| 
							sandhaya
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    | 
									   «Reply #195 on: May 20, 2005, 01:24:22 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 good work Tosha, Humttum and Faree........and also nice Chiraag.....
  Iss dil ke dushman hai bahut issliye gabrata hai ye dil ki tu thaam le aakar isse tuh hume bhi rahat mile 
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Tosha
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #196 on: May 20, 2005, 01:34:50 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 thanx a lot chiraaaaag .... n sahdhya!!!!! >>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>> 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							sandhaya
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #197 on: May 20, 2005, 01:51:58 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 thanx a lot chiraaaaag .... n sahdhya!!!!! >>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>> ur always welcome tosha ji ............  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							chiraaaaaaaaag
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #198 on: May 20, 2005, 02:02:18 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 arre aap logoon ke jazbaat to pakeezzzzah hain isme shukrane ki kya baat hai 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Tosha
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #199 on: May 20, 2005, 02:35:45 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 kya kahe is dil main modabbat hai to daard bahi hai kya kare jab koi malham ghavo pe laga jaye to is dil se dua nahi niklegi is dil se dua hi niklegi ... gunha to nahi kiya maine jab ki usse mohabbat vo mohabbat sikhane wala hi hume bevafa tharagaya 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							chiraaaaaaaaag
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #200 on: May 20, 2005, 02:38:41 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 bahut shandaar ...... 
  "shab-e-gam ai mere allaah basar bhii hogii   raat hi raat rahegi ke sahar bhii hogii 
  main ye sunata hun ke vo duniya ki khabar rakhte hain  jo ye sach hai to unhe meri khabar bhi hogi 
  chain milane se hai unke na juda rehne se  aakhir ai ishq kisi tarah basar bhi hogi 
  " 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Tosha
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #201 on: May 20, 2005, 02:55:15 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 kaise jiyu main tum bin  tum bhin jiyun main kaise maut se lambi yeh rate rato se lambe hai yeh din [NM] 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							riazhunzai
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #202 on: May 20, 2005, 04:36:48 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 us ki ankhonn may mohabbat ka sitarah hoga aik din ayain ga wo shakas hamara hoga
  tum jahan maray liyain seepiyain chuntee hogee wo kisse or hi dunya ka kinara hoga
  zindagee ab ka mara nam na shamil karna ghar yah tay hai kay yahi khel dubara hoga
  ya achanak jo ujala sa huwa jata hai dil nay chupkay say tara nam pukara hoga
  ishq karna hai tou din raat usay sochna hai or kuch zaban may aya tou khasara ho ga
  ya jo pani may chala aya sunahra sa gurur us nay darya may kahi paree utara hoga
  mij ko maloom hai juhi may kadam rakkhoon ga zindagee tara koi or kinara hoga
  jo maree rouh may badal say garajtain hai wasii us nay seenay may koi dard utara hoga
  kam mushkil hai mager jeet hi loon ga us ko maray moulaa ka wasi juhii ishara hoga 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Tosha
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #203 on: May 20, 2005, 07:22:29 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 wow...chiraaaagh n riazhunzai ... bahut khoob bahut .... khoob    ............................  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							HumTum
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #204 on: May 22, 2005, 06:10:56 PM »   | 
								 
						 | 
							 
  yeh razamandi ke baat nahi yeh to mohabbat hai pyaar hai na samjne tum baat meri meri nazro main to izzhar hai
 Tosha  :dance: Aao jha se duur khi  ik nya Asiyaan bnaye hum dono ki muhoobtooN se  us Asiyaaney ko sajaye hum Hum Aur Tum   :wink: yaki hai tujhpe khud se jayda lakin phie bhi najane ghabrata hai yeh dil teri mohabbat meri ibaddat hai sanam teri mohabbat main nahi koi kami yeh kya aise hi hota hai sapno se kyo dar lagta hai tu baas aaja aab yuh na sata aap aake mujhe aapna bana  Tosha ...  kya kehney aap ke  ...   :thumb:
  tere hi paas aaunga e' janeeywaffa tere daar ke siwa aur mujhey jana hai kha yeh gansoo yeh Ankhien yeh chehra tera in sab ke ilawa mera aur thikana hai kha kuch waqt aur hai intzaar-e-muhhobat mein lakin maney mera kehna yeh dil deewana hai kha 
  Hum Aur Tum  :dance:
 
 Bhool na jana teri bhi koi raha dekhta hai yaad karte hai vo din betaye sang tere hawao sse teri baat karta hai kya pata ek din rukh badal ke aAPNA tujh tak yeh paigam pahucha de saat samundar paar koi tera intezzar karta hai Tum aur Hum  Thanks Waheed n TDTS ....   
  n tosha ...
  tadpta hoon tere paas aney ko mein bhi  kya kru yeh zalim majboori hai  muhoobat apni parwaan chadegi  bus kuch din ki hi to doori hai  tu ker rhi hai intzaar yeh malum hai mujhey  tere tasvuur se meri bhi har shaam sindoori hai  ker yaqeen mujh pe aaunga tere paas ik din  tere hi naam ker di meiney apney jeevan ki doori hai 
  Hum Aur Tum
  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Tosha
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #205 on: May 22, 2005, 09:58:17 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 beautiful ... humtum
  yakin karti hun tujhpe mohabbat pe aapni yakin hai chahe tu jo karle mere paas tera zameer hai bhula na paye ga mohabbat meri yeri mohabbat meri ibbabat hai rahega tera intezzar jaldi aana e mere sanam dekhti hun raha teri taktaki bechaye palkho se
  Tum aur Hum ... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #206 on: May 23, 2005, 01:30:06 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 ashq mile to pee lete hain hum  aap kahain to mar jahain hum  aap kahain jee lete hain hum  hum to hain un phoolon jaise  jo kaaton main bhee jee lete hain hum 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Tosha
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #207 on: May 23, 2005, 11:02:30 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 bahut acche sabhi....naveed ...khoob kaha aap ne .......................................... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanha dil tanha safar
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #208 on: May 23, 2005, 04:34:29 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 beautiful ... humtum
  yakin karti hun tujhpe mohabbat pe aapni yakin hai chahe tu jo karle mere paas tera zameer hai bhula na paye ga mohabbat meri yeri mohabbat meri ibbabat hai rahega tera intezzar jaldi aana e mere sanam dekhti hun raha teri taktaki bechaye palkho se
  Tum aur Hum ... bula le apne paas usse inetzaar kar le tu uska  tere siwa iss dunia mein koi nahi hai jiska.  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #209 on: May 24, 2005, 03:12:31 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 bahut acche sabhi....naveed ...khoob kaha aap ne .......................................... AAp k NAAm Tumhari zulf ke saye me sham kar lunga,  safar is umar ka pal me tamam kar lunga,  nazar milayi to puchunga ishq ka anzam,  gar jhukayi nazar to khali  salam kar lunga...  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |