~*~Mohabbath~*~

by *Anjum* on April 24, 2006, 06:49:20 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 4264 times)
master_mithu
Guest
«Reply #45 on: May 01, 2006, 10:44:11 AM »
Reply with quote
mohaabat naa do naam us fasanee ko
bhoool jaane do mujee us guzree  jamanee koo
tinkaa tinkaa sajaya thaa aashiyaaa jo mainee
aapnoo ki hi thi nazar uskoo mitanee kooo
sajayiii hai raahe kyoun phuloo se yaar nee
dartaa hai dil meraa us rastoo pee jaane koo
barbaad to hu hiii jab see main aabad huyaa
aab to bas jindagii reh gayii hai mitanee koo
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dosti Vs Mohabbath by zinoor in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
kaiynath
Guest
«Reply #46 on: May 01, 2006, 11:57:56 AM »
Reply with quote
mohabat hai naam haaraton ka
mohabat hai naam luth jaane ka
kisi ki aarzoo main khud ko jalana
mohabat hai naam ek shaama ka
Logged
master_mithu
Guest
«Reply #47 on: May 01, 2006, 05:05:24 PM »
Reply with quote
har hasrat badnaam huyi mohaabat main
har koshish nakam huyiii mohaabaat main
haam aabad theey to roshaan thaa saaweraa bhi
hum lootey to shaam huyi mohaabat main
aarzuuu main jaal gyaa jab parwanaa
phir shaamaa ki pehchaan huyii mohaabat main
wo khushii wo chain wo sakoon sab gaya
duniyaa meriii viraaan huyiiii mohaabat main
ek aarzuu wo humee phooolo ko paane ki
kaantooo se lahu luhaan huyiii mohaabat main
Logged
Pooja
Guest
«Reply #48 on: May 01, 2006, 05:10:06 PM »
Reply with quote
wah kaya bahaar chai hui hai.... good job all
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #49 on: May 01, 2006, 05:43:44 PM »
Reply with quote
Aao bandh doon yeh Sama Mahobbat ka in Fizaon me.....
Rang doon yeh Dunia apne Pyar mein......

Tum kya rokogi mujhe jise yeh jamana na rok paya......
Cheer ke dekha jo seena apna toh chehra tumhara hee paya......!!!!!
Logged
master_mithu
Guest
«Reply #50 on: May 01, 2006, 05:58:28 PM »
Reply with quote
bhaar to aap see hai
hum too haai kuch paatey bikhree huyee
roshnii to aap se hai
hum to aandherooo see liptey huyee
mohaabat to aap see hai
hum too hai nafratoo main simtey huyee
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #51 on: May 01, 2006, 06:06:35 PM »
Reply with quote
bahut khoob MAster sahab :D
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #52 on: May 01, 2006, 06:47:50 PM »
Reply with quote
Bahut ache..shayar ji..kainath n master mithu..keep going Usual Smile
Logged
Tosha
Guest
«Reply #53 on: May 01, 2006, 07:03:34 PM »
Reply with quote
Good work Anjum and SD and the rest !!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: May 03, 2006, 07:24:02 AM »
Reply with quote
Bahoot Acha Likhe Ho Doston,..

Mohabbat Hum Kuch Is Tarah Kar Jaayeinge,..
Hamare Nagmein Is Duniya Mein Misaal Banjaayenge,..

Mohabbat Humari Dekh Saare Tadarp Jaayeinge,..
Jinhone Chot Khaai Ho Ismein Wo Sab Muskuraayeinge,..

Asar Hum Apni Chahat Ka Kuch Aisa Chord Jaayeinge,..
Hum Na Raheinge Phir Bhi Sab Ko Hum Yaad Aaayeinge,..

______________-Azeem-_______________
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #55 on: May 03, 2006, 07:37:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
Good work Anjum and SD and the rest !!!

thnx tosha
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #56 on: May 03, 2006, 07:40:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"


Mohabbat Hum Kuch Is Tarah Kar Jaayeinge,..
Hamare Nagmein Is Duniya Mein Misaal Banjaayenge,..

Mohabbat Humari Dekh Saare Tadarp Jaayeinge,..
Jinhone Chot Khaai Ho Ismein Wo Sab Muskuraayeinge,..

Asar Hum Apni Chahat Ka Kuch Aisa Chord Jaayeinge,..
Hum Na Raheinge Phir Bhi Sab Ko Hum Yaad Aaayeinge,..

______________-Azeem-_______________


Azeem..Marhaba..marhaba.. Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: May 03, 2006, 08:52:06 AM »
Reply with quote
Shukriya Anjum Ji,..

Loota Kar Dekhenge Hum Apni Jaan Mohabbat ke Naam Par,..
Ke Ismein Ek Ajab Nashaa Hai Jo Har Kisi Ko Nahi Milta,..
Logged
master_mithu
Guest
«Reply #58 on: May 03, 2006, 02:38:28 PM »
Reply with quote
good work jaansheen
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #59 on: May 05, 2006, 06:56:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
Humein hai mahobbat tum se kaise tujhe hum batayen
Yeh raaz bhala kaise duniya se hum chupayen

Ek sanam teri saadgi pe fida ho gaye hum
Tera chehra yeh roz sapno mein aakar humein sataye

Tumhe kya khabar koi tumhe kis qadar chahta hai
Dil darta hai jatayein to kaise hum jatayen

Dil ki har umang pe, mausam ke har rang pe
Koi chupke se aakar tera naam kyun likh jaayein

Tum base hua ho humdum sirf mere sapno mein
Par tum zindagi ki haqiqat ho kaise hum batlayein

Mahobbat ka koi imtihaan le kar dekho mere sanam
Tere liye Khuda ki kasam chir ke dil dikh layein


Waah..bahut khoob majid...
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 08:18:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer