kya ehi pyaar hain

by nazaakat on October 25, 2005, 12:08:40 PM
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28
ReplyPrint
Author  (Read 23145 times)
shayar_dildaar
Guest
«Reply #390 on: June 24, 2006, 08:42:16 PM »
Reply with quote
Ooooooooooooooooooo..Two in one kya hain....
Ek roop hain jo sirf unke liye hain..Ek roop hain goriyon aur yoindia ke choriyon k liye Shocked

Well jo roop unke liye hain woh toh superspecial roop hain :wink:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TUM SE PYAAR KARTAY HAIN HUM by Arifa in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
~~~PYAAR SABHI KARTE HAIN~~~ by vitasta in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Yuun to, yah sach hai, ki, ham un ko pyaar kartey hain! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar Se Pyaar Ka Ek Geet Aj Gatey Hain by Bored in Ghazals
*_^ Kya pyaar issi ko kahte hain.. *_^ by Rancho-D-Idiot in Shayri for Khumar -e- Ishq
nazaakat
Guest
«Reply #391 on: June 24, 2006, 08:45:31 PM »
Reply with quote
Hmmmmmm...............
Aur kitne saarey roop hain shayarji..........lekin jo sirf unke liye hain lagta hain woh to super duper hit....... :wink:
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #392 on: June 24, 2006, 08:46:44 PM »
Reply with quote
Hmmmmmmmmmmmmmm..Well apko kaise maalum...Jo bhi ho super duper ya jo bhi aapko kaise maalum woh superhit hain.....
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #393 on: June 24, 2006, 08:49:34 PM »
Reply with quote
Chaliye jo aap janna chahte hain wohi bata deti hoon...........
aap ka eh avataar ne mujhe bata diya k dildar k unke liye roop super duper hit......... :wink:  :lol:
Aur kisi k dil ki baat main sab janti hoon..
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #394 on: June 24, 2006, 08:51:51 PM »
Reply with quote
Avataar mein kya rakha hain..Jo milta hain woh laga lete hain...
Neways yaha pe bohot ho gaya...Khwabon ki duniyan mein chale..Yaha pe log padte rehte hain...Issliye chaliye chale khwabon ki duniya :wink:  :wink:
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #395 on: June 25, 2006, 07:42:39 AM »
Reply with quote
Thank you for the support..u have been my biggest pillar naaz...
Quote from: "nazaakat"
Quote from: "shayar_dildaar"
Beshaq duur rehte hain, lekin dil mein aapke hum rehte hain;
Beshaq hum milenge, ek saath hum bhi kabhi rahenge...
Beshaq phool khilenge, gulistaan-e-mohabbat mein khilenge;
Beshaq khushiyan barsenge, mohabbat-e-sitam aur na rahenge...

Quote from: "nazaakat"
Dur rehkar bhi hum ek dusre ke dil mein rehte hain..
Mano ya na mano yaroon hum dono hairan nahin rehte hain..
Bus ish soch mein rehte hain phir kab mulaquat hogi...
kab honge rubaroo aur do char baat hogi
Par zindegi mein milenge ya nahin milenge ish baat par hairan hain...
Main aur meri zindegi kuch din se bahot parishan hain....


Wonderful shayarji...Very meaningful..It sez alot...
Bahot achhi lagi mujhe ...
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #396 on: June 28, 2006, 06:36:54 AM »
Reply with quote
Chand lamhein, kuch pal, mohabbat bhara;
Dil mein sulagta aag, woh nazar unka, kashish bhara;

Main chahke bhi duur na ja pau, yeh kaisa hain silsila;
yeh mohabbat ka junoon hain, nahin yeh jazbaaton ka kaafila(caravan, moving)...

-Shayar_Dildaar
[/color]
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #397 on: June 28, 2006, 07:43:36 PM »
Reply with quote
Very Nice shayarji...........Liked it... Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #398 on: June 29, 2006, 03:17:33 PM »
Reply with quote
Thanx NAaz...Thanx for the constant support...
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #399 on: June 30, 2006, 04:08:01 AM »
Reply with quote
Teri surat ek tasveer ban gayi hain, dil mein mere;
Tasveer se takallum(conversation) kiye jate hain, tanhai mein mere;
Jabh chand ki chandni nazar aye; aye tere khayal, iss dil mein mere;
Har khayal tujhse guftagoo ki guzarish karrein, e-sanam mere..

Ab toh aadat ban chukhi hain, khayalon mein rahu sirf tere;
Jhootha hi sahi, chand lamhein saath gujaroo mein tere;
Sukoon jo mile iss dil ko, dekh iss tasveer ko tere;
Har khayal tujhse guftagoo ki gujarish karrein, e-sanam mere...

-Shayar_Dildaar
[/color]
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #400 on: July 03, 2006, 05:33:50 AM »
Reply with quote
Aaj sarre-aam mohabbat benaqaab hoga;
Tere harr sawaal ka jawaab sirf mere pass hoga;
Jawab iss dil ke harr zarre mein hoga;
Iss dil-e-iltihaab ka anjaam bhi hoga;
Tu kahein toh mohabat aaj benaqaab hoga...

-Shayar_Dildaar
[/color]
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #401 on: July 03, 2006, 07:32:12 PM »
Reply with quote
Wahhhhhhhhhhhhhhhh.......................Bahot khub..
Mind-Blowing............Liked it... Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #402 on: July 03, 2006, 08:07:36 PM »
Reply with quote
Shukriyan Naaz jiii..I knew it u will like it... :wink:
Quote from: "nazaakat"
Wahhhhhhhhhhhhhhhh.......................Bahot khub..
Mind-Blowing............Liked it... Usual Smile
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #403 on: July 03, 2006, 09:15:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Teri surat ek tasveer ban gayi hain, dil mein mere;
Tasveer se takallum(conversation) kiye jate hain, tanhai mein mere;
Jabh chand ki chandni nazar aye; aye tere khayal, iss dil mein mere;
Har khayal tujhse guftagoo ki guzarish karrein, e-sanam mere..

Ab toh aadat ban chukhi hain, khayalon mein rahu sirf tere;
Jhootha hi sahi, chand lamhein saath gujaroo mein tere;
Sukoon jo mile iss dil ko, dekh iss tasveer ko tere;
Har khayal tujhse guftagoo ki gujarish karrein, e-sanam mere...

-Shayar_Dildaar
[/color]


Excellent shayarji.............Kya aap dil ki har baat kehti ho uski tasveer se...... :?:  :?:  :?:
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #404 on: July 04, 2006, 04:47:40 AM »
Reply with quote
Hmmmmmmmm..Koi shaque Usual Smile
Quote from: "nazaakat"
Quote from: "shayar_dildaar"
Teri surat ek tasveer ban gayi hain, dil mein mere;
Tasveer se takallum(conversation) kiye jate hain, tanhai mein mere;
Jabh chand ki chandni nazar aye; aye tere khayal, iss dil mein mere;
Har khayal tujhse guftagoo ki guzarish karrein, e-sanam mere..

Ab toh aadat ban chukhi hain, khayalon mein rahu sirf tere;
Jhootha hi sahi, chand lamhein saath gujaroo mein tere;
Sukoon jo mile iss dil ko, dekh iss tasveer ko tere;
Har khayal tujhse guftagoo ki gujarish karrein, e-sanam mere...

-Shayar_Dildaar
[/color]


Excellent shayarji.............Kya aap dil ki har baat kehti ho uski tasveer se...... :?:  :?:  :?:
Logged
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:47:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer