Khuda Khud Pyar karta....

by Aryaan on April 02, 2005, 05:34:19 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Author  (Read 8594 times)
sandhaya
Guest
«Reply #15 on: April 06, 2005, 09:30:17 AM »
Reply with quote
apni hasin aankhon se humpe jadu chalaya na karo
jab jante ho tum ki hum royenge tumse bichad ke
tuh hume apni baaton se itna hasaya na karo
hume baar baar chodke tum yun  jaya na karo

really very touching aryan ji............good

Quote from: "Aryaan"
Thanks Waheed & Princess......

Door rah kar bhi tum sanam mere paas raho ge
Sehra ban ke bhi tum meri pyaas raho ge
Pathar apnon ne hi maare they phir bhi magar
Mere apnon mein tum meri AAS raho ge
Tumhari tareef mein chand lafz likh diye agar
Zamaane ke liye phir tum ek Qyaas raho ge
Yun khil-khila ke mere saamne hassa na karo
Bichar ke tum mujh se bohat udaas raho ge
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #16 on: April 06, 2005, 09:34:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"

Shukriya Sandhaya... aapka bhi jawaab nahi....
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #17 on: April 06, 2005, 09:40:33 AM »
Reply with quote
thanks aryaan.............lekin aap tuh aap hai

Quote from: "Aryaan"
Quote from: "sandhaya"
apni hasin aankhon se humpe jadu chalaya na karo
jab jante ho tum ki hum royenge tumse bichad ke
tuh hume apni baaton se itna hasaya na karo
hume baar baar chodke tum yun  jaya na karo

really very touching aryan ji............good

Quote from: "Aryaan"
Thanks Waheed & Princess......

Door rah kar bhi tum sanam mere paas raho ge
Sehra ban ke bhi tum meri pyaas raho ge
Pathar apnon ne hi maare they phir bhi magar
Mere apnon mein tum meri AAS raho ge
Tumhari tareef mein chand lafz likh diye agar
Zamaane ke liye phir tum ek Qyaas raho ge
Yun khil-khila ke mere saamne hassa na karo
Bichar ke tum mujh se bohat udaas raho ge

Shukriya Sandhaya... aapka bhi jawaab nahi....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #18 on: April 06, 2005, 09:43:26 AM »

ur  welcome  aryan.............excellent,,,,,,,,,,sandhaya.....aryan....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #19 on: April 06, 2005, 10:02:18 AM »
Reply with quote
Ji Sandhaya main tau main hoon hi, lekin aap bhi kisi se kam nahi.... likhti rahiye ga....
Shukriya Waheed.....

Aisa Kabhi Na Ho Ke Pallat Kar Na Aa Sakoon
Harr Baar Door Ja Ke Sadaayein Mujhe Na Do
Jo Zehar Pee Chuka Hoon Tumhi Ne Mujhe Diya
Ab Tum Tau Zindagi Ki Duauein Mujhe Na Do
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #20 on: April 06, 2005, 10:03:14 AM »
Reply with quote
shukriya waheed ji........

Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "sandhaya"
apni hasin aankhon se humpe jadu chalaya na karo
jab jante ho tum ki hum royenge tumse bichad ke
tuh hume apni baaton se itna hasaya na karo
hume baar baar chodke tum yun  jaya na karo

really very touching aryan ji............good

Quote from: "Aryaan"
Thanks Waheed & Princess......

Door rah kar bhi tum sanam mere paas raho ge
Sehra ban ke bhi tum meri pyaas raho ge
Pathar apnon ne hi maare they phir bhi magar
Mere apnon mein tum meri AAS raho ge
Tumhari tareef mein chand lafz likh diye agar
Zamaane ke liye phir tum ek Qyaas raho ge
Yun khil-khila ke mere saamne hassa na karo
Bichar ke tum mujh se bohat udaas raho ge

Shukriya Sandhaya... aapka bhi jawaab nahi....

ur  welcome  aryan.............excellent,,,,,,,,,,sandhaya.....aryan....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: April 07, 2005, 06:36:35 AM »
Reply with quote
ur  welcome  sandhaya..................:lol:

Tu Tha Ke Koi Tujh Sa Tha
Meri Raah Main Kon Khara Tha
Kon Bataee Ishq Main Tere
Dukh Kitna Tha Sukh Kitna Tha
Kia Dhara Sab Samnee Aya
Main Pehlee Se Dekh Raha Tha
Main Bhi Tha Sacha, Tum Bhi The Sachee
Ishq Main Sach Hi Ka Rona Tha
Rote Rote Firaq Hijr Main
Koi Aksar Hans Parta Tha.............................nm
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #22 on: April 07, 2005, 01:27:35 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Waheed.....

Khud ko chuntey huwe din saara nikal jata hai
Phir hawa shaam ki chalti hai, bikKhar jata hoon
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #23 on: April 08, 2005, 10:33:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Ji Sandhaya main tau main hoon hi, lekin aap bhi kisi se kam nahi.... likhti rahiye ga....
Shukriya Waheed.....

Aisa Kabhi Na Ho Ke Pallat Kar Na Aa Sakoon
Harr Baar Door Ja Ke Sadaayein Mujhe Na Do
Jo Zehar Pee Chuka Hoon Tumhi Ne Mujhe Diya
Ab Tum Tau Zindagi Ki Duauein Mujhe Na Do

thank u Aryaan pata hai main kuch different hun

ek baat batati hun ek baar meri math ki teacher ne mer 19 marks main se 2 marks kam diye aur yuhi ki kahi jyada marks aane ki vajah se main padhna band na kar dun
jab agla test hua tuh us test main mere mark 17 se 10 ho gaye meri mam ne mujhe bhulaya aur pucha ki sandhaya main tumhe pichle test main no kam diye the ki kahin tuh ache no dekh kar befikar na ho jao lekin tumhne tuh bilkul mehnat nahi ki kyun

tuh maine mam se kaha ki main un bacho se nahi hun ki jine aap dabayenge tuh vo uber ke uppar aate hai
agar aap meri kabliyat ko dabayenge tuh main kabhi upar nahi aa sakti.

sorry main itni badi story hi likh dali
lekin isse mera maksad ye tha ki main tumhe batana chahti thi ki aaj jo tum mujhe keh rahe ho ki main bhi kisi se kam nahi hun ye sab aap sab ki hi badolat hai verna main tuh kuch bhi nahi hun

tujhe zahar diya hai
tuh khud bhi zehar piya hai
tujhe jalne ke liye Aryaan
jalaya maine apna jiya hai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #24 on: April 08, 2005, 01:19:47 PM »
Reply with quote
Sandhaya aap ne apni mam se bilkul theek kaha keh keh agar woh aapki Qaabliyat ko saraahein gi nahi tau aapke liye mushkil hoga yeh pata lagana keh aap en apne kaam se kitna insaaf kiya hai, lekin jahan tak aapki shayri ka talluQ hai ya jo aap likhti hain, uss se aapki Qaabliyat nazar aati hai aur ussmein din-ba-din nikhaar aa rah hai,
yeh aapka bara pan hai keh iski waja aap mujhe tehraati hain, halankeh yeh aapki apni mehnat ka nateeja hai... Usual Smile

abhi yeh apne iss reply ko hi le lijiye.... kitna simple aur beautiful likha hai aap ne.....
tujhe zahar diya hai
tuh khud bhi zehar piya hai
tujhe jalne ke liye Aryaan
jalaya maine apna jiya hai
.....Bohat hi achey Sandhaya....
Logged
Princess21
Guest
«Reply #25 on: April 09, 2005, 03:49:02 AM »
Reply with quote
Nice Work Aryaan...Sandhya...ANd Waheed! BUhat acha likha hai Sub ne!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #26 on: April 09, 2005, 06:35:22 AM »
Reply with quote
Thanks Princess.........

Dekh kar aankhon ka haal
sanam na maan lo ke kitna soye hai
pooch lo chaand aur suraj
se ke raat din kitna roye hain
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #27 on: April 09, 2005, 08:10:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Sandhaya aap ne apni mam se bilkul theek kaha keh keh agar woh aapki Qaabliyat ko saraahein gi nahi tau aapke liye mushkil hoga yeh pata lagana keh aap en apne kaam se kitna insaaf kiya hai, lekin jahan tak aapki shayri ka talluQ hai ya jo aap likhti hain, uss se aapki Qaabliyat nazar aati hai aur ussmein din-ba-din nikhaar aa rah hai,
yeh aapka bara pan hai keh iski waja aap mujhe tehraati hain, halankeh yeh aapki apni mehnat ka nateeja hai... Usual Smile

abhi yeh apne iss reply ko hi le lijiye.... kitna simple aur beautiful likha hai aap ne.....
tujhe zahar diya hai
tuh khud bhi zehar piya hai
tujhe jalne ke liye Aryaan
jalaya maine apna jiya hai
.....Bohat hi achey Sandhaya....

sukriya aryaan ji ki aapne meri baat ko samja
pata hai shayari insaan main insaaniyat paida karti hai kisi ko samajne ka jajba paida karti hai .
sukriya aryaan ji.................

tere jaisa dost ho tuh kya kami hai
teri dosti ke sahare hi tuh zindagi thami hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #28 on: April 09, 2005, 08:15:54 AM »
Reply with quote
sukriya waheed ji
princesss and aryan .............
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #29 on: April 10, 2005, 01:10:25 AM »
Reply with quote
Bilkul main aapki baat se itefaaq karta hoon Sandhaya... shayri waqei ek insaan ko sach mein INSAAN bana deti hai.. baqol ek shaair ke..

Dil se duniya ke harr ik gham ko mitaa deta hai
Pyaar insaan ko, insaan bana deta hai....

Beshak iss se acha jazba aur koi nahi hai, magar shart yeh hai keh aap jisey chahein usey paa lein... aur agar pyar mein Qisamt aapka sath na de tau yehi pyar saari zindagi ke liye nasoor ban ke reh jata hai....

Bari aasani se dil lagaye jaate hain
Bari mushkil se waade nibhaye jaate hain
Le jaati hai mohabbat un raahon pe,
Jahan diye nahin, dil jalaye jaate hain
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 04:37:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer