Mohabbat-Sirf unke liye

by shayar_dildaar on August 14, 2005, 10:10:38 PM
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27
ReplyPrint
Author  (Read 27917 times)
ranjana
Guest
«Reply #330 on: June 16, 2006, 09:13:34 AM »
Reply with quote
shukriya SD ji................ Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
UNKE LIYE KYA RONA by VIKRANT in Shayri-E-Dard
unke liye kya rona jinke aashiq hazaar hai by neha17 in Shayri for Dard -e- Judai
unke liye jo duniya se udas hai!!!!! by deepak_mittal143 in Shayri-E-Dard
MERE KHAWAB UNKE LIYE by amarhellboy in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat Sirf Wo Jiska Anjaam Mohabbat hai by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
shayar_dildaar
Guest
«Reply #331 on: June 19, 2006, 05:54:52 AM »
Reply with quote
Raaton ko neendh nahin, din mein nahin chain;
haathon mein jaam, fir bhi dil hain bechain;
Pee lete hain sharab, yeh judaai na ho sehen;
Aa gale lagh ja mere, kar iss dil pe rehem....
[/color] :wink:
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #332 on: June 19, 2006, 08:00:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Kaise Kahu kitna tadap uthta hain yeh dil;
Duur rehna unse kitna hain mushkil.

Soochta hu laut jau unke Saahil;
Lekin kambaqt yeh taalim hain jaahil.

Mohabbat hain unka mere dil mein Sarbasar;
Unke bina yeh zindagi hain zeher.

kaisa saajish hain ye o mere khudha;
Kabh samjhega tu yeh aashiq ka jazbah;
Ab nahin reh sakta unse mein judaah.

bahut khoob likhten hain aap bhi......  


aate hi honge vo kahin
khushboo to hai hawaon me
sona na tum abhi kahin
rang hain ab fizaon me
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #333 on: June 19, 2006, 12:41:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Main toh dildaar, dillagi mera kaam;
saajan ko apne bhejhu mohabbat ka paighaam...

Har paigham mein likhu sirf mohabbat ka naam;
Lafzo se pilau unhein pyaar bhara jaam...

Woh khushi se muskuraye, jab mile yeh paighaam;
Bhejhe sandesa chaand ke zariye,
Kahein, "pilau mohabbat ka jaam, subah-shaam...."
[/color]


Wah wah wah shayarji.................
Soooooooooooo Sweeeeeeeeeeeeeeeeetttttttttttt................ :wink:  Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #334 on: June 20, 2006, 05:00:56 AM »
Reply with quote
hmmmmmm....good u liked it nazaakat

thanx tabassumji
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #335 on: June 20, 2006, 11:34:00 PM »
Reply with quote
Aaj fir gulposh mein bahar ai;
Meher-o-maah (sun and moon) ne khub saath nibayi;
Mehar ki saaki ban, chand ne, chandni dhikhayi;
Chandni bhi mast fir mehar kyun bane harjai...
[/color]
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #336 on: June 21, 2006, 10:20:45 AM »
Reply with quote
Bahot achhi lagi eh jankar k---------
Meher-O- Maah ne khub saath nibhayi...Very Nice... Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #337 on: June 22, 2006, 04:33:28 AM »
Reply with quote
Shukriyan janaab
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #338 on: June 23, 2006, 05:13:47 AM »
Reply with quote
Aaj romantic scene kuch iss tarah ka hain....

The girl had ditched the guy when he loved her..After some years she comes back again..Haunting his love for her...She is still the same beautiful gurl he had loved..But now he does not want to look back and have his heart shattered..Wahi phase likh raha hu...

Jab ishq ke lauh mein jal rahey they;
Tumhein har ghadi, pukar rahein they..

Nazranah mohabbat ka tabh diya na tha;
Mere ishq pe nawajish tabh kiya na tha...

Muskurate huye, aaj mere darwaze pe fhir khadhi ho;
Woh ruksaar, woh nazaakat, aaj bhi wahi pari ho...

Fhir nazdeek aur na auu,iss dil mein chahne ki kabiliyat nahin;
Unn lamhon ko dohrane ki mujhme sahoolat(gentleness) nahin...
[/color]
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #339 on: June 23, 2006, 06:22:33 AM »
Reply with quote
bhut khoob sd ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #340 on: June 23, 2006, 06:32:06 AM »
Reply with quote
kya baat hai SHAYAR SAHAB... kamaal ka likha hai aapne.......... waqai YOINDIA ke beshkimti moti hain aap.......
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #341 on: June 23, 2006, 06:34:17 AM »
Reply with quote
very nice SD JI....................

        mohabbat sirf unke liye mere dil mai hai
        unke ishq ke kaafile meri manzil mai hai
 
      ud raha hoon aaj jis aasman mai hoke main befikar
      uski hi sargoshi ka chaand tamanna-e-hasil mai hai

       uske ishq ke sagar mai dub jaane mai kya hai
       lutf to ishq ki kashti ko dubana sahil mai hai
         

................@fahi@.....................
Quote from: "shayar_dildaar"
Kaise Kah
u kitna tadap uthta hain yeh dil;
Duur rehna unse kitna hain mushkil.

Soochta hu laut jau unke Saahil;
Lekin kambaqt yeh taalim hain jaahil.

Mohabbat hain unka mere dil mein Sarbasar;
Unke bina yeh zindagi hain zeher.

kaisa saajish hain ye o mere khudha;
Kabh samjhega tu yeh aashiq ka jazbah;
Ab nahin reh sakta unse mein judaah.
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #342 on: June 23, 2006, 06:56:28 PM »
Reply with quote
Shukriyan Tabassum, Fahi and Vicky sahab...

Fahi good one bro...
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #343 on: June 24, 2006, 08:15:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Aaj romantic scene kuch iss tarah ka hain....

The girl had ditched the guy when he loved her..After some years she comes back again..Haunting his love for her...She is still the same beautiful gurl he had loved..But now he does not want to look back and have his heart shattered..Wahi phase likh raha hu...

Jab ishq ke lauh mein jal rahey they;
Tumhein har ghadi, pukar rahein they..

Nazranah mohabbat ka tabh diya na tha;
Mere ishq pe nawajish tabh kiya na tha...

Muskurate huye, aaj mere darwaze pe fhir khadhi ho;
Woh ruksaar, woh nazaakat, aaj bhi wahi pari ho...

Fhir nazdeek aur na auu,iss dil mein chahne ki kabiliyat nahin;
Unn lamhon ko dohrane ki mujhme sahoolat(gentleness) nahin...
[/color]


Kya baat hain shayarji..aaj zara dusre style mein likhe hain aap.. :wink:
Phir bhi achhi lagi...
This new style is simply superb!! Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #344 on: June 24, 2006, 08:20:14 PM »
Reply with quote
Saalon se pukar rehen hain
Par tum toh atey nahin..
Kis yaadon k niche chupe huey hain
eh bhi batate nahin...
Aab to intezaar ki imtehaan ho gayee
Aa jao, humhare saalon ki intezaar ko kabhi toh milo
Aur humare sapno such bana jao...
 
Logged
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 02:11:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer