KUCH SAWAAL.........

by ranjana on May 19, 2006, 05:26:59 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
ReplyPrint
Author  (Read 7426 times)
HumTum is back
Guest
«Reply #75 on: May 29, 2006, 09:28:05 AM »
Reply with quote
ShukriyaN Choti Usual Smile

Bahut khoob Ranjana Ji ... Usual Smile


Ya Rab ! jiska intzaar tha aaj woh lamha aaya hai
Unki ankhoN mein humne apne liye pyaar paya hai

kiya hai unhone aaj ikraar-e-pyaar kucch yun ke
Bechain kab se mere dil-o-jigar ko qaraar aaya hai

Khil utha hai chehera mera ik khile phool ki trah
Rang kucch aisa aaj mera kiya hua intzaar laya hai!
[/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Sawaal... by MøÐëRñ ÐëvDå$ in Shayri-E-Dard
Dil Ke Sawaal by Qutubuddin in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ek Sawaal..... by Style_guru in Shayri-E-Dard
*****************kuch sawaal****************** by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri
<>*Uljhe uljhe se kuch sawaal*<> by *KasaK*....Dil Ki in Miscellaneous Shayri
nikki
Guest
«Reply #76 on: May 29, 2006, 09:29:34 AM »
Reply with quote
congrates..hehe ..superbbbbb again Humtum
Logged
ranjana
Guest
«Reply #77 on: May 29, 2006, 09:41:14 AM »
Reply with quote
:D .........bahut khub ji.............shukriya nikki  Usual Smile

aaj fizaaon mein bikhari kushbu yeh bataati hai
ki unke dil ki dharkan bhi mere payar ke geet gaati hai

sab taraf ek nashila sa nasha sa chhaaya hai
meine aaj unki surat ko apne dil mein basaya hai

aapki baate ham per kar gayi hai jaadu
aaj hamko bhi apni mohabbat per yakeen aaya hai............. :D
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #78 on: May 29, 2006, 02:15:23 PM »
Reply with quote
real nice post ranjana...

Quote from: "ranjana"
:D .........bahut khub ji.............shukriya nikki  Usual Smile

aaj fizaaon mein bikhari kushbu yeh bataati hai
ki unke dil ki dharkan bhi mere payar ke geet gaati hai

sab taraf ek nashila sa nasha sa chhaaya hai
meine aaj unki surat ko apne dil mein basaya hai

aapki baate ham per kar gayi hai jaadu
aaj hamko bhi apni mohabbat per yakeen aaya hai............. :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #79 on: May 29, 2006, 03:22:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum is back"
ShukriyaN Choti Usual Smile

Bahut khoob Ranjana Ji ... Usual Smile


Ya Rab ! jiska intzaar tha aaj woh lamha aaya hai
Unki ankhoN mein humne apne liye pyaar paya hai

kiya hai unhone aaj ikraar-e-pyaar kucch yun ke
Bechain kab se mere dil-o-jigar ko qaraar aaya hai

Khil utha hai chehera mera ik khile phool ki trah
Rang kucch aisa aaj mera kiya hua intzaar laya hai!
[/color]


plz dont mind Humtum ji Usual Smile .........aapaka reply nahi aaya toh ............ :D

hum bhi kitane masoom they,jo unke har wade per etbaar kar gaye
jhootha thaa unka har wada, hum fir bhi apni mohabat ka elan kar gaye.

khaate they jo kasame ki paaya hai qaraar unhone hame beqaar kar ke
woh toh khud hi apni baato se aaj inkaar kar gaye..................

kaha thaa unhone ki jindagi ke har pal ko nibhayange saath saath
dekha  jo kadam saath chal ke peeche, toh paaya hamne .............
woh toh kisi aur ke dil per apna naam likh gaye..................... :D  Usual Smile
Logged
ranjana
Guest
«Reply #80 on: May 29, 2006, 03:24:28 PM »
Reply with quote
shukriya Manjoo ji................ Usual Smile
Logged
phoenix
Guest
«Reply #81 on: May 29, 2006, 05:11:22 PM »
Reply with quote
kuch sawalo ka jawab kyun nahi hota
jo hota hai kuch khas woh hamare pass kyu nahi hota
agar hota hai dil beqarar toh humse izhaar kyu nahi hota
woh hote hain aas pass tau haal e dil bardasht kyun nahi hota
agar yahi hota hai pyaar tau in sawalo ka jawab kyu nahi hota
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #82 on: May 29, 2006, 05:26:50 PM »
Reply with quote
phonu baba in awesum form
Logged
BeNam
Guest
«Reply #83 on: May 29, 2006, 05:35:47 PM »
Reply with quote
Bahot khub, bahot hi dil se likha hai Phoenix!

Good going Hum Tum and Ranjana!

Lagata hai teri paheli mahobaat hai dost,
Haal kuchh aisa hamara bhi tha ai dost,
Gali se guzare hamari, yehi tamanna hoti thi ai dost,
Dil hota tha bekabu, thundi ahain bharate the ai dost!

-- BENAM --
La-ilaj marz hai Mahobaat BENAM,
Raaz na aye toh hote hai badnaam!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #84 on: May 29, 2006, 05:48:26 PM »
Reply with quote
Kya baat hai Phonu babu and BeNam bhai.....

La-ilaj marz hai Mahobaat BENAM,
Raaz na aye toh hote hai badnaam!

Bahut hee acchi lagi yeh lines aapki
Logged
BeNam
Guest
«Reply #85 on: May 29, 2006, 05:50:37 PM »
Reply with quote
Thanks BS (Gaurav) ji ! Kuchh likho bhi Bidu!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #86 on: May 29, 2006, 06:16:57 PM »
Reply with quote
Chashm-e-Junoon me ek khawab humne sajaya hai.....
Jo nikle na Gum teri aankhon se uske liye harr Khushi ko apni bahaya hai......

Apne khoon se likhe ek sher mein Naam tera kuch iss tarah Chupaya hai......
Kahegi Dunia wah kya baat yahan bhi Badnaami ka manzar khubsurti se chaya hai.......!!!!!!
Logged
phoenix
Guest
«Reply #87 on: May 29, 2006, 06:23:43 PM »
Reply with quote
har gum ko chura lena ishq nahi
kisi k liye khud ko mita dena ishq nahi
koi aur hasse to khud hasna ishq nahi
koi aur roye to khud rona ishq nahi
khud ko mita dena jazbaat mein ishq nahi
haan dost yeh ishq nahi yeh to bandagi hai teri
Logged
BeNam
Guest
«Reply #88 on: May 29, 2006, 06:25:38 PM »
Reply with quote
Kya baat hai Bidu!

Kisi ki mahobaat main badnaam ho chale,
Dost hamare be-panah mahobaat kar, kurbaan ho chale!
Logged
phoenix
Guest
«Reply #89 on: May 29, 2006, 06:46:31 PM »
Reply with quote
badnaam mein tujhe kar jaun aise toh halat nahi
tu chahe muh fer le mein tujhe bhul sakta nahi
na yakin aaye tujhe to mein aaj hadse guzar jaonga
ho na jaye tu aaj  badnaam isliye mein tera shehar chod jaonga
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 09:37:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.337 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer