mai shayer to nahi

by manjot on May 30, 2005, 04:16:41 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 7270 times)
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #15 on: June 08, 2005, 03:18:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "myloveosho"
Quote from: "manjot"
jamana kahta hai ki hum shyari karte hai
khye honge zakham to muh se alfaz niklte hai
rab aur yar ke nate hote bahut karib ke
hum likhte hai yar ki zudai pe
log samazte likha hai khuda ki khudai pe




bahut accha kaha manjot ji! :D
:D  :D  :D  :D  Usual Smile  Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shayer ne ki ..... by moon_chandni in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Shayer nahi mante.........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Main shayer hun koi Deewana nahi by sarfaraz_sagar in Ghazals
NA MAI SHAYER NA MAI KAVI by wime in Shayri-E-Dard
MAIN KOI SHAYER NAHI HOON by sahal in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #16 on: June 08, 2005, 05:27:15 PM »
Reply with quote
wah manjot ji,bohat khoob,nice work azeem and tushar.
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #17 on: June 09, 2005, 04:31:07 PM »
Reply with quote
na bante hum shayar na likhte unke liye
na bejte khat unko na padte vo auro ke liye
na hote alphaz na koi kahta shayri ke liye
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #18 on: June 15, 2005, 04:20:09 PM »
Reply with quote
chod kar mazaro ko hum to yar pe sazda karte rahe
likhna tha khudai pe hum yar ki adyon pe likhte rehe
karte rahe hum unse mahobat vo mazak  samzte rahe
unko  wafa karni na ayai hum yuhi unki ibadat karte rahe
Logged
myloveosho
Guest
«Reply #19 on: June 16, 2005, 06:06:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"
na bante hum shayar na likhte unke liye
na bejte khat unko na padte vo auro ke liye
na hote alphaz na koi kahta shayri ke liye




jiyo. bahut khub :D
Logged
amrita
Guest
«Reply #20 on: June 16, 2005, 09:43:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"
Quote from: "azeemssj"
UNKO BHI HUM SAY WAISE HE MOHABBAT HO ZAROORI TU NAHI
AIK SI DONON KI HALAT HO ZAROORI TU NAHI
DIL KI CHAHAT TU KAYEE KHAWAAB JAGA DETI HAI
HAAN MAGAR SAATH MAIN KISMAT BHI HO, ZAROORI TU NAHI
MERI TANHAYEE KERTI HAIN JINHAIN YAAD SADA
UNKO BHI MERI ZAROORAT HO ZAROORI TU NAHI
MUSKURANAY SAY BHI HOTA HAI BAYAN GHAM-E-DIL
MUJH KO RONAY KI BHI AADAT HO ZAROORI TU NAHI .


hasino ke liye hota zaroori nahi mahobat karna
nahi hota zaroori parwane ki tarah jalna
pathar dil hai yeh inko nahi aata wafa karna
tabhi is jahan mein itne shayar hui hain........


bahut acha likha manjot..!!

haseeno ke nakhre bhi hazaar hote hain
aaju baaju mandrane waale majnoo hazaar hotein hai
duniya mein shayar toh bahut hotey hain
ruthne par manane waale tumhare jaise bahut kum hote hain..
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #21 on: June 16, 2005, 07:30:13 PM »
Reply with quote
Kore kagaj par likhe to likhe kaise..
Lafzo ko alfaz banaye to banaye kaise..
Likhte hai hum unki mehfil mein..
Sath na ho unka to..
mehfil ko sazaye to sazaye kaise..
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #22 on: June 17, 2005, 08:06:41 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "manjot"
Quote from: "azeemssj"
UNKO BHI HUM SAY WAISE HE MOHABBAT HO ZAROORI TU NAHI
AIK SI DONON KI HALAT HO ZAROORI TU NAHI
DIL KI CHAHAT TU KAYEE KHAWAAB JAGA DETI HAI
HAAN MAGAR SAATH MAIN KISMAT BHI HO, ZAROORI TU NAHI
MERI TANHAYEE KERTI HAIN JINHAIN YAAD SADA
UNKO BHI MERI ZAROORAT HO ZAROORI TU NAHI
MUSKURANAY SAY BHI HOTA HAI BAYAN GHAM-E-DIL
MUJH KO RONAY KI BHI AADAT HO ZAROORI TU NAHI .


hasino ke liye hota zaroori nahi mahobat karna
nahi hota zaroori parwane ki tarah jalna
pathar dil hai yeh inko nahi aata wafa karna
tabhi is jahan mein itne shayar hui hain........


bahut acha likha manjot..!!

haseeno ke nakhre bhi hazaar hote hain
aaju baaju mandrane waale majnoo hazaar hotein hai
duniya mein shayar toh bahut hotey hain
ruthne par manane waale tumhare jaise bahut kum hote hain..


is bhar dil ne kaha mat manayo unko
Dundege vo bi bahana manane ka humko
Kaise manaya jata hai iska ahsas bi ho unko
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #23 on: June 29, 2005, 01:52:23 PM »
Reply with quote
koshish karte hai ki bach jaye hum sharab se
Bach jaye hum husan aur shabab se
Par jate hai hum jab mehfilo me..
To kaise bach jaye apne ashiq - e - mizaz se
Logged
HumTum
Guest
«Reply #24 on: June 29, 2005, 01:55:14 PM »
Reply with quote
kya baat hai manjot ji !!!!  balle balle !!!

yhi adayien to khich lati hai humey aap ki traf
warna iss bazaar mein husn o jaan aur bhi hai !!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #25 on: June 30, 2005, 05:44:35 AM »
Reply with quote
kya baat hai sabne bahut khoob likha hai......

ye adayein teri nakhrili
ye aankhem bhi sarmili
meri sulagti saanson ko
kar rahi hai thandi barfili .....
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #26 on: June 30, 2005, 04:55:08 PM »
Reply with quote
shayri hoti hai kaya hum nahi jante
jab karte hai hum tareef unki adyon ki..
un lafzo ko log shyari ka nam dete hai...
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #27 on: July 01, 2005, 06:01:47 AM »
Reply with quote
shayari isqh ko aur mehkati hai
shayari main rang ke ishq ki shama jagamgati hai
ishq ki hai jo hasata aur rulata hai aashiqon ko
verna koi bhi mousam koi bahar bhi na ashiqon ko thod pati ahi
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #28 on: July 02, 2005, 03:46:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
kya baat hai manjot ji !!!!  balle balle !!!

yhi adayien to khich lati hai humey aap ki traf
warna iss bazaar mein husn o jaan aur bhi hai !!

Kiya hamne mutasir aapko yeh aapki inayat hai
Varna aur bhi hai jamane me yeh khuda ki kudrat hai
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #29 on: July 02, 2005, 03:49:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
kya baat hai sabne bahut khoob likha hai......

ye adayein teri nakhrili
ye aankhem bhi sarmili
meri sulagti saanson ko
kar rahi hai thandi barfili .....


Na hone denge kam teri sanso ki hararat ko
guzar jayenge hum had se tham lo in sanso ko
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 07:14:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer