| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    | 
									   «Reply #375 on: March 02, 2006, 01:52:21 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 AIK MULAQAT THI JO DIL KO SADA YAAD RAHI  HUM JISEY UMER SAMAJHTAY THEY WO AIK PAL NIKLA 
  YEH JO AFSANA SUN KAR HANSA KARTAY HAI  ITNA ROEY HAI K SAB ANKH KA KAJAL NIKLA 
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							mehek
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #376 on: March 02, 2006, 02:10:03 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 bohat khoob likha hai   naveed ji  and   roshini   
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #377 on: March 03, 2006, 08:08:25 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 Thank You mehek Ji Apne haatho se Yun chehre ho chupaate kyun ho  Mujhse sharmaate ho to saamne aate kyun ho  Tum kabhi meri tarah kar bhi lo iqraar e wafa  Pyaar karte ho to phir pyaar chupaate kyun ho  Ashk aankho main mere dekh ke rote kyun ho  Dil bhar aata hain to phir dil ko dhukaate kyun ho  Inse waabasta hain jab mera muqaddar phir tum  Mere shaano se ye zulf hataate kyun ho  Roz mar mar ke mujhe jeene ko kehte kyun ho  Milne aate ho to phir laut ke jaate kyun ho...  
  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #378 on: March 22, 2006, 12:16:14 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Aap se gila ap ki qasam  sochate rahe kar na sake ham 
  us ki kya Khata ladava hai Gham  kiyuN gila karen charagar se ham 
  ye navazishen aur ye karam  fart-w-shauq se mar na jayien ham 
  kheNchate rahe umr bhar mujhe  ek taraf Khuda ek taraf sanam 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #379 on: March 30, 2006, 02:26:24 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Aik Anchal Sey Bandha Hey Sab Kuch  Aik Tasveer  Or Tasveer Pey Bheegey Huwey Hont  Ain Sandal Ki Unabi Pencil  Aik Bey-Rabt Sa Ukhra Huwa Khat  Aik Adad Card  Jis Ko Chooney Sey Teri Yaad Chali Aai Hey  Or Is Card Main Rakhi Hui Akloti Palak  Jis Sey Manoos Duwaon Ki Mehak Aati Hey  Kisi Gumnaam Sey Shair Ka Adhoora Misra  Aik Paazaib Sey Bichra Huwa Ujla Moti  Ik Murjhai Hui Zard Chanbeli Ki Kali  Jis Main Ab Bhi Teri Zulfon Key Bhanwar Liptey Hain  Aik Boseedah Question Paper  Jis Key Koney Pey Likha Naam Abhi Taaza Hey  Sharbati Kanch Ki Tooti Hui Nazuk Choori  Aik Toota Huwa Halka Sa Gulabi Nakhun  Aik Gadla Sa Tissue Paper  Jis Pey Mehkey Huwey Ashkon Key Nishan Zinda Hain  Yehi Dolat Hey Yehi Kuch Hey Asasa Mera  Aik Aanchal Sey Bandha Hey Sab Kuch  Hasraton, Siskiyon, Aahon Main Sameta Aanchal  Teri Khushboo Merey Ashkon Main Lapeta Aanchal  Aik Aanchal Sey Bandha Hey Sab Kuch  Aik Bheegey Hui Anchal Sey Bandha Hey Sab Kuch 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Saba_Saba
							
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #380 on: March 30, 2006, 06:55:26 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Ahan!!!
  Beautiful
  In bikhri huyi yaado ko mere naam kardo Is adhuri si kahani ko mere naam kardo Bohat arse se bhatakti hai yeh sehra me Apni tishna si mohabbat ko mera inaam kardo 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #381 on: May 19, 2006, 02:52:35 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Khoon-e-jiger kay ghoont piey teri judai main  So bar hum mer ker jiey teri judai main  Bus main hota apny to is per ghazal likhty  Dard jo hain tu nay diey teri judai main  Hijer ki kali ratoon main jab bhi dil dra  Tairi yad kay jalay diey teri judai main  Khuda gawa hai keh tujhay bhoolnay kay liey  Kia kia jatan nahi kiey teri judai main  Tujhay bhool to na paey per dushwari bohot hui  Jab chaak-e-ghrebaan siey teri judai main  YAR ko kia hua keh zamany nay issy  Qais kay laqab diey teri judai main 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Saba_Saba
							
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #382 on: May 20, 2006, 06:19:54 PM »   | 
								 
						 | 
							 
   Pyar badh jata hai aksar juda hokar Kitne din rehte hum aap se khafa hokar Mana ki bohat gum diye hum ne Jaanam Hum bhi to bikhra kiye is aag me fana hokar  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #383 on: May 21, 2006, 05:25:08 AM »   | 
								 
						 | 
							 
   Pyar badh jata hai aksar juda hokar Kitne din rehte hum aap se khafa hokar Mana ki bohat gum diye hum ne Jaanam Hum bhi to bikhra kiye is aag me fana hokar well done Saba Januuu  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #384 on: May 21, 2006, 07:58:31 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Har koi dil ki madhur bhawana wonko saz me ga sakte nahi unki dil ki geet hum sun na paye ye mumkin nahi haal ye dil ka woh hamse chupa paye hi nahi dil ki tadap chupane ki kosish aasan nahi ye kaisi azeeb kasish hai dil ki baat zuba pe aati hi nahi
  WwW.YoungAgeMasti.CoM 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #385 on: July 26, 2006, 11:34:35 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 RONA BHI JO CHAHEIN TO WOH RONE NAHI DETA  WOH SHAKHS TO PALKEIN BHI BHIGONE NAHI DETA 
  WOH ROZ RULATA HAI HAMEIN KHWAAB MEIN AAKAR  SONA BHI CHAHEIN TO SONAY NAHI DETA 
  YEH KIS KE ISHARE PE UMAAD AAYE HAIN  HAI KAUN JO BARISH KABHI HONE NAHI DETA 
  AATA HAI KHAYALON MEIN MERE KAUN YEH AKSAR  JO MUJH KO KISI AUR KA HONAY NAHI DETA 
  IS DER SE KE TOR KE AANSU NA BAHEIN  BACCHON KO MITTI KE KHILONAY NAHI DETA 
  EK SHAKHS HAI AISA MERI BASTI MEIN ABHI TAK  JO BOJH AKELE MUJHE DHONE NAHI DETA 
  MAIN HOON KE BAHATA HOON TERI YAAD MEIN AANSU  TU HAI KE ASHKON KO PIRONE NAHI DETA 
  WOH CHEHRA AJAB HAI JISE PA KAR MAIN ABHI TAK  KHOONA BHI CHAAHOON TO WOH KHONE NAHI DETA... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Style_guru
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #386 on: July 27, 2006, 06:46:33 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 The Style Guru Says..........
 
 
  Gr8 work Bro.!!!!!! 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #387 on: July 27, 2006, 09:48:37 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Tazkira Ghum Ka Padha Aur Warq Mod Aaye  Woh Kitaab Uske Sirhaane hi Khuli Chod Aaye 
  Log Behte Hue Darya Main Hume Chod Aaye  Hum Bhi Darya Ko Samandar Ki Taraf Mod Aaye 
  Zakhm Jo Aaye Hain Haatho Main Woh Bharte Hi Nahi  Hum Bohut Khush The Ke Sheeshe Ka Makaan Tod Aaye... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #388 on: August 04, 2006, 07:39:37 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Hum Ney Door Aine Mein,Kise Ko Rote Tadapte Dekha Hai,  Kisi Ki Yaad Mein Pal Pal, Isko Pighalte Dekha Hai.  Kisi Ki Ankhon Mein Sama Ker,Phir Isko Khwaab Sa Toot Te Dekha Hai,  Phir Dil Iska Reza Reza,Rooh Tak Sulagte Dekha Hai.  Mehboob Jo Khud,Apne Mohabbat Ko Ruswa Kerde To Baaki Kya,  Humne To Aise Logon Ko Apne Dil Main Rakh Ker Dekha Hai. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							FAREE
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #389 on: October 12, 2006, 03:35:16 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 Teri Yadon Ki Mehfil Saja Rakhi Hai Tere Anay K Intezar Main Hum Nay Tu Na Janay Khahan Bhatak Gaya Hai Degleez Pe Phool Sajaye Hain Hum Nay 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |