~~!!~~Mohabbat Karte Rahenge~~!!~~

by waheed_rose2004 on October 20, 2006, 06:49:38 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 4081 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #30 on: November 01, 2006, 08:35:04 AM »
Reply with quote
Wonderfullllll   Sonu..........Gaurav,...........Azeem
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hum hosh men mohabbat nahi karte by suryamani in Shayari -e- Husn
Mohabbat woh bhi karte hain aur hum bhi! by hariom in Shayri-E-Dard
Nafraton se mohabbat karte hain by @kaash in Shayri-E-Dard
mohabbat to sabhi karte hei dunia me by hameeda in Share:Masti-Funny Punjabi Shayari
MOHABBAT HUM KARTE HAIN by Vivek kr. Shukla in Share:Love Poetry
Sonu
Guest
«Reply #31 on: November 04, 2006, 02:23:12 AM »
Reply with quote
Thanks munaa....

thanks majid bahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: November 04, 2006, 12:59:40 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sonu Sis,..
Thank You Gaurav Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: November 04, 2006, 01:02:07 PM »
Reply with quote
Mohabbat Hum Kar Baithe,..
Phir Se Kisi Ko Dil De Baithe,..
Ab To Bas Yahi Duaa Hai Aur Darr Ke Phir Dil Mera Na Toote,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #34 on: November 04, 2006, 05:26:17 PM »
Reply with quote
Azeem bahi shukriya...

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Sonu Sis,..
Thank You Gaurav Bhai,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #35 on: November 04, 2006, 05:26:52 PM »
Reply with quote
Door reh kar bhi tujh se mohabbat karna mujhe acha laga
tu bata ,aakhir tujhe yeh waaqiaa kaisa laga?
 
Itne faslay mein bhi hain teri qurbat ke mazay
tujh se milna,tujh ko chahna mujhe acha laga
 
Silsalay teri yaadun ke phailay hain har taraf
teri chah,teri raah mein bhatakna mujhe acha laga
 
Raakh urrne lagi hai mann mein jalti bujhti yaadun ki
shaam dhalay teri yaad ke deep jalana mujhe acha laga
 
Kaise kahun tere bin dasti hai mujh ko tanhaii
teri ulfat,teri furqat mein ratt-jaga karna mujhe acha laga
Woh aanch thi hawa mein ke kali tak bhi sulagg gaii
aise mein tera ghatta ban ke barasna mujhe acha laga
 
Faaslay mitt na paaein ge inn dooriun ke kabhi
tasawar mein tera aa ke dil ko behlana mujhe acha laga
Cheen li neend jab aa ke teray khiyaalun ne
teri tasweer pe chupke se houtun ko rakhna mujhe acha laga
Logged
Sonu
Guest
«Reply #36 on: November 06, 2006, 03:32:27 AM »
Reply with quote
shukriyaa majid bahi...

Quote from: "majid"
ji huem ye waqia bohat achha laga

bohat khoob sis
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #37 on: November 06, 2006, 10:57:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Door reh kar bhi tujh se mohabbat karna mujhe acha laga
tu bata ,aakhir tujhe yeh waaqiaa kaisa laga?
 
Itne faslay mein bhi hain teri qurbat ke mazay
tujh se milna,tujh ko chahna mujhe acha laga
 
Silsalay teri yaadun ke phailay hain har taraf
teri chah,teri raah mein bhatakna mujhe acha laga
 
Raakh urrne lagi hai mann mein jalti bujhti yaadun ki
shaam dhalay teri yaad ke deep jalana mujhe acha laga
 
Kaise kahun tere bin dasti hai mujh ko tanhaii
teri ulfat,teri furqat mein ratt-jaga karna mujhe acha laga
Woh aanch thi hawa mein ke kali tak bhi sulagg gaii
aise mein tera ghatta ban ke barasna mujhe acha laga
 
Faaslay mitt na paaein ge inn dooriun ke kabhi
tasawar mein tera aa ke dil ko behlana mujhe acha laga
Cheen li neend jab aa ke teray khiyaalun ne
teri tasweer pe chupke se houtun ko rakhna mujhe acha laga


awesome   Sonu...............nice  workkkkk

zindgi ki uljhi rahon mian log milty rehte hian
qurbaton ke raston mian dost bicherty rehty hian

yehi dustoor yehi rasm-e-dunya hai kiya kijiye
bas jo duaian jo muhabbatian milen liya kijiye

kuch apni kehty jaiye kuch hamari sunte jaiye
muskarahtian bhikerte jaiye yaden samet tey jaiye

kab kahin in hi raston per koi apna mil jae
aisi aas ko liye manzil ki taraf bharte jaiye

azad punchiyon ki tarah huwaon mian urte jaiye
phol ki kushboo ki tarah fiza mian bhikerte jaiye ....nm
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: November 06, 2006, 01:12:30 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sonu Didi Kamaal Ka Likha Hai Apne,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #39 on: November 06, 2006, 09:39:31 PM »
Reply with quote
shukriyaa Waheed.... bahut khoob... bahut ach alikha hia tumney...


raaz dil key jub bhi chupaye hai usney
sara din humsey nazrey churayee usney
hum pedh na ley kahi haal dil ka
beyvajhaa humari baatu per muskuraya usney
sitam kahee yea dariyadil
humey kabhi apna to kabhi gaar banya usney....

Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Sonu"
Door reh kar bhi tujh se mohabbat karna mujhe acha laga
tu bata ,aakhir tujhe yeh waaqiaa kaisa laga?
 
Itne faslay mein bhi hain teri qurbat ke mazay
tujh se milna,tujh ko chahna mujhe acha laga
 
Silsalay teri yaadun ke phailay hain har taraf
teri chah,teri raah mein bhatakna mujhe acha laga
 
Raakh urrne lagi hai mann mein jalti bujhti yaadun ki
shaam dhalay teri yaad ke deep jalana mujhe acha laga
 
Kaise kahun tere bin dasti hai mujh ko tanhaii
teri ulfat,teri furqat mein ratt-jaga karna mujhe acha laga
Woh aanch thi hawa mein ke kali tak bhi sulagg gaii
aise mein tera ghatta ban ke barasna mujhe acha laga
 
Faaslay mitt na paaein ge inn dooriun ke kabhi
tasawar mein tera aa ke dil ko behlana mujhe acha laga
Cheen li neend jab aa ke teray khiyaalun ne
teri tasweer pe chupke se houtun ko rakhna mujhe acha laga


awesome   Sonu...............nice  workkkkk

zindgi ki uljhi rahon mian log milty rehte hian
qurbaton ke raston mian dost bicherty rehty hian

yehi dustoor yehi rasm-e-dunya hai kiya kijiye
bas jo duaian jo muhabbatian milen liya kijiye

kuch apni kehty jaiye kuch hamari sunte jaiye
muskarahtian bhikerte jaiye yaden samet tey jaiye

kab kahin in hi raston per koi apna mil jae
aisi aas ko liye manzil ki taraf bharte jaiye

azad punchiyon ki tarah huwaon mian urte jaiye
phol ki kushboo ki tarah fiza mian bhikerte jaiye ....nm
Logged
Sonu
Guest
«Reply #40 on: November 06, 2006, 09:41:27 PM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut bahut shukriyaa...

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Sonu Didi Kamaal Ka Likha Hai Apne,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: November 08, 2006, 02:54:46 PM »
Reply with quote
u Are Always Welcome Didi,.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #42 on: November 09, 2006, 06:44:27 AM »
Reply with quote
shukriyaa Azeem... Majid bahi shukrya.. Majid bahi apka bhi yea per sawaget hai mehfil mey...

ah hi gaye hu mehfil mey
to 2 lafzo ki khanai suna jaow
humari to sun chukey hu kuch apni sunaa jaow
mehfil mey yeo gum sum bethney sey keya fayda
mehfil saji hia dostu ki
2-4 mahubaat key karvaa key geet tumbhi suna jaow...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #43 on: November 10, 2006, 06:13:00 PM »
Reply with quote
your most welcome Majid bhai... bahut acha likha hai ...

Quote from: "majid"
shukariya sis

HUM CHUP HI RAHE TO ACHHA HOGA....
HUM KUCH NA KAHE TO ACHHA HOGA.....
AKSAR KAHI DIL TUT JAATE HAI HUMAARE BOLNE ...
IS LIYE HUM APNA DARD DIL MAIN HI RAKEH TO ACHHA HOGA...
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #44 on: November 10, 2006, 07:59:43 PM »
Reply with quote
uff ho ! tabahi macha rakhi hai tum logon ny yahan to :D ! bohat hi awesome class poetry hai ! khool all ! ................

Woh paas baithay to aaatee hai dilruba khushboo,
Woh apnay hothon pay khilta gulab rakhtay hain !

Har ik wark mein tum hi tum ho jaan-e-mehboobi,
Hum apnay dil ki kuch aaisee kitab rakhtay hain !

Jahan-e-ishq mein Sohni kahin dikhayee dey,
Hum apni aankh mein kitnay Chenab rakhtay hain !

Woh apnay chehray mein sau aaftaab rakhtay hain,
Isiliyey to woh rukh pay nakaab rakhtay hain !
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 02:32:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer