan judi hain bas unse hi hamari
jinki vajah se ham bhi aabaad the kabhi
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #505 on: June 26, 2006, 04:44:04 AM »
Reply with quote
good one sangy.....


har ishq ki ibarat khushi nahi hoti,
kuch hum jaise badnaseebee mein jeete hain,
wo door bethe hain kisi ki pehalu mein,
aur hum yahan judayee ka zehar peete hain......





Quote from: "sangy"
Quote from: "Ninaah"
ishq har baar rang nahi laata hai,
kabhi-kabhi ye phool bhi murjhata hai,
kisi ko mohabbat milti hai zindagi mein,
to koi zindagi mein judayee paata hai.....


zindagi mein rang bhardeta hain ishq..
dhadkan-e-dil ko jawaan kardeta hain ishq..
khhafa kyun ho tum ithne pyaar se
dilse maango, rab ko bhi manva leta hain ishq...

 :D
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #506 on: June 26, 2006, 07:13:28 AM »
Reply with quote
Kabhie marr kar ke Jeena
Kabhie Je Jee kar martein hain
Ehsaas ke Sahare se kat jayeggi Zindagi
Diwane Hum bhi AaShiQi kartein hain..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #507 on: June 26, 2006, 12:03:57 PM »
Reply with quote
kya baat hai nirbhay ji.......


log chale jaate hain zindagi se,
pur unki dil se yaad nahi jaati,
zindagi bethi hai humare saamne,
pur chah kar bhi maut pass nahi aati......




Quote from: "nirbhay"
Kabhie marr kar ke Jeena
Kabhie Je Jee kar martein hain
Ehsaas ke Sahare se kat jayeggi Zindagi
Diwane Hum bhi AaShiQi kartein hain..
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #508 on: June 27, 2006, 02:58:33 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Kabhie marr kar ke Jeena
Kabhie Je Jee kar martein hain
Ehsaas ke Sahare se kat jayeggi Zindagi
Diwane Hum bhi AaShiQi kartein hain..


neerji kya baat hai....:D:D:

jeete hain kabhi bina rooh ke,kya karein saasein rokhthi nahi
maarte hain kabhi rooh ke saath, kya karein saansein tham thi nahi
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #509 on: June 27, 2006, 03:39:31 AM »
Reply with quote
Kya baat hai sabhi ek rang me range hai....bahut khoob =D>
Logged
Pages: 1 ... 30 31 32 33 [34] 35
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 14, 2024, 03:14:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer