Phir Se Mohabbat Hui,..

by Jaanasheen on May 19, 2006, 04:01:23 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 7019 times)
mrkotians
Guest
«Reply #30 on: May 31, 2006, 05:38:16 AM »
Reply with quote
janab kamaal ki shayari...

hum us barbaadi ka naam zindagi rakh diya
hum us maut ka bhi naam zindagi rakh diya
ab kya bacha tujhse lootane ke baad
hum us kismat ka bhi naam zindagi rakh diya...

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Kismat,..

Mohabbat Humne Manaa Zindagi Barbaad Karti Hai,..
Ye Kya Kam, Hai Ke Marjaane Se Duniya Yaad Karti Hai,..

Kisi Ke Ishq Mein Sab Kuch Lootakar Hum Bhi Dekheinge,..
Teri Mehfil Mein Kismat Azmaakar Hum Bhi Dekheinge,..

_________________________________-Shakeel Badayuni-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: June 01, 2006, 06:32:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "mrkotians"
janab kamaal ki shayari...

hum us barbaadi ka naam zindagi rakh diya
hum us maut ka bhi naam zindagi rakh diya
ab kya bacha tujhse lootane ke baad
hum us kismat ka bhi naam zindagi rakh diya...

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Kismat,..

Mohabbat Humne Manaa Zindagi Barbaad Karti Hai,..
Ye Kya Kam, Hai Ke Marjaane Se Duniya Yaad Karti Hai,..

Kisi Ke Ishq Mein Sab Kuch Lootakar Hum Bhi Dekheinge,..
Teri Mehfil Mein Kismat Azmaakar Hum Bhi Dekheinge,..

_________________________________-Shakeel Badayuni-
Bahoot Khoob Likha Hai Tumne Manjoo Bhai,..

Mohabbat Ki Keemat Adaa Hum Kareinge,..
Jafaaein Karo Tum Wafaa Hum Kareinge,..
Duaa Jab Ke Dete Hain Hum Dushmano Ko,..
Kyun Tumhare Liye Badduaa Hum Kareinge,..

____________________________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: June 07, 2006, 08:01:22 AM »
Reply with quote
Mohabbat Agar Mil Jaaye Yahan Kisi Ko To Ban Jaaye Zindagi,..
Mohabbat Mein Gar Lag Jaaye Thokar To Sambhale Na Sambhalti Hai Zindagi,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: June 07, 2006, 08:12:00 AM »
Reply with quote
Mil Jaaye Mohabbat Kisi Ki To Sawar Jaaye Zindagi,..
Kabhi Milti Hai Chotein Mohabbat Mein Bhi Doston,..
Jiske Dum Se Bikhar Jaaye Zindagi,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: June 07, 2006, 08:22:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
NICE 2 ALLLLL


Tamanna to jahan ki karte hai hum!
Par har dil jise apna mane woh hamara to nahi hota!
Dariya-e-mohabbat me toofan bhi hai bhavar bhi par har kisti ki kismat me kinara to nahi hota.


Waah Bhai bahoot Khoob,..

Tamanna-e-Mohabbat Har Ek Se Karte Hain Hum,...
Phir Bhi Unki Ruswaai Se Darte Hain Hum..
Wo Kare Humse Mohabbat To Khush Hai Hum,..
Gar Nahi Karte To Bhi Unpar Marte Hain Hum...

____________________________-Jaanasheen-
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #35 on: June 07, 2006, 08:33:00 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai AZEEM BHAI  aur MAJID BHAI..

Is kadar mujh pe mohabbat-e-nasha chhaya hai,
dekhta hoon jidhar bhi, bas tu hi nazar aaya hai.....
yeh teri mohabbat ka jadoo nahi to aur hai kya,
khwabon aur khayalon me bas tumko hi paya hai.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: June 07, 2006, 01:43:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
wah kya baat hai AZEEM BHAI  aur MAJID BHAI..

Is kadar mujh pe mohabbat-e-nasha chhaya hai,
dekhta hoon jidhar bhi, bas tu hi nazar aaya hai.....
yeh teri mohabbat ka jadoo nahi to aur hai kya,
khwabon aur khayalon me bas tumko hi paya hai.....


Shukriya Bhai Jo Tum Yahan Aaye,..

Har Taraf Tere Chehra Nazar Aata Hai,.
Ye Teri Mohabbat Ki Intehaa Hai Ya Mera Deewanapan,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: June 07, 2006, 01:48:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
THANS N NICE 2 you

Guzra zamana teri mohabat ka
Aik bhooli hui kahani hey
Teray koochay mein umer bhar na gaye
Sari duniya ki khak chani hey
Lazat-e-kurab hoo k zakham-e-firak
Jo bhi hey, teri meharbani hey
Kis tamana say tujh ko chaha tha
Kis mohabat say haar mani hey
Apni kismat pay naaz karta hoon'main
Jub teray shehar say guzarta hoon main


Waah Majid Bhai Propose Karne Ka Tareekha Koi Appse Seekhe,..
Bahoot Khoob,....

Jab Tere Sheher Se Guzarta Hoon Main,..
Akelepan Mein Bhi Muskurata Hoon Main,..
Teri Tasweer Ko Dil Se Lagaaye Harpal,..
Tanhai Mein Baitkar Ye Sochta Hoon Main,..
Ke Jis Ghadi Tujhe Dekha Maine Wo Ghadi Ko,..
Har Pal Aane Ko Poochta Hoon Main,.
Tere Dum Se Meri Zindagi Mein Raunakh Hai,..
Isliye Har Pal Tera Khayal Karta Hoon Main,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: June 07, 2006, 02:10:29 PM »
Reply with quote
Andaaz Apka Niraala Hai,..
Apke Har Labz Mein Ujaala Hai,..
Koun kehte Hain Ki Aashiq Haar Jaate Hain,..
Har Aashiq Ke Peeche Khuda-e-Talaa Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: June 07, 2006, 02:27:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
NICE

HUMAARA HAR LAFZ BEJAAN HAI
ANDAAZ HUMAARA BILKUL BEKAAR HAI
BESHAK KHUDA HAR INSAAN KE SAATH HAI.
PAR KISI KO GUM DEKE KHUSH KIYA
TO KISI KO KHUSHI DEKAR HASATA HAI


Waah Bhai Bahoot Khoob,..

Hanskar Koi, Koi Rokar Zindagi Bitaa Dete Hain,...
Aise Hi Kuch Log Apni Zindagi Ko Sazaa Dete Hain,..

Andaaz Tumhara Har Pal Hume Acha Laga Dost,..
Hum To Doston Ki Khateer Apni Hasti Mitaa Dete Hain,..

Kabhi Na Kehna Tum Apne Aap Ko Bekaar,..
Hum To Doston Ki Har Adaa Pe Apni Jaan Dete Hain,...

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: June 07, 2006, 02:44:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
WAISE BHAI IS TOPIC MAIN AAP DOSTI LE AAYE HEHEH

AND THANKS KE AAPNE HUMAARE LIYE ITNA ACHHA LIKHA THANKS AGAIN


Sorry Bhai Likh Diya,..
Phir Bhi Mohabbat Ki Shuruwat To Dosti Se Hi Hoti Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: June 07, 2006, 02:48:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
RASHME ULFAT KO NIBHAYE TO NIBHAYE KAISE
HAR TARAF AAG HAI DAAMAN KO BACHAYE BHI TO KAISE.
BOJ HOTA JO GUMO KA TO UTHA BHI LETE HUM
MAGAR JAB ZINDAGI HI BOJ BANI HAI TO UTHAYE KAISE ?


THANKS BRO NICE 2 you


Nice One Bhai,..

Zindagi Banjaaye Boj Kabhi To Kabhi Muskuraati Bhi Hai,..
Zindagi Se Na Tord Tu Nata Mere Humsafar Ye Tujh Jaise Mehboob SE Milaati Bhi Hai,..
Zindagi Sirf Paane Khone Ka Naam Nahi Har Pal Zindagi Naya Rukh Mordti Hai,..
Aur Mohabbat Ka Rang Lekar Kabhi Ye Zindagi Sawaart Bhi Hai,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: June 07, 2006, 03:06:42 PM »
Reply with quote
Ok Bhai,..

Mohabbat Mein Teri Khona Chahta Hoon,..
Tujhe Apna Banakar Main Tera Hona Chahta Hoon,..
Mili Hain Tujhse Mujhe Hazaron Khushiaan Kabhi,..
Aaj Tere Ek GHam Ko Dil Mein Lekar Rona Chahta Hoon,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: June 07, 2006, 03:18:33 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhai,..
Gar App kuch Likh Dete To Seekhne Ka Maukha Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: July 02, 2006, 08:12:56 AM »
Reply with quote
Mohabbat Mein Kisi Ki Mujhe Sab Lootane Ko Jee Chahta Hai,..
Gham Laakh Saahe Hain Doston Maine Ab Muskuraane Ko Jee Chahta Hai,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 10:34:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer