<>*Khushboo*<>

by *KasaK*....Dil Ki on February 23, 2011, 04:43:02 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2954 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #15 on: February 20, 2013, 08:19:50 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Kasak kaa likhaa huwaa kuch ho aur uspe Hriday kaa jawaab naa ho to kuch kam kam saa lagta hai.. hai na Huh?? Kasak se hi to Hriday ki sundartaa badhti hai...!!! chalo kuch isme bhi jod hi diyaaa jaaye... Usual Smile




dekho naa, aaj hawaayein kaise sab kuch mehkaa rahi hain
tum ho yahin kahin, yeh hawaayein mujhe bataa rahi hain

yun lag rahaa hai ki abhi abhi tumhe chhuu ke aayi hain
yeh hawaayein ab mujhe chhu ke mujhe gudgudaa rahi hain

kuch alag saa hi mehsoos kar raha hoon main jaane kyun
baarish ki boondein bhi dekho naa kuch gungunaa rahi hain

shayaad tumhaari moujudgi hai, jo mausam badlaa badlaa hai
kalam jo chalti nahi thi, dekho naa chale jaa rahi hai

tumhaare hone se kaise har ehsaas ghazal ban jaate the naa
dekho naa aaj ungliyaan kaise thar thar chale jaa rahi hain

kuch nahi hai 'Hriday' agar us mein koi 'Kasak' naa ho to
kasak dil me uth_te hi dekho khushiyaan bhi muskuraa rahi hain

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aks khushboo ka... by shakeel_shaiki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khushboo by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
khushboo by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
khushboo by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
khushboo by innocent.devil20 in Shayri for Khumar -e- Ishq
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #16 on: February 26, 2013, 05:51:01 PM »
Reply with quote
uffffffffffff jaan leloge kisi din tum meri  love4 love4.... aisi mithi mithi baatein karke  Winking Winking...
maska lagana to koi tumse sikhe...  Giggle Giggle NaNaNa NaNaNa NaNaNa
aur kya hi mastam mast reply diya hai yaar .....
notworthy Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

haan main yahin to hun tere paas jana
tabhi to ye mastiyan  chhaa rahi hain

gunguna rahi hai har shai yahan suno
ye titliyan bhi geet naya gaa rahi hai

mahek uthi hain ye sari fizaayen aur
hawaein jab aanchal mera udaa rahi hain

tum bhi to isiliye ho behke behke se
hriday me kasak jo ye muskura rahi hai
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #17 on: February 26, 2013, 11:59:58 PM »
Reply with quote
hahahahahahaha aisaa kyaaa??? sach mein??? main maskaa thode naa lagaa rahaa hoon.. wo to already lagaa huwaa hai.. kyun? koi shaq??? heheheheh... thanks for likings .. aur aapne jo jawaab diya ahai.. waah kyaa kehne .. ekdum kasak for Kp style....mazaa aa gayaa padh ke....!!!

udte huye ek aanchal ne aaj aake mujhe chhuwaa jo hai
jo naa huwaa thaa kab se, aaj kuch waisa huwaa to hai

nashaa saa kuch hai jo main guum huwaa jaa rahaa hoon
dil meraa bas me nahi, asar mujhpe kuch huwaa to hai

lag rahaa hai, fir se aag jali hai mohabbat ki yahaan
roshni nahi, naa sahi, magar khoobsurat dhuwaa to hai

tum duur ho, jaantaa hoon ki abhi waqt hai milan mein
yakeen hai tum aaoge, aaj eshsaason ne chhuwaa to hai

chaahe duur rahe ho hum, barso se mile tak nahi, magar
mere saath aaj asar mohabbat kaa tumpe bhi huwaa to hai

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 07:54:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer