| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    | 
									   «Reply #180 on: April 25, 2005, 01:59:28 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 mein tu har lafz chunta hoon tere shan k qabil is mein meri khta nahin kab ilfaaz nahin rhe 
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #181 on: April 26, 2005, 04:16:26 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 har cheez mein tera hi aks nzar ata hai mujh ko har cheez mein teri hi  khubsurti nzar ati hai 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #182 on: April 27, 2005, 04:17:43 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 mekhane mein bhi aab tu humein kuch musir nahin hai aab tu har su tere jane k baad sunta cha gya hai 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #183 on: April 28, 2005, 04:32:13 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 aab bhi mein tere intezar mein betha hon meri dilruba tu an jane kyun tnha chor jati hai mujh ko meri dilruba 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #184 on: April 29, 2005, 02:06:24 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 dil mera aaj tor k woh shane be niazi s boli nahin hain aaj s hum dono sunam humjoli 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #185 on: April 30, 2005, 03:43:38 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 aaj shab bhar usi k liye jaga hoon lekin woh aik pal ko bhi na dekh kr gya mujh ko 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #186 on: May 01, 2005, 03:00:56 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 prem nagar mein rehta hoon magr prem poojari ban nahin paya mein 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #187 on: May 02, 2005, 02:18:38 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 aaj ek fryad hai mere dil emin tere liye har khushi tum ko mile yehi dua hai tere liye 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #188 on: May 03, 2005, 03:46:12 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 mere zkhmoon ko woh aaj phir s nyi zindgi de gya woh jab bhi lout k aya mujhay naya zkhm de gya 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #189 on: May 04, 2005, 04:13:17 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 Anjaane logon se kabhi kabhi  ek rishta sa ban jaata hai  bina mile, bina kuch kahe...  par ham chod dete hain in rishton ke najuk dhagon ko  jaise band mutthi se ret jaati hai phisal  nahin baandhte inko dil ke dhadkano se  kya tumhe kabhi chua hai kisi ajnabee ne  kya tumne kabhi sajaaye hain khwab kisi ajnabee ke  kya himmat kiya hain un khwabon ko sach karwane ka  ya phir chupke se un sapon ko aanchal mein odhe jee liya hai yunhi... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #190 on: May 05, 2005, 03:54:56 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 har gadhi us ka intezar hai mujhay aaj kal woh tu dil  mein basi hai sansoon mein meri 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #191 on: May 05, 2005, 04:21:58 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 Tum se duur ho ker bhi jeena par raha hai  yeh zahar ka gout pina par raha hai  Sochtey hain kabhi kay mar hi jahe  Per tera soch ker jeena par raha hai 
  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #192 on: May 05, 2005, 04:50:19 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 Qabar per leta tha mara nahi tha phir ku gaarda  Mein tho tere Intezar mein leta tha phir ku gaarda  Aap kay hillane per hilla bhi tha mein phir ku gaarda  Ab gaard hi diya jo aap nah ab utt ker chale bhi jaho  Ab gaard ker roote aur tarapte ho tho phir ku gaarda 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #193 on: May 06, 2005, 02:11:19 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 
  Dil ki gheriyo say eik awaz aayi hai  Shayad aaj phir tujhe meri yaad aayi hai  Meri yaad mein tum kahin khona jahna  Meri yaad mein tum kabhi mujhse khaffa hona jahna  Jaanta hoon bohot din sey mein nah baat nahi ki  Kahin yeh soch ker mujhse Judda hona jahna  Waqt mujhe waqt nahi dayta,zindagi mujhe zindagi nahi dayti  Teri yaad mujhe jeene nahi dayti,Tera pyar mujhe marne nahi dayta  Sirf yeh soch ker galti ko mere maaf kerna tum  Mein teri mohbbat ki waja say ab tak zindaa khada hoon 
  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							fakharenaveed
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #194 on: May 07, 2005, 02:56:27 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 Tum apni ankhon ki kaali shaam merey naam kardo  Phir chahey jo ilzam merey naam kardo  Ik umer se tumhari chahat basi hai rooh mein,  Tum bhee apni har tamanna mujhey daan kardo  Mein khuley Asmaan taley khadi hoon  Tum apni mohabbat ki rida mujh par dhaal kardo  Mohabbat to hai iqrar ki mohtaaj  Tum apna har lafz har sher merey naam kardo  Ankhein moondun to tumhey dekhoon Ankhein kholoun to tumhey paon  Tum bhee chahat mein apna aisa haal kardo ................. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |