·-·÷±±÷·(TÈRÈ ñååM)·÷±±÷·-·

by Naya_Daur on March 05, 2006, 11:02:42 AM
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43 ... 48
ReplyPrint
Author  (Read 24505 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #570 on: May 03, 2006, 03:18:13 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob GESU JI aur POOJA JI.....

aur JAANASHEEN BHAI.... GESU JI shayar nahi, shayara hain..... aur kahana hi hai to BHAI nahi DIDI kaho yaar......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere Bin... by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq
§ÅÞÑê ±ê®ê ÑÅÅm.. by anu_love91 in Shayri-E-Dard
tere bin by jochahohojayein in Shayri for Dard -e- Judai
kab se tere by cheetah in Shayri for Khumar -e- Ishq
_Vicky_
Guest
«Reply #571 on: May 03, 2006, 03:23:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Nayi zindagi ka agaaz sath sath ho
Bas yahi dua ki app sath sath ho
Izhaar tera, zindagi badal jayega
Tum bin rahuga kaise, yah samjh na ayega!!!


Tum aaye zindgi me to barsaat ki tarah,
aur chal bhi diye wo haseen raat ki tarah....
karne bhi na humko izhaar-e-mohabat usne,
tha bhi yeh ek ittefaak, mulakaat ki tarah.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #572 on: May 03, 2006, 03:25:15 PM »
Reply with quote
shukariyan jeet and anjum!!!!

samjh kar mujo, wo muje samjhane laga
kis tarah se rooh meri mai bas jaane laga
na bol kar bhi kuch, sab kuch bol jaata hai
mahek ban kar, meri nas nas mai uatar jaata hai

samjh kar mujko, wo muje samjhane laga
kis tarah se rooh meri maibas jaane laga
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #573 on: May 03, 2006, 04:06:03 PM »
Reply with quote
Muskil hai Samjhna,..lekin Main Samjh raha hoon
Door Ho Kar bhi tum pass ho kitne.. yeh Pehchaan gaya hoon

Kaise karte ho yeh tum..Main nahi jaanta
par Khamosh Nigahon ke ishaare main Jann gaya hoon

Ajjeb Sa rishta ban gaya hai tera mera.
Jaise Phoolon ka Naata hai khushboo se gehra

Bin badal ke tardapta hai morr jaise
Vaisa hal hai Tumhare bin Mera

Nahi jaanta kaise tum itne kareeb aa gaye
lekin Abb tere bin JEET hai adhura ....!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #574 on: May 03, 2006, 04:25:32 PM »
Reply with quote
Wah jeet.. jab bhi likhty ho dil se likhty ho!!! Bahoot khoob!! Apki kavita pad kar jo man mai ayya likhne ja rahi hu:

Teri pahchan meri pahchan ban gai
Doori mai bhi teri jaan meri jaan ban gai

Nigahe meri kuch nahi bataati hai
Rooh teri mujko mahsoos kar jaati hai

Rishta yah dil ka na jaane kab tere dil se ho gaya
Na jaane kab yah dil mera, tera mai kho gaya

Bin dekhaein tuje, ab kahin chain na aye
Man ki tadpan, her waqat muje bechain kiye jaye

Kareeb tere her pal rahne ko dil karta hai
Kho na jaaye kahin tu, her pal isse darta hai
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #575 on: May 03, 2006, 05:58:28 PM »
Reply with quote
Thanks...

aab aapne itne acche se likha diya.. yeh banda aur gustakhi kya kare...


Dil se Dil ke Rishte jurd gaye hain
DO Anjaan Abb Jaane pehchaane ban gayin hain

Na kuch Khabar tujhe... na koi hosh mujhe
In Kaache Daghone mein na jaane Kaise baand gaye hain

Kabhie Hasi ke toh kabhie Ghum ke
Ek Dusre ke Aanson humne Ponche hain

bin maange Raab se kuch sunehari lamhe,
yaddon mein apni bhar liye hain
 
Bas Tum na Karo baat judai wali
Wol Pal Jeet ke Saanson se baand gayein...!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #576 on: May 04, 2006, 07:28:29 AM »
Reply with quote
Sorry Doston Pata Nahi Chala,...
ke Gesu Ji Lardki Hain Sorry,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #577 on: May 04, 2006, 07:31:07 AM »
Reply with quote
Mohabbat Mein Tere Main Aisa Kaam Kar Jaaoonga,..
Subhaa Ko Din Aur Din Ko Shaam Kar Jaaoonga,..
Bharosa Hai Tujh Par Tu Nibhaayegi Mujhse Wafa,..
Gar Nahi To Apna sab Kuch Tere Naam Kar Jaaoonga,..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #578 on: May 10, 2006, 06:39:41 PM »
Reply with quote
Waah..Waah..bahut khoob..jeet..pooja n Azeem
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #579 on: May 10, 2006, 06:40:47 PM »
Reply with quote
Main apna aaj apna kal tumhare naam karti hu
main is jeevan ka har ek pal tumhare naam karti hu

tumhare dukh udasi ghum sabhi ranj o alam lekar
main apni har khushi tumhare naam karti hu

tumhare bin har ek pal mujhe bechain rakhta hain
main apna dil jo hai bekal tumhare naam karti hu

barasta bheegta mausam hai kamzori meri lekin
main yeh sawan ghata baadal tumhare naam karti hu...

Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #580 on: May 11, 2006, 02:20:45 AM »
Reply with quote
Wah Anjum.. bhut Khoob

lekin app itne dino tak kahan thi ? Nazar nahi aaye humein !!!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #581 on: May 12, 2006, 09:11:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "*Anjum*"
Main apna aaj apna kal tumhare naam karti hu
main is jeevan ka har ek pal tumhare naam karti hu

tumhare dukh udasi ghum sabhi ranj o alam lekar
main apni har khushi tumhare naam karti hu

tumhare bin har ek pal mujhe bechain rakhta hain
main apna dil jo hai bekal tumhare naam karti hu

barasta bheegta mausam hai kamzori meri lekin
main yeh sawan ghata baadal tumhare naam karti hu...



excellent anjum ji............
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #582 on: May 12, 2006, 09:14:23 AM »
Reply with quote
Tera naam saanso ke saath saath chalta hai,
Deedar-e-yaar ki tadap per in dhadkano ka saaz chalta hai,
Tumhare liye khushboo-e-wafa chaman mein failaayi hai,
Milne aao zara dekho meri aankhon mein paani hai...


gesu's koshish!!!!!!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #583 on: May 12, 2006, 12:25:53 PM »
Reply with quote
bahut khoob GESU JI, ANJUM JI..........

Saanson me naam tumhara, dil me tadap milan ki,
mahaka rahi hai aaj mujhko, khusbhu tere badan ki...
tumhare liye hi to yeh sej sajai hai apne ashqon se,
aaj to de do ijazat khud ko, meri dulhan banane ki......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #584 on: May 12, 2006, 04:15:28 PM »
Reply with quote
Shukriya Anjum ,.
And App logon Ne Bhi bahoot Acha Likha Hai,..
Logged
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43 ... 48
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 08:06:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer