-Jigar Ke Paar-

by HumTum is back on June 01, 2006, 03:13:16 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2605 times)
chitra
Guest
«Reply #15 on: June 02, 2006, 12:29:32 PM »
Reply with quote
Raj jee sach ye hai ke apka naam waise bhi njuba pe rahta isliye nahi likha fir bhi mujhe laga ke likh diya......!!!

aap bina shukriya kahe hi samjhliya kare...kuchh baate yu h samjhi jaati hai...!!!!

kuchh palle pada JANAB
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Wo sadak ke us paar thi hum sadak ke is paar the by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Rajbir
Guest
«Reply #16 on: June 02, 2006, 12:32:02 PM »
Reply with quote
Chitra

Woh to hai ! Khaas dost kabhi nahi bhoolte !  :D

Khair maine to sirf mazaak kiya tha. You know me na  :razz:

Rajbir
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #17 on: June 02, 2006, 01:22:08 PM »
Reply with quote
nice one humtum... good reply ranjana...
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #18 on: June 02, 2006, 06:19:20 PM »
Reply with quote
Ajj dooriyan,kareebiyon mein badal jaye
Teri sanson ki khusbu,meri sanson mein utar jaye

Bardti hi jaye yeh milan ki mubarak raat
Na rahe hosh kuch tujhe,aur madhoshi mujh par bhi cha jaye

Har dhadkan ke saath bass jaon teri
Tu har dhadkan mein apni,mera ehsaas paye

Yu bahoon ke ghere mujhko daalo
Ki tere badan ki mehak mujhse aaye

In madh-mast, nasheele, honthon se is kadar pilao
Ki bhoole se bhi na mujhko,kabhi hosh ane paye

Apni  ankhon se mujh par  bijalian gira do,
Har teer-e-nigah jigar ke aar paar ho  jaye

Dekhu tere roop ka woh manzar,ki
Meri rooh teri rooh mein fanaa ho jaye...!!!



wah wah HumTum ji... kya kashish hai .. achha kiya warning de di
nikki ji, ranjana ji ,n chitra ji(welcome back :wink:) ... very temptating
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #19 on: June 02, 2006, 07:25:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "atul chauchan"
Quote from: "HumTum is back"
Quote from: "atul chauchan"
Quote from: "HumTum is back"
Dear Friends,

To avoid any burn injureis, you are requested to turn on your AC before reading this Gazal as the author of this Gazal is danm hot person.

Thank you for your co-operations.



Ik Arzu-e-dil-e-nadaN hamari ke tera dedaar ho jaye
Teri nigaah-e-tiir-e-masti mere jigar ke paar ho jaye

Zastuu zahen mein yahi ke barf ke manid sard seena
Liipat ke tere seene se bas jalta hua angaar ho jaye

Chehre pe tere fiala hai sare jahaan ka noor humdum
Ik nazar dekh le falak ka chand bhi sharamsar ho jaye

Sang-e-marmar sa tarasha badan, kare jeena mohal
Jab bhi khayal karu tere husn ka dil beqaraar ho jaye

Toubha, yeh tere roop ne macha rakhi hai tabaaii ke
Mehfil ka har numaiinda tujhe dekh kabardaar ho jaye

Main karu bhi tere husn ka nazara to kaseey karu ke
GaloN ka til bhi jasey tere husn ka peheredaar ho jaye

KyuN kar hum maikhane mein ja kar jaam uthey, jab
Paimana bhii terii nazarooN ke aage beqaar ho jaye

Teri mast nigaahi ka chaya hai nahsa kucch iss kadar
InsaaN to insaaN, wahiz bhi dekh ke maikhwar ho jaye

Duayein har shab karta hoon allaah see terii deed ka
Kahi umr bhar ka hi na mere liiye yeh intzaar ho jaye !!


HumTum
[/color]


Dear humtum ji pls mention the name of the original poet after your post

mene ise kahin pahele pada hua hai its not urs original



Dear autul,

Please post the link of original Gazal here  OR please tell the name of the shayar ...... if you will prove it ... the next moment i will leave shayri !!!

Agar khud na shayri aati ho to dusre ki likhi shayri ki tareef karna shikiye !!

Regards,


Dear HUMTUM ji

ab aap shayari chor hee dehiye aapke liye theek rahega.......suniye ab....yeh Nazm Saahir sahab ki likhi hui hai Dard Dil hai mera.....

Aur ek maine Dard me dekhi hai aap mostly on hee ki post karte hai yahan...plz aap apni likhiye....nahi likhni aati toh mat likho



Dear Atul,

Here is the link of all gazal from Sahir Bhopali:

http://urdupoetry.com/sahirbhopali.html

Here is Sahir Hoshiarpuri:

http://urdupoetry.com/shoshiarpuri.html

Here is sahir Ludhinavi:

http://urdupoetry.com/sahir.html


Now can u ... tell me where is the poem which I wrote ?


Regards,
Logged
phoenix
Guest
«Reply #20 on: June 02, 2006, 07:29:26 PM »
Reply with quote
oye hum tum bhai tu tension na lo yaar

tum to mast shayari likho aur hame sunate jao

i really respect u and all the best for the war btwn u abd atul
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #21 on: June 03, 2006, 02:15:08 AM »
Reply with quote
nice post everyone... lage raho...

Is din tum dooriyon ko, nazdikiyon mein badla hain
Teri badan ki parimal, meri badan mein kala hain

Badti hain yeh milan mahotsav ki raat
Na main hosh mein thi aur na tum

Meri dhadkanon ke saat tere dhadkan mile
Teri har dhadkan mein, ek ehsas khile

Teri baahon ke gehre mein main aise chip gayi
Ki tere badan laga khud meri hi badan jaise

Un madhu bhari, maadak, adharon se is kadar pilaye
Chaha maine, us alam se vaapis kabhi na aaye..

Teri nayanon se mujh par choda madan baan,
Woh teri is rathi ke hriday ko aar paar kar diya..

Tu samundar sa mere kinaron par hamla karte rahi
aur us madhosh alam ko sukh se bharte rahi

Dekha tere roop ko us poonam ki raat mein,
laga ki meri roop badla hain teri hi roop mein...!!!
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #22 on: June 03, 2006, 10:05:50 AM »
Reply with quote
OH Jesus ... iss thread ko to Europe mein bhi AC cla ke padna pda  :D

Sab ne bahut Hot Hot Likha hai !!! Lagta hai sab yoindian Hot Person(s) hai;)



Nikki Ji
[/u]

Bahut khoob likha hai aap ne ..... simply great !!


Lamha lamha woh dil mein mere samata gya
Dheere dheree mere dil ko woh churata gya

Ab to yeh haal ke hua jeena bhi mera mohal
woh jadu-e-muhoobat dil mein chalata gya

Cla kucch aisa daur chahatooN ka kya kehna
Mein ruthta rha us-se woh mujhe mnata gya

Tha ishq ki rahooN se mein bilkul be-kabar
woh tham ke hath mera uss raah le jata gya !!!
[/color]




Ranjana Ji
[/u]

Bahut achche ji bahut achche ....  Usual Smile


Jonka hawwa ka uski khusbu le kar aata hai
Uski muhobat ke mujhe paigam diye jata hai

Hai khayalooN pe mere ab to ussi ka pehra
Meri ashiqi ko haseen anjaam diye jata hai

Zarre Zarre se uski ahaat deti haii sunayii
Hosh-o-hawaas mere sar-e-aam liye jata hai !!

[/color]



Pankhuri Ji
[/u]


Aap ka bahut bahut Shukriya Usual Smile  Lekin ...
Aap ne kucch nhi likha sad5




Chitra Anti Ji
[/u]

ShukriyaN aur Bahut khoob .....  Usual Smile



Rajbir Veer ji
[/u]

Aap ne bina AC chalye gazal padh li ... agar burn injries ho jati to :o  

bahut bahut shukriya aap ka !! :D
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #23 on: June 03, 2006, 10:08:30 AM »
Reply with quote

MrKotains Ji
[/u]

Aap ka bahut bahut shukriyaN..... bahut kamal ka likha hai aap ne !!



Jeet
[/u]


Thanks Buddy ......  you have also written very nice ...  Usual Smile



Phoenix
[/u]


Thanks a Million buddy !!!   i don't take tension coz of any stupid :D  !!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #24 on: June 03, 2006, 10:21:47 AM »
Reply with quote
wah atty hi cha gaye janab!! bahoot khoob HumTum@lajawab.com ji
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #25 on: June 03, 2006, 10:24:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "atul chauchan"
Quote from: "HumTum is back"
Quote from: "atul chauchan"
Quote from: "HumTum is back"
Quote from: "atul chauchan"
Quote from: "HumTum is back"
Dear Friends,

To avoid any burn injureis, you are requested to turn on your AC before reading this Gazal as the author of this Gazal is danm hot person.

Thank you for your co-operations.



Ik Arzu-e-dil-e-nadaN hamari ke tera dedaar ho jaye
Teri nigaah-e-tiir-e-masti mere jigar ke paar ho jaye

Zastuu zahen mein yahi ke barf ke manid sard seena
Liipat ke tere seene se bas jalta hua angaar ho jaye

Chehre pe tere fiala hai sare jahaan ka noor humdum
Ik nazar dekh le falak ka chand bhi sharamsar ho jaye

Sang-e-marmar sa tarasha badan, kare jeena mohal
Jab bhi khayal karu tere husn ka dil beqaraar ho jaye

Toubha, yeh tere roop ne macha rakhi hai tabaaii ke
Mehfil ka har numaiinda tujhe dekh kabardaar ho jaye

Main karu bhi tere husn ka nazara to kaseey karu ke
GaloN ka til bhi jasey tere husn ka peheredaar ho jaye

KyuN kar hum maikhane mein ja kar jaam uthey, jab
Paimana bhii terii nazarooN ke aage beqaar ho jaye

Teri mast nigaahi ka chaya hai nahsa kucch iss kadar
InsaaN to insaaN, wahiz bhi dekh ke maikhwar ho jaye

Duayein har shab karta hoon allaah see terii deed ka
Kahi umr bhar ka hi na mere liiye yeh intzaar ho jaye !!


HumTum
[/color]


Dear humtum ji pls mention the name of the original poet after your post

mene ise kahin pahele pada hua hai its not urs original



Dear autul,

Please post the link of original Gazal here  OR please tell the name of the shayar ...... if you will prove it ... the next moment i will leave shayri !!!

Agar khud na shayri aati ho to dusre ki likhi shayri ki tareef karna shikiye !!

Regards,


Dear HUMTUM ji

ab aap shayari chor hee dehiye aapke liye theek rahega.......suniye ab....yeh Nazm Saahir sahab ki likhi hui hai Dard Dil hai mera.....

Aur ek maine Dard me dekhi hai aap mostly on hee ki post karte hai yahan...plz aap apni likhiye....nahi likhni aati toh mat likho



Dear Atul,

Here is the link of all gazal from Sahir Bhopali:

http://urdupoetry.com/sahirbhopali.html

Here is Sahir Hoshiarpuri:

http://urdupoetry.com/shoshiarpuri.html

Here is sahir Ludhinavi:

http://urdupoetry.com/sahir.html


Now can you ... tell me where is the poem which I wrote ?


Regards,


It is Copied from his Book Dard Dil hai Mera.....


Now can u tell me .... where is the words "dard-e-dil hai mera" in my poem ? .... the poem u mentioned.... is dard poem NOT ishq !! OR if u have that book or that Gazal ...... will u please post here... so that i and other members of yoindia can see?
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #26 on: June 03, 2006, 10:41:39 AM »
Reply with quote
HumTum (original writer :D ), Jeet, Manjoo (if i am not wrong)

Bahut Khoobsurat aap sab ne likha hai !

Keep it up !

Atul please do not try to distract the shayars of the callibre of HumTum.
We all know who he is and what he writes !
HE IS AN ORIGINAL WRITER[/color]

And please if you have any doubt, clear your doubts through pms.

HumTum carry on buddy.  :D

Rajbir
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #27 on: June 04, 2006, 09:00:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
wah atty hi cha gaye janab!! bahoot khoob HumTum@lajawab.com ji



Aap ne phir kucch nahi likha sad5
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #28 on: June 04, 2006, 09:02:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "Rajbir"
HumTum (original writer :D ), Jeet, Manjoo (if i am not wrong)

Bahut Khoobsurat aap sab ne likha hai !

Keep it up !

Atul please do not try to distract the shayars of the callibre of HumTum.
We all know who he is and what he writes !
HE IS AN ORIGINAL WRITER[/color]

And please if you have any doubt, clear your doubts through pms.

HumTum carry on buddy.  :D


Thanks a Million Buddy :D




Rajbir
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 01:43:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.18 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer