NASHA bina jaam

by Tosha on August 26, 2004, 06:12:37 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10
ReplyPrint
Author  (Read 10868 times)
Aryaan
Guest
«Reply #105 on: June 24, 2005, 11:48:03 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Tosha....

IshQ ka jahan bhi naam hota hai
Tarapna sisakna aam hota hai

Karvatein badalna, tamaam raat jaagna
Zakhmon ko dil se kaam hota hai

Khushnaseeb kabhi ishQ, ho nahi sakta
Yeh tau badnaseebiyon ka jaam hota hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Nasha by anshumanverma in Shayri for Khumar -e- Ishq
nasha by salaam2all in Ghazals
nasha by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
nasha by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
nasha by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Tosha
Guest
«Reply #106 on: June 25, 2005, 06:00:48 AM »
Reply with quote
na jane kyo aaj lagta hai kushnaseeb hun main
ishq main is kadar baheki hui hun main
.....
khoob...Aryan!!!
....
yeh mitha sa daard ja hota hai ishk main
tarasti aakhi jo jati hai naam ishq main
yahi to HOLD hai ishq kmohabbat main
Logged
Tosha
Guest
«Reply #107 on: July 04, 2005, 07:17:28 AM »
Reply with quote
bin jaam zhoom rahe hai hum
aasmaan main udar rahe hai mum
teri mohabbat ne diya hai sahara
teri mohabbat bas gunguna rahe hai hum
Logged
Tosha
Guest
«Reply #108 on: July 14, 2005, 07:54:21 AM »
Reply with quote
aakh hai bhari bhari aur tum muskarane ki baat karte ho
zakham hai hara abhi aur tum dil lagane ke baat karte ho
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #109 on: August 06, 2005, 05:43:59 AM »
Reply with quote
kabhi mujhko hansaye, kabhi mujhko rulaye
mujhe kitna satati hai, woh ladki bohot yaad aati hai
woh ladki bohot yaad aati hai.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #110 on: August 06, 2005, 08:38:16 AM »
Reply with quote
yeh kaha aagaye hum
yuhi saath chalte chalte
yeh kaha aagaye hum
anjan bante bante
khel khel main na jane
kab mohabbat kar baithe
sapne sanjote rahe gaye
khule aam yeh gustakhi kar gaye
kabhi roye kabhi hase
aasuo sang muskarate rahe gaye
anjane kise modh pe
jindgi tere naam kar gaye
yeh kaha aagaye hum
ke laut ke jaana namumkin ho gaya
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #111 on: August 06, 2005, 08:41:58 AM »
Reply with quote
haan , sach he to hai.............................................. ........
Logged
Tosha
Guest
«Reply #112 on: August 06, 2005, 03:35:16 PM »
Reply with quote
chal padro ek ore, to dosre ore kai chut jaate hai
par rishte aur bhandhan hum umar bhar nibhate hai
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #113 on: August 08, 2005, 06:55:10 AM »
Reply with quote
ye dastoor nahi hai dunia ka , yaahan to sab akela chhod jaate hain
laga to lete hain dil sabse , lekin jaate hue iss tod jaate hain.............
Logged
Tosha
Guest
«Reply #114 on: August 08, 2005, 07:11:42 AM »
Reply with quote
Jana to sab ko hota hai ek din, yehi to dastoor hai kudrat ka
jane wale ka bhi to hota hai dil hathele pe, rishta par chutta nahi hai
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #115 on: August 08, 2005, 07:26:55 AM »
Reply with quote
deewano ke dunia ka aalam he nirala hai
haste hain to haste hain rote hain to rote hain...............



nm
Logged
Tosha
Guest
«Reply #116 on: August 08, 2005, 07:49:18 AM »
Reply with quote
Junoon-e-mohabbat ki bandgi dekho
aakhon main nahi labo pe hasi de gai
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #117 on: August 08, 2005, 07:52:46 AM »
Reply with quote
jii....................................


chhod aaye hum woh galiyaan...............................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #118 on: August 08, 2005, 08:09:14 AM »
Reply with quote
Mubarak ho...!!!
...
in aakhon ko nami dil ko gila dene ke liye
in labo ko pyaas dil main aas dene ki liye
chor do tum ki shikhwa na rahe koi
nahi cheen sakte wo yaaden, wo nishan hai mere jeene ke liye
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #119 on: August 08, 2005, 08:22:00 AM »
Reply with quote
ye to ab waqt he bata sakta hai.......................................
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 12:01:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer