Pehla ehsaas!

by salma786 on February 19, 2009, 07:14:30 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1723 times)
1234jamil
Guest
«Reply #15 on: February 20, 2009, 03:21:35 PM »
Reply with quote
Salma jee ke liyeeeeeee.


Unki galiyoon se jab guzre to manzar ajeeb tha,
Dard tha magar wo dil ke kareeb tha

Unki galiyoon se jab guzre to manzar ajeeb tha,
Dard tha magar wo dil ke kareeb tha,


Jise hum dhoondhte the apni hathoon ki lakeeroon mein,
Wo kisi doosre ki kismat, kisi aur ka naseeb tha;
Aaj bhi manzar kuch aisa hi hai, hum hai wahi akele tanha………
Jenha wo kabi saath or mere aas paas tha…


Unki galiyoon se jab guzre to manzar ajeeb tha,
Dard tha magar wo dil ke kareeb tha,


Kabhi ye Dil Hum ko samjhata hai……………………
To kabhi hum iss Dil ko samjhatey hai……………….
Aaj hai wo kisi ki orr ki raat ka chand to kya ……….
Parr kabhi to wo mera apna, Meri Jaan tha……………

Unki galiyoon se jab guzre to manzar ajeeb tha,
Dard tha magar wo dil ke kareeb tha,


This is jamillllllllllllll.

*Edited by Monitor*

Not Mine
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pyar ka pehla pehla kadam... by dhadkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
pehla pyar by sachin_9810****** in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Pehla ehsaas! by salma786 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
----- /// Wo pehla sparsh ka ehsaas /// ------ by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
mohabat ka pehla ehsaas by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
salma786
Guest
«Reply #16 on: February 21, 2009, 06:54:24 AM »
Reply with quote
EHSAAS BAHUT HOGA JAB CHOR KE JAYENGE
ROENGE BAHUT MAGAR AANSOO NAHI AAYENGE
JAB SAATH KOI NA DE TOW AWAAZ HAME DENA
AASMA PAR HONGE TOW BHI LAUT KA AAYENGE


This is jamil

Nice Jamil ji

Juda hokar bhi wo apni,
Tanhaiyoon me hume hi paenge,
Umid to unhe bhi hogi dil se,
K Guzre waqt phir laut ayenge!
Logged
salma786
Guest
«Reply #17 on: February 21, 2009, 06:57:55 AM »
Reply with quote
Acha Asghr ji ab samjhi DOH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #18 on: February 21, 2009, 07:14:36 AM »
Reply with quote
Unka asar kuch aisa hua humpar,
Hosho-hawaaz hum kho baithe,
Hume khud hi maloom na hua,
Kab unke hi hum ho baithe!


Unse milne ki khwahish me,
Na din me chain, na raato ko,
Jab khud hi samajh na paye hum,
Kaise jatlate apne jazbato ko!


Unki Khamoshi bhi humse,
Kayi sawaal kar jati hai,
Jo zubaan keh na paye,
Nazar wo kamaal kar jati hai!


Ikrar-e-mohabbat ki,
Hume parwa hi nahi hai,
Unki nazr-e-inayat hogi,
Dhadkan ko yakeen hai!
love9
Very nice one Salma Ji
Logged
salma786
Guest
«Reply #19 on: February 21, 2009, 07:20:05 AM »
Reply with quote
Thanks Harish ji
Logged
1234jamil
Guest
«Reply #20 on: February 21, 2009, 11:52:01 AM »
Reply with quote
                       EHSAAS-E-JAMIL
                      SALMAji ke liye

Baat tab ki hai jab HUSN parde me rahta tha aur ISHQ use dekhne ki KHUDA se aarzu kiya karta tha kehta tha Ya KHUDA hawa ka ek jhonka aaye aur HUSN benaqab ho jaye, achanak ek din ISHQ chal basa aur HUSN uske KABR pe Phool chadhane gaya to hawa ka ek jhonka aaya aur HUSN benaqab ho gaya to KABR se AWAAZ aayi ya KHUDA ye kaise teri KHUDAI hai aaj jab maine parde me hun to HUSN benaqab aayi hai

Logged
salma786
Guest
«Reply #21 on: February 21, 2009, 02:10:51 PM »
Reply with quote
Nice one jamil ji!
Logged
salma786
Guest
«Reply #22 on: February 21, 2009, 03:32:42 PM »
Reply with quote
Thanks lot Kaash ji... m obliged Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 02:39:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer